Trading me Jald Bazi Nahi kerni chahiye

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #16 Collapse

    Re: Trading me Jald Bazi Nahi kerni chahiye

    H han trading kartyy waqatt jadbazii bilkul naa krenn forexx riskyy saa kam hai iss main choti sei mistkess syy markeet main loss ho jataa hai ourr phr loss ko recoverr karnaa mushkl.ho jataa hai dear kabi bi jldbzi naa krenn best analysis krenn axhei entryy kaa intezarr krenn chahyy jitnaa marzii intezar kyuu na karnaa paryy..
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #17 Collapse

      Re: Trading me Jald Bazi Nahi kerni chahiye

      g han bilkul theek kaha hai ap ne ager trading mai ap jald bazi se kaam len ge tou ap se mistakes ho jayen gi or ye mistakes aik din ap ko boaht bara loss den gi is liye hamesha thande dimag se or soch smjh ker kaam kerna chahye jald bazi hamare har kaam ko spoil ker deti hai or hame loss ke siwa kuch nhi deti ager ap trading mai loss se bachna chahte hain tou thande dimag se trading karen
      • #18 Collapse

        Re: Trading me Jald Bazi Nahi kerni chahiye

        yes sir hum ko as mien aa ker her bar jaldi nahi karna hota hai or demo account keya hai as k bary main her kio janta hai k as ko hum ko use kerna kesy h or hum ko as ko use kar k as mien success kesy hasil karna hai agar ham as mien demo account use karty hain to ham as mien her bar her trade mien success hasil kar sakty hain as ki waja yeh hai k hamary pass as mien experience or knowledge a jata hai aor jab ham as ko use karty hain tu as mian ham aik khas pair par kam karty hain or us main trade karty hain or profit earn kar lety hian pher ja ker hum success hasil ker sakty hien.
        • #19 Collapse

          Re: Trading me Jald Bazi Nahi kerni chahiye

          jaldbazi karne se tu waise bhi bahut jyada loss hota hai koshish karni chahiye ki trading bilkul slow trading aur wait kar ke trading Kare jitni jyada slow trading hogi utna hi accha profit hoga agar emotional hokar jaldbazi aur overtrading karke training karenge to bahut jyada loss account bhi wahan ho sakta hai isliye be careful hokar stop loss ke sath trade Karen
          • #20 Collapse

            Re: Trading me Jald Bazi Nahi kerni chahiye

            yes dear main bhi app ki bat say agaree karta hun forex main kabhi bhij ald bazi say kam nahi karna chaheay jald bazi say ap ko hamesha loss he hota hai iss lea ham ko forex market main pehly achi tara say nalysis akrny chaheay phir iss main jab bhi trade karain kisi logic k sath trade karain phir he ap ko acha profit mil sakta hai bgair logic k sath kam na karny say ap ko loss he ho ga.
            • #21 Collapse

              Re: Trading me Jald Bazi Nahi kerni chahiye

              fore par ham lopgo ko kabhi be jaldhi bazzi nai karni chayia ku ka is sa ham logo ko boht bara loss ho sakhta ha aur forex par ham logo ko hamesha yahi kha jata ha ka ham logo ko ach tyra sa sochna samajhna ka bad hi karni chayia aur ham log jab be trade karta ha aur agr ham logo ko jaldhi hoti ha to ham log market ko achi tyra sa analysis kiya bgr hi trade kar data ha jis ka bad ma ham logo ko loss hota ha
              • #22 Collapse

                Re: Trading me Jald Bazi Nahi kerni chahiye

                Hi ji bilkul aap hi thik kaha hai trading Mein jaldbazi Nahin Karni chahiye ager hum jaldbazi main trade Karen gy Tu hamain nuksan he ho ga is Leya hamain Chaya KY Soch Samajh Kar trade lagay taky profit ho loss Nahi.
                • #23 Collapse

                  Re: Trading me Jald Bazi Nahi kerni chahiye

                  Dear friend ap ki bat bilkul durust hai forex trading men jald bazi ka kui kam nhi hai forex trading men jaldbazi ya kesi bhi kam men ki jae us ka nuksan hi hota hai esliye forex trading men bhi jaldbazi nhi karna chye bilky soch samjh kar desion Lena chye .
                  • #24 Collapse

                    Re: Trading me Jald Bazi Nahi kerni chahiye

                    ji haan sir aapne bilkul theek kaha hai agar Hum Pakistan Forex Mein kaam karte hain aur hum trading Karte Hain To Hamein jaldbazi bilkul bhi nahin Karni chahi Agar Ham jaldbaazi main Apna trade open Karenge to Hamein Kabhi achha profit nahi mil payega isiliye hamein chahiye kya Main Har Waqt Soch Samajh Kar trading Karni hoti hai thanks
                    • #25 Collapse

                      Re: Trading me Jald Bazi Nahi kerni chahiye

                      dear forex main 90 percent logon ko jald bazi say kam karny ki waja say loss hota hai kyon k yeh market main risk bohut hota hai aur ap ziada profit k chaker main lalch main ajaty hain jiss ki waja say ap ko jaldi hoti hai profit karny ki ap ko pata hona chahey k jiss hisab iss main profit hota hai usi hisab say loss bhi ho sakta ahi iss leay ham ko rules k bgair kam nahi karna chaheay.
                      • #26 Collapse

                        Re: Trading me Jald Bazi Nahi kerni chahiye

                        Ji haan sir aap ki baat bilkul right Hi Karam trading karte hue jaldbazi Karenge to Hame se main kabhi bhi kamyabi Hasil nahin kar sakte Kyunki jaldbazi Se Hum wrong decision bhi le sakte hain aur Hamara mind confused bhi ho jata hai Jise Hum achha profit Nahin come apart aur Hamein jyadatar loss hi hota hai
                        • #27 Collapse

                          Re: Trading me Jald Bazi Nahi kerni chahiye

                          g bilkul theek keh rahy hain hume trading karty waqat bilkul b jaldbazi nahi karni cahhyye kyu k jitni hum jaldi kaarin gay utni jaldi he hum loss main jaain gay aur bar bar loss kar k is se humara account wash ho jaaye ga aur hum koi b trade open nahi kar sakain gay hume chahye k her haal main sabar se kam laain kyu k sabar k phal meetha hota hai.
                          • #28 Collapse

                            Re: Trading me Jald Bazi Nahi kerni chahiye

                            اصل پيغام ارسال کردہ از: Daheri1984 پيغام ديکھيے
                            Forex Trading me kabhi bhi jald bazi se kaam nahi lena chahiye agar hum jald bazi se kaam lenge to hum sirf or sirf loss hi karte rahenge is liye kabhi bhi loss ko daikh ker trade ko close nahi kerna chahiye bal k market k reverse hone ka wait kia jai to behter he is liye hamen kuch time wait kerna chahiye ta k hum apni trade ko her soorat me profit me hi close kia kare jis se hum apne capital ko bhi barah sakte he.
                            Trading karte hue jaldbazi karna bhi traders ki ek bahut badi mistake hoti hai aur iski vajah se bhi traders ko loss ho sakta hai Kyunki aap Jab jaldbazi Mein kaam karte hain to aapke Ae analysis aur planning Thik Nahin Hoti
                            FRD 07 TRADING JOURNAL
                            • #29 Collapse

                              Re: Trading me Jald Bazi Nahi kerni chahiye

                              boss meri nazar mien jo mehnat kerta h wo as mien kamaee ker sakta h as lyee ham ko as mien her bar mehnat kerna hota h aur ham ko as mien as had tak mehnat kerna hota h jab tak ham as mien aik kamyab tajir nahi ban sakte hien as lyee ham ko as mien khud k lyee kaam kerna hota h aur ham ko as mien khud ko behtreen sabit kerna hota h aur ham ko as mien sab kuch seekhna hota h aur as mien kamaee kerna hota h as lyee mehnat kerna hota h aur mehnat per mehnat kerna hota h as lyee jalld bazi kerne wale nakam hote hain.
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #30 Collapse

                                Re: Trading me Jald Bazi Nahi kerni chahiye

                                hi h r u kese ho dosto ap me ap ka mshkoor ho ap ke is post se hame bohat fida howa or ap ne thek kha me ap ke bat se itfiaq karta ho ap se kuzarish he ke ase mufeed post zeyda se zeyda karen take hume is se fida othane ka moka mele ap ne sahi swal keya he ke trading me jaldi nahe karne cahye ku ke agar ye ap nahe karen ge to ap ko los he loss ho ga or ap ka or ap ka account was ho jaega

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X