ager aik thread per do posts ho jain to kia kerna chaye ?

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    ager aik thread per do posts ho jain to kia kerna chaye ?
    bhai jan mera swal ap sy ye hy k baz o qat galti sy ham aik he threads per dio posts ker den to hamen kiya kerna chye kun k men ny suna hy k ager ham aik he piosts per do reply kerty hain ya zyada kerty hain to hamra accout banned ho sakta hai.laikin ager bndy sy galti ho bhi jati hai to bnda ko kia kerna chye koi is ki surut to g.aor ager delete kerni ho posts to dlete kasy ho sakti hain.kindly is bary mentora guide ker den.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: ager aik thread per do posts ho jain to kia kerna chaye ?

    dear memebr aesa nai krna chahye bl k is mein twajo se kam krna chahye forex mmein jb bhe ap kam krien to is mein kam twajo se mkrna chahye agr ham is mein 2 jwab d bhe dein to is mein hamein phr jo dosra thred kya h usko deklete kr denas chahye ya agr bdelete na ho to bs doa nkrni chahye k acond bain na ho ammmeeeeeeeeen
    • #3 Collapse

      Re: ager aik thread per do posts ho jain to kia kerna chaye ?

      Dear brother maray khyal may asa koi masala nahee hotha lekin aap ke ek he thread par same he reply nahee hone chahiay I mean ke aap is post duplicate nahee hona chahiay other wise agar aap ek he thread par 2 baar be reply Kar Dy tho is say maray khyal may koi problem nahee hotha.
      • #4 Collapse

        Re: ager aik thread per do posts ho jain to kia kerna chaye ?

        Dear friend ek thread parr 2 postss ho jaiyy tuoo koi bat ni haii lykinn ihtiytt karnii chiyee wo hud baa hudd tohri dairr badd ek postaa deletee ho jatii haii kabi kabii aisaa ho janyy syyy kuchhh ni hotaa mossttlyy tbb hotaa hai jb internet problmm kar raha hotaa hai slow internet ki waja syy aisei mistkeas ho jati hai..
        • #5 Collapse

          Re: ager aik thread per do posts ho jain to kia kerna chaye ?

          Hi g ager am thread phr do post ho jy Tu is main koi baat Nahi hai galti at pata Nahi chalta Tu ak he thread phr do post ho jati hai lakin ak post phr ap ke hud he delete ho jati hai q KY ak he thread phr do post nhi kr sakty.
          • #6 Collapse

            Re: ager aik thread per do posts ho jain to kia kerna chaye ?

            G han dear agar ap ek hi thread par ek say zayada posts kartay hain to ap ka account banned ho sakta hay aur agar koi members ghalti say ek thread par 2 posts kar bi leta hay to usay foran apni ek post edit kar k delete kar deni chaheay.
            • #7 Collapse

              Re: ager aik thread per do posts ho jain to kia kerna chaye ?

              Dear baat ya hay k instaforex trading k khuch rules hain in ko follow karna bhot zarrori hota hay ager na follow karan tu trading account block ho jata hain forex trading k rule k matabic aap aak thread per aak post he kar saktay hain ager aap sa 2 post ho ja hain tu jild iz jild aak post delete karna ki koshah karni chaya warna aap ka account block ho ja hay ga
              • #8 Collapse

                Re: ager aik thread per do posts ho jain to kia kerna chaye ?

                Ager ap ki ik thread per 2 post ho jiyen to ap ko chiye kay koshsih karyn kay forum walon ki jadli say mesg kar dyn nai to ap ka account copy paistki waja say say ban kar dia jiye ga forum ky kuch rules hin jihny lazmi follow karna perta hai copy piast mat he kryn to behter hai
                • #9 Collapse

                  Re: ager aik thread per do posts ho jain to kia kerna chaye ?

                  Running karne ke liye hum sab log Jante Hain Kya Forex ke Business mein nuksan bahut jyada hai hum Jab Bhi entry karte hain karte hain. You take order Lagate Hain To uske sath Hote Hain Hum dekhte ho jata hai uske baad mein Milta Hai isliye main chahi Ki Soch kar Samajh Kar aur gardline ke saath kaam Karen tar ke nuksaan na ho sake Jo Bachche trader hote hain market Mein kaam karna chahte hain
                  • #10 Collapse

                    Re: ager aik thread per do posts ho jain to kia kerna chaye ?

                    agar ek hi thread par 2 dafa post ho jay to koi bat nahi hai lakin ap ko chahiye k ap har dafa is mistake ko karne se bache ku k ye forex k rules k against hai so agar ap se ek ya do dafa ye mistake ho jay to koi bat nahi lakin agar ap yahi mistake bar bar kare gey to phir ho sakta hai k ap ki id banned ho jay so ap ko chahiye k ap ehtiyat k sath kam kare or ek thread par ek hi post kare or ye koi mushkil kam nahi hai or ye mistake bar bar ho bi nahi sakti.
                    • #11 Collapse

                      Re: ager aik thread per do posts ho jain to kia kerna chaye ?

                      اصل پيغام ارسال کردہ از: Muhammad Umer Khan پيغام ديکھيے
                      bhai jan mera swal ap sy ye hy k baz o qat galti sy ham aik he threads per dio posts ker den to hamen kiya kerna chye kun k men ny suna hy k ager ham aik he piosts per do reply kerty hain ya zyada kerty hain to hamra accout banned ho sakta hai.laikin ager bndy sy galti ho bhi jati hai to bnda ko kia kerna chye koi is ki surut to g.aor ager delete kerni ho posts to dlete kasy ho sakti hain.kindly is bary mentora guide ker den.
                      Sir jahan tk me ne suna hai aik hi tread pr ap aik din me sirf aik hi reply day skty hen. jyada br reply se banned b ho skty he. lekin ap usi thread pr next day dobara reply kr sken gy. or agr aik hi din aik thread pr 2 3 br ghlti se reply kr den to usy delete kia ja skta hai. ap ki post k nehy "Delete post" ki option b ati hai jis se ap apni wrong post ko delete kr skty hen.
                      • #12 Collapse

                        Re: ager aik thread per do posts ho jain to kia kerna chaye ?

                        Gee brother aisa kafi new trader k sath masla paisa aata hai agar aap galty se ek thread par 2 post kar lo phir udhar edit main delete ka option b mojood hai aap edit main ja kar usay delete kar sakte hai hum ko chayie ek thread par 2 post na karo ek jaisy is se account banned ho jatah hai na hi kisi ki thread ko read kar k mix kar k new thread create karo yeh b copy paster hai account banned ho jata hai
                        • #13 Collapse

                          Re: ager aik thread per do posts ho jain to kia kerna chaye ?

                          Agar Ham Logon Se Ek thread ke upar do posting Ho Jaati Hai galti se To Ham Logon Ko chahie ke old ko yah new ko delete kar de Agar ham log ko delete kar denge to form Walon Ko Pata Chal Jaega ki yah mistakenly Hua Hai
                          • #14 Collapse

                            Re: ager aik thread per do posts ho jain to kia kerna chaye ?

                            Mery khyal men kuch Ni hota ager ak thread per 2 post ho Jain to kuch Ni hota liken post ak dosry sy deferent honi chahiy.
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: ager aik thread per do posts ho jain to kia kerna chaye ?

                              اصل پيغام ارسال کردہ از: Muhammad Umer Khan پيغام ديکھيے
                              bhai jan mera swal ap sy ye hy k baz o qat galti sy ham aik he threads per dio posts ker den to hamen kiya kerna chye kun k men ny suna hy k ager ham aik he piosts per do reply kerty hain ya zyada kerty hain to hamra accout banned ho sakta hai.laikin ager bndy sy galti ho bhi jati hai to bnda ko kia kerna chye koi is ki surut to g.aor ager delete kerni ho posts to dlete kasy ho sakti hain.kindly is bary mentora guide ker den.
                              Agar aapane Ek Raat Bhar Do post Kar Di Hai To is a Koi masla To Nahin Hota lekin Bar Bar Is Tarah ka Kam Nahin Karna chahie Kyunki aap yah post delete kar di Jaati Hain isliye Hamesha Khyal rakhen aur ek thread per ek hi reply karen Bar Bar Is Tarah ka kam na Karen jisse aapko nuksan Hota ho aur aap ek aur aapki post form se delete kar di jaaye
                              FRD 07 TRADING JOURNAL

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X