Forex mein loss aur phir tension lena

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #16 Collapse

    Re: Forex mein loss aur phir tension lena

    for my hmya loss sy bachna acia a our jb ya hao jata hy to hmaya is ki kbhi bhi hamay is ki tention naia lyni chiay haamya chiay ak ham is my shai trha sy ham kamakry agr ham ismy bhot zead hama mhnat kry gy our ham kamayb hongy to is my hmaya kafi zea dhamaya faid aho jaye ga our ham kamayab ho ajye gy mhnata hmay zea daknri hiay ois my
    https://www.facebook.com/profile.php...7089435:1f341:
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #17 Collapse

      Re: Forex mein loss aur phir tension lena

      ji haan sir aapne bilkul theek kaha hai aur Agar Hum Pakistan from men trading karte hain aur Hamein loss hota hai tu loves hone Par Har Koi Pareshan Hota Hai Hamein chahi ke Hamen Jab Bhi Apna trade open karna ho to Hamein market ko bahut hi acchi Tarah Se analyses Karke trading Karni Hogi FIR Hamein loss Nahin ho sakta Hamein Achcha profit mil sakta hai thanks
      • #18 Collapse

        Re: Forex mein loss aur phir tension lena

        Dear friend ap bilkul thk kah rahy han k forex ma kon job members ko loss hota ha toh phr wo bohat tension kary ha bilky humy tension ni leni chaya humy himat say kam Karna chaya phr hi hum is business ma kamyab ho sakhty han keu k loss or profit is business is hisa ha.right
        • #19 Collapse

          Re: Forex mein loss aur phir tension lena

          Bohat achi suggestions do hai aap be Bhai humain loss except karnay ki bhi soch rakhni chahiay kiun k is karobaar main loss aur profit ki ratio baraber hai lihaza sirf profit ko nahi sochna ho ga loss bhi ho ga aur loss ko let k ager aap tension main aa gay to aur bhi loss ho ga.
          • #20 Collapse

            Re: Forex mein loss aur phir tension lena

            Jab aap shop par market ki movement ko demo copper practice kar lenge to aap real account Mein Aakar kabhi bhi nuksan nahin Karenge aur yahan se always earning Karenge big Agar Ham Yahan Par risk Lenge to Hamein Yahan Par baad bhi Itna Jyada Milega Hum Yahan Par Jyada Karenge aur Hamare yahan par ho payega Yahan Par Jiski Nahin Lenge to hum Yahan Par kuch bhi kaam karne ko nahi milega
            • #21 Collapse

              Re: Forex mein loss aur phir tension lena

              forex main loss tu har kisi ko ho he jata hai kyon k forex business ya koi bhi business ho uss main loss bhi sath sath hota hai kyon k yeh business ka hisa hota haii iss leay jab bhi ham ko loss hota hai tu ham ko tention nahi laini chaheay kyon k jab ap phir say trade krty hain tu ap k mind main wohi loss ki tention hoti hai jiss say ap ki trade main again ap ko loss ho sakta hai iss lea fresh mind say pechly loss ko bhol kar trade karni chaheay.
              • #22 Collapse

                Re: Forex mein loss aur phir tension lena

                g bilkul theek keh rahy haain forex main loss hona koi bari baat nahi hai kyu k loss hona b business k ik part hain aur jab loss ho jaain to hume bilkul b tension nahi leni chahaye kyu k jitni hum tension laain gay utna he hum aur loss karty jaain gay aur is se humara account b wash hoo jaye ga hume apny account ko secure rakhny k liye tension bilkul nahi leni chahye.
                • #23 Collapse

                  Re: Forex mein loss aur phir tension lena

                  اصل پيغام ارسال کردہ از: Sobi2978 پيغام ديکھيے
                  Forex trading mein loss tou hota hai agar loss ho jaye tou hyper honay ki zarurat nahin hai kyun kay jo loss ho gya sou ho gaya iss mein kisi aur ka qasoor nahin humain thora sabar ka muzahira kerna chahye jo loss hoa uski wajah janain aur uss point pae ghour o fikar kerain taa kay next trade mein hum kamyab ho sakain
                  Loss Forex trading business ka important part hai agar aapko trading karte hue loss Ho Jaaye Tu Kabhi Bhi mind na Karen aur naahi use loss potential Ne Daal Ke Apne losses se learn Karon Jab aap losses sale learn karne lag Jayenge To achi trading karne Bhi lag Jayenge
                  FRD 07 TRADING JOURNAL
                  • #24 Collapse

                    Re: Forex mein loss aur phir tension lena

                    agar ap ko forex me loss ho jay to ap ko chahiye k ap tension ki bajay sabar se kam lain ku k ek to ap ko pehle se hi loss ho gya hai or upar se pa us loss par tension lain gey to ye ek or loss ho ga ku k is se ap k mind par bohat gehra negative asar pare ga jis se ap ko or zayada loss ho ga so ap ko chahiye k ap ko loss ho jay to ap apne upar control rakhe or sabar se kam lain or sabar se hi ap forex me apne losses ko recover kar sakte hain or kamyabi hasil kar sakte hain.
                    • #25 Collapse

                      Re: Forex mein loss aur phir tension lena

                      Forex me job loss hota hai to log isliye Pareshan Hote Hain Ki Woh is Baat Ko Janme bhi nahi rakhte kya Mila Sajna Hai Tu Jab aapko loss ho to aap ko hai par hone ka koi fayda nahi milega bolke aapne Soch vichar aur planning ke sath is masala ko find out karna hai Jaisi vajah se aap ko loss hua hai to aap iska Koi Batra Hal kar sakte hain
                      • #26 Collapse

                        Re: Forex mein loss aur phir tension lena

                        اصل پيغام ارسال کردہ از: Sobi2978 پيغام ديکھيے
                        Forex trading mein loss tou hota hai agar loss ho jaye tou hyper honay ki zarurat nahin hai kyun kay jo loss ho gya sou ho gaya iss mein kisi aur ka qasoor nahin humain thora sabar ka muzahira kerna chahye jo loss hoa uski wajah janain aur uss point pae ghour o fikar kerain taa kay next trade mein hum kamyab ho sakain
                        Profit and loss in Forex trading ka important part hai agar trade UNESCO trading karte hue loss Ho Jaaye to unko mind nahin karna chahiye aur apne losses se Hamesha learn karna chahiye IG trading karne mein help milegi
                        • #27 Collapse

                          Re: Forex mein loss aur phir tension lena

                          Dear friends forex main agar hum ko losss hota hai to humain pershan billkulll ni hona hai q kh losss bhi to kam ka aik part ha leehaza humain losss sy petshan ni hona chahyi bahal k mahnat sy kam karna chahyi thanks
                          • #28 Collapse

                            Re: Forex mein loss aur phir tension lena

                            Forex mein tou humain akser loss hota hai tou phir hum uss per tension kyun letay hain aur phir issi tension mein aur bhi loss ker letay hain humain loss per tension nahin leni chahyea balkay humain loss ko roknay kay lye planning kerni chahyea ta kay humain ainda loss na ho
                            • #29 Collapse

                              Re: Forex mein loss aur phir tension lena

                              Gee han kuch trader profit par zaida khush hote hai isy tarah loss par b zaida dukhy ho jate hai zaida tention le laite hai wo khushi se b zaida tention ki wajah se jazbaty ho jate hai apny mazeed loss karte hai control se bahar ho kar forex ko chor daite hai agar wo start main profit par zaida khush na hote forex main loss and profit ko samjhnay ki koshash karte phir forex ko chorna na parta
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #30 Collapse

                                Re: Forex mein loss aur phir tension lena

                                G han friends agr loss hwa he to zyada tentionna len us point se sekhen wo point note kren ar wo ghalti dobara na krren is tarah sekhte sekhte aap zror kamyab hn ge lalach se bchen ar sabar se kam len

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X