Forum per threads aur posts kabhi bhi copy na kerain

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #16 Collapse

    Re: Forum per threads aur posts kabhi bhi copy na kerain

    forum pay hume threads aur posts informative karni chahye kbhi b threads aur posts ko copy paste nahi karna chahye kyu k agr hum copy karain gay threads aur post to hume bilkul b acha bonus nahi mily gaa aur humara ulta time b zaya hoga is liye hume chahyue k apny time ko zaya na hony dain aur informative posts aur threads karain taa k acha bonus hasil kar skaian.
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #17 Collapse

      Re: Forum per threads aur posts kabhi bhi copy na kerain

      Gee haan bhai aap ki baat theek hai forum per humain apni posts aur threads ko copy paste nahin kerni chahyeain yani lay pahele sae ki gae threads aur posts ko kabhi bhi dobara copy na kerain balkay himain koi bhi naye post ya threads kernay chahyeain jin mein humara experiance share kya hoya ho
      • #18 Collapse

        Re: Forum per threads aur posts kabhi bhi copy na kerain

        g bilkul hum sub ko chahiye k hum pak forex forum par kabi bi koi thread ya phir post copy past na kare ku k ye pak forex forum k rules k khilaf hai so hum sub ko chahiye k hum pak forex forum me achi tarah se kam kare or mehnat kar k kam kare ta k hum apni id ko bi safe rakh sake or acha bonus bi hasil kar sake so acha bonus hasil karne k liye hum sub ko chahiye k hum pak forex forum par achi quality ka kam kare.
        • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
        • #19 Collapse

          Re: Forum per threads aur posts kabhi bhi copy na kerain

          Gee han forex forum main kisi ki post and thread ko read kar k new post nai banany chayie mix kar k yeh b copy paste k zamray main aata hai new thread create karnay se behtar hai old thread par comments karo phir wo zinda ho kar seb k samnay top par aa jay gi new k muqblay main old thread par zaida faida ha us par kafi juwab honay ki wajah se knowledge main azafa hota hai jab k new par kuch b nai hota

          اب آن لائن

          Working...
          X