Forex trading kelye Kya zarori hai

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #16 Collapse

    Re: Forex trading kelye Kya zarori hai

    Forexx tradingg kyy zaroorii hai ap kyy pass axhaa knowladgee ourr experincee huo memberaa ko.chiyee mehnt kr kyy axha saa experincee banayy zaidaa timee zaidaa mehntt experince banayy main hei lagtaa hai jb experincee banaa jataa hai phrr kafeii asnii ho jtii haii kafei smjhh lag jati hai ..
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #17 Collapse

      Re: Forex trading kelye Kya zarori hai

      forex trading k liye learning aur experience hasil karna bahoot zaroori hai aur experience hasil karny k liye demo account ki zaroorat parti hai hume demo account pay bar bar practices kar k experience gain karna chahye aur hume market ko analyze karnaa b ana chahye taa k hum market ki her movement ko achi tara analysis kar k samjh k tab trade kar skaian.
      • #18 Collapse

        Re: Forex trading kelye Kya zarori hai

        اصل پيغام ارسال کردہ از: SRMJ1918 پيغام ديکھيے
        Dear dosto assalamualaikum ham jisko be fox Mai batatai hai o wo issko start karnai kelye tayar hojata hai yaha Mai appko ye kehna chahta hon ke aik achai trader bannai kelye Kya zarori hai sab say pehlai to appko chaye ke forex ke baray Mai knowledge hasil karlai demo p paractice karkai experience gain Kar Lai jab ye sab ho Jaye to pir forex Mai wahe paisay invest karay Jo agar loss hojay to app bardasht Kar Sakai.
        Forex trading Mein acchi trading karne ke liye aapke paas Forex trading ka achha knowledge or experience Hona zaroori hai agar Apke Pas Forex trading ka achha knowledge or experience nahi hoga to aap proper tarike se trading nahin kar Sakenge
        FRD 07 TRADING JOURNAL
        • #19 Collapse

          Re: Forex trading kelye Kya zarori hai

          اصل پيغام ارسال کردہ از: Frd07 پيغام ديکھيے
          Forex trading Mein acchi trading karne ke liye aapke paas Forex trading ka achha knowledge or experience Hona zaroori hai agar Apke Pas Forex trading ka achha knowledge or experience nahi hoga to aap proper tarike se trading nahin kar Sakenge
          So ny Tk bt ki ha ky knowledge ho ga to he trending kray gy hm warna hm Koch ni kr Sakty
          • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
          • #20 Collapse

            Re: Forex trading kelye Kya zarori hai

            اصل پيغام ارسال کردہ از: SRMJ1918 پيغام ديکھيے
            Dear dosto assalamualaikum ham jisko be fox Mai batatai hai o wo issko start karnai kelye tayar hojata hai yaha Mai appko ye kehna chahta hon ke aik achai trader bannai kelye Kya zarori hai sab say pehlai to appko chaye ke forex ke baray Mai knowledge hasil karlai demo p paractice karkai experience gain Kar Lai jab ye sab ho Jaye to pir forex Mai wahe paisay invest karay Jo agar loss hojay to app bardasht Kar Sakai.
            forex trading ka lea zarori hai kay ap ko is kay baray main puray tarekay say malom ho ap ko paisay manage karna atay hon or ap ko pata hona chaye kay ap aik trade main kitnay paisay risk par laga rahay hain or kitnay kamana cha rahay hain ap jis currency pair main trade karna chahtay hain us kay baray main ap ko achay say maloom hona chaye kay kon se news pair par kitna effect dalti hai.

            اب آن لائن

            Working...
            X