Short time mn kmyabi hasil krna ziada risky hai ?

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Short time mn kmyabi hasil krna ziada risky hai ?
    Dear members forex trading market mn trade krny k liay aor achi erning hasil krny k liay zaruri hai k forex k baray mn seekha jay aor trading k doran she time k wait ke jay ager ham short time mn kmyabi hasil krny ki koshish kety hin tu forex market bahut risky bussniss hi aor as mn loss honey k chnce bahut ziada hoty profit sy as liay kbi hhe forex market sy short time big earning hasil krny ki koshish na kren
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Short time mn kmyabi hasil krna ziada risky hai ?

    short taime sy hamay kafi zea dparofit bhi hamaymil sgta hy jb hama short aime my ham kam krty hy to hamys us my kafi zea dhamay us my faid ho jata hy jb ham apani hmammhnat krty hy to hamys us my bhot zea dhamaykamyabiho jati hy kbhi bhi hamay kisi bhi stregy ko halat naikehna chiya hamaysuko smjhna chiay risky ya bhot zea dhy pr achi hy ya
    https://www.facebook.com/profile.php...7089435:1f341:
    • #3 Collapse

      Re: Short time mn kmyabi hasil krna ziada risky hai ?

      Assalm-o-Alaikum dear friend short time mein kaamyaabi haasil Karna bohat zayada risky hai kiun k jab hum jaldbaazi mein kaam kartay Hain tou hamain loss hota hai lehaza hamain chahiye k hum long term trading karain taa k hum kaamyaabi haasil Kar sakain Orr acha profit bhi gain Kar sakain orr hamain kbhi bhi short time trading nhi karni chahiye
      • #4 Collapse

        Re: Short time mn kmyabi hasil krna ziada risky hai ?

        G Han ap ki bat bilkul theek hay aur min ap.ki bat se agree karti hun k forex main agar ap expert banna cahte Hain tou us k liay ap ko chaiay k ap zada se zada learning kare aur trading ko proper seekhain us k bad hi real trading start Kare kiu k jald bazi main aa Kar hum kuch bhi nai Kar sake aur na hi trading main kamiab ho sakte hain
        • #5 Collapse

          Re: Short time mn kmyabi hasil krna ziada risky hai ?

          G han main apki baat say agree larta hun ager ap short time main kamibi hasil karna chaty hain yo ap ko laafi ziyada risk ka face karna perta hai so ap ko chiye kay forex tradingain risk kam say kam he layn taan kay apko acha earn ho saky or jo trader risk kam say kam he lety hain wo achy trader ban jaty hain
          • #6 Collapse

            Re: Short time mn kmyabi hasil krna ziada risky hai ?

            agar hamara demo ka experience hai tu hum short mien success hasil ker sakty hien or demo account ka use kam ko as qabil bana leta hai k ham market ki asal shape ko pehchan laty hain i mean k ham ko as ki us pair ki movement ka guess ho jata hai k market kis side par ja sakti hai yeh pair jis par ham trade karty hien yeh buy jaye gi ya pher yeh sell jaye gi aor hum pher us side par trade open kar sakty hien aor earning bi hasil kar sakty hain as lyi demo ko use karna bhut useful hai as lye hard work b had zarori hai.
            • #7 Collapse

              Re: Short time mn kmyabi hasil krna ziada risky hai ?

              Forex trading Jo short time mein jyada success Hasil karna chahta hai use risk Lena padta hai lekin Mere Khayal mein jo risk kam lete hain aur kam profit parise Lete Hain Bhari profit pareshan nahi lete to Unka loss kaam hota hai aur jab loss Unka kaam Hoga Tu Mere Khayal Mein Wohi Kamyab Honge.
              • #8 Collapse

                Re: Short time mn kmyabi hasil krna ziada risky hai ?

                As-Salaam-Alaikum dear friends aapki baat bilkul theek hai Forex trading business mein agar aapko short time trading Karke kamyabi Hasil karna chahte hain ya bahut bara risk hai Kyon Ke short time trading karne main aapko loss bhi ho sakta hai Jo log short time Karke Kamyab Hona Chahte Hain wah kabhi bhi Kamyab Nahin ho sakte Yeh Ek risk Hai is main profile bhi ho sakta hai hi aur loss bhi ho sakta hai isliye Hame loss Se bachne Ke Liye aur achha profit Haasil karne ke liye Hame kabhi bhi short time trading nahi karni chahi
                • #9 Collapse

                  Re: Short time mn kmyabi hasil krna ziada risky hai ?

                  aslam o alikum my friends kesy ho umeed ha ap sab theek hi ho gay me apny senior say ye puchnba chata hu kay pak forex trading me hum short time me kesy kamyab ho sakthty ha is me short time me kabmyab hony kay ley hum ko is me kya karna cahahy kay hum short time me kamyab ho sakhy agr hum is me short time me kamyab ho jay to is me risk kya ho sakta ha or q ho skata ha
                  • #10 Collapse

                    Re: Short time mn kmyabi hasil krna ziada risky hai ?

                    اصل پيغام ارسال کردہ از: Sanam07 پيغام ديکھيے
                    Dear members forex trading market mn trade krny k liay aor achi erning hasil krny k liay zaruri hai k forex k baray mn seekha jay aor trading k doran she time k wait ke jay ager ham short time mn kmyabi hasil krny ki koshish kety hin tu forex market bahut risky bussniss hi aor as mn loss honey k chnce bahut ziada hoty profit sy as liay kbi hhe forex market sy short time big earning hasil krny ki koshish na kren
                    Assalamu Alaikum Jo Koi Bhi Yahi Sochta Hai keva Chhota time nahi hai Forex trading business Kaushik sakta hai aur isme Kamyab ho sakta hai wo bilkul galat Sochta Hai Kyunki Forex trading business Ek bahut hi critical business Hai Iss Mein kamyabi Hasil karne ke liye Kafi time Dena padta hai
                    • #11 Collapse

                      Re: Short time mn kmyabi hasil krna ziada risky hai ?

                      yes dear ju bhi forex main short cut marny ka sochta hai ussko success nahi milta hai balky ulta uss ko loss ho jata hai jiss say wo or ziada preshan ho jata hai iss lea forex main success bany k lea app ko pehly learning karni parti hai phir demo acount main practice kar k uss main expereince hasil karna parta hai aur us k bad he ap ko forex market ki movement ka pata chalta hai aur kam kam kar k earning kar sakty hain.
                      • #12 Collapse

                        Re: Short time mn kmyabi hasil krna ziada risky hai ?

                        bohat acha sawal ha ager hum ko forex sa achi earning hasil karni ha to per hum ko chaheya ka hum long time ma learning karni start kardaa q ka ager hum long term ma trading start kartaa ha to per hum ko achi profit hotee ha laken ager short term ma trade learn karnaa chataa ha to per wo best nhi hotaa ha...........
                        • #13 Collapse

                          Re: Short time mn kmyabi hasil krna ziada risky hai ?

                          Ji han bilkul sahi kaha ap ne forex trading mein short time mein kam hasil Karna boht ziada risky hota hai es liye forex ko time daina chahiye or achi tarha pehle es mein chezon ko seekhna chahiye or acha experience hasil karnay kay bad trading karni chahiye tab ja kay apko kam milay gi
                          • #14 Collapse

                            Re: Short time mn kmyabi hasil krna ziada risky hai ?

                            ji haan bilkul short time mein kamyabi Hasil karna Hamare Liye bahut bada risky Sabat ho sakta hai isliye Humein chahie ke ham jaldbazi na Karen aur naahi Laal Ishq Mein Aakar trading Karen Saheb ke sath Aastha Aastha Waqt Ke Sath kamyabi Hasil Karen ekdum Jo Upar Jane ki Socha Hai wah bahut jaldi Neeche aa jata hai isliye Hamein Waqt Ke Sath kamyabi Hasil Karni chahiye
                             
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: Short time mn kmyabi hasil krna ziada risky hai ?

                              ji haan bilkul short time mein kamyabi Hasil karna Hamare Liye bahut bada risky Sabat ho sakta hai isliye Humein chahie ke ham jaldbazi na Karen aur naahi Laal risk Mein Aakar trading Karen Saheb ke sath Aastha Aastha Waqt Ke Sath kamyabi Hasil Karen ekdum Jo Upar Jane ki Socha Hai wah bahut jaldi Neeche aa jata hai isliye Hamein Waqt Ke Sath kamyabi Hasil Karni chahiye
                               

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X