Learning process continue rakhain

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #16 Collapse

    Re: Learning process continue rakhain

    Dear friend ap bilkul thk kah rahy han k humy chaya k hum forex ma apni learning ko jari rakhy phr hi hum forex trading say acha profit hasil kar sakhty han age hum apni learning ko jari ni rakhy gay toh phr bilkul acha profit hasil no kar salary or kamyab b ni ho sakhty keu k is business ma learning bohat zayada aham ha.
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #17 Collapse

      Re: Learning process continue rakhain

      Apni learningg ko kabi ni chornaaa chiyee learningg process jarii rhknaa chiyee dear jaisyy forex main earning ki koi limitt ni hai wasyy learning ki bi koi limit ni hai jitnii zaidaa apni learning process ko strongg banyy gyy outnaa hei markeet main axhaa kam kar kyy axhei earning kar skyy gyy..
      • #18 Collapse

        Re: Learning process continue rakhain

        boss haan bilkul agar ham forex main kamyab member banna cahty hain to hmaien cahiyay ky forex main zyada say zyada learning karain kyun ky jitni achi hmari learning ho gi utna hi zyada hmari kamyabi ky chances houn gay is liyay zyada say zyada earning kar sakien aur forex main kamyab ho sakien
        PAK ARMY ZINDA ABAD
        • #19 Collapse

          Re: Learning process continue rakhain

          g bilkul sahi keh rahy hain hume kbhi b apni learning ko end nahi karna chahye kyu k humari earning humari learning pay depend karti hai jitni achi humari learning hogi utni he achi humari lerning b hogi is liye zada se zada is ko time daain taa k best se best learning kaarin aur hamesha apni learning ko continue rakhaain kyu k learning k process hatam nahi hony wala hai.
          • #20 Collapse

            Re: Learning process continue rakhain

            Beshak ap samjhen ap ki trading bohat he achey hogae ha apney learning process ko jari rakhen learning daily se new se new chezen ap ko he sekhnay ko miley gi islye ap full try karen ap ko acha knowledge miley ap zada se zada learn kro isky lye learning process ko kabey end na honay den.
            • #21 Collapse

              Re: Learning process continue rakhain

              Dear friend ap ki bat bilkul durust hai forex trading men learning process ko continue rakhny ki koshish kren kuin key Dear All Learning Process Kabhi End Hota Hy Wese Hy Earning Ke Sath Sath Bhi Koshish Karein Ke Learning Ko Bhi Going On Rakhein Aur Demo Account Sey, Seniors Sey, Web, Pages, Groups Jahan Se Bhi Jesey Bhi Jitna Maximum Help Larksete Hain Hume Leni Chaiye Hy. Demo Se Acha Kuc Nai Ke Hum Waha Se Knowledge , Experience , Skills, Planning, Aur Bohat Kuch Easily Learn Kar Ste Hain
              • #22 Collapse

                Re: Learning process continue rakhain

                اصل پيغام ارسال کردہ از: udnan پيغام ديکھيے
                Dear friends, kuch traders jab forex ko thora bahut learn kar letay hain to phr woh learning chor detay hain but main yah kehna chahta hon kah hamain learning process hamesha continue rakhna chaheay q kah jetni zayada learning hoti jaay gi utna hi zayada faida hay.
                assalamu alaikum bhai jaan Yeh bilkul sahi baat hai ki Hume apni learning ko band nahi karna chahie balke trading karne Ke Sath Sath Hai Hamein apni learning bijari rakhni chahiye tha ke next Aane Wale a critical time Ko Hum acche se face kar sake
                • #23 Collapse

                  Re: Learning process continue rakhain

                  Yes. hmen apni learning k b trading k sath hi continue rakhna chahye. q k forex me new things or new changes ati rahti hen js wja se hmen new requirements k sath chalna parta hai. is lye behtar yehi hai k hm forex learning ko b continue rakhen or ziada se ziada ilam barhaen. Is trhan hm market ko acha sa smjh b sken gy or ziada profit b le saken gy.
                  • #24 Collapse

                    Re: Learning process continue rakhain

                    g hn bilkul ap ny sahe kaha hy mn ap ki bat sy agree hon bilkul learning ko kabhi nh chorna cahiya aur sub sy ziyada est jo trade ki basic ka pata cahlta hy woh hy demo trade demo trade ko jo members regular used karty hn woh kabhi bhi trade mn ziyada loss nh utha sakty trade ki basic TP aur SL ka used sub sub ziyada important hy
                    • #25 Collapse

                      Re: Learning process continue rakhain

                      g haan bhai jaan bilkul agar ham forex main kamyab member banna cahty hain to hmaien cahiyay ky forex main zyada say zyada learning karain kyun ky jitni achi hmari learning ho gi utna hi zyada hmari kamyabi ky chances houn gay is liyay zyada say zyada earning kar sakien aur forex main kamyab ho sakien
                      • #26 Collapse

                        Re: Learning process continue rakhain

                        Forex trading ho ya koe aur job ho learning process hamesha jari rakhna chahye que kay jahan learning ka amal band ho jata hay waha per trader ka mind ruk jata hay learning say mind khula rehta hay aur nai nahi information milti hay. is liye old trader bhi learning ko jari rakhtay hain jis say wo mazeed achay trader bantay jatay hain.
                        • #27 Collapse

                          Re: Learning process continue rakhain

                          Assalm-o-Alaikum gee haan dear friend ap nay bilkul theek kaha Learning process continue rakhna chye jab tak ham learning karty rhengy erning bhi hoti rhe gi
                          • #28 Collapse

                            Re: Learning process continue rakhain

                            Dear brother ap ne bilkul thk kaha h k biht se aese traders aese hain jo kuch kuch learn krne k bd learn krna chor dete hain wo log glt krte hain aesa ni krna chaiye blke learning ka procecc jari rkhna chaiye is se faeda ho ga wrna nuksan hi hona h
                            • #29 Collapse

                              Re: Learning process continue rakhain

                              ji haan sir aapne bilkul theek kaha hai aur main aapki baat ko Mangta Hoon Agar Hum Pakistan Forex Mein kaam karte hain tu hamesha hi kya mai Agar bahut accha kaam kar rahe hain to Hame Aur Bhi Jyada kam karna chahiye Kyunki mahine ka and hone wala hai hum Jitna Jyada kaam Karenge utna hi Hamein achha bonus Milega thanks
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #30 Collapse

                                Re: Learning process continue rakhain

                                GDF Forex user Humko chahiye ke Jab Hum Forex Mein Koi trading Karen market analyses karo achi Tarah Se Dekhe aur kuch Ke Hum Forex mein study koganti new rakhi hai aise Humko Forex trading ke bare mein pata rahega Jis Se Hum Los Nahin Honge.

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X