*Forex is a part of education*

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #31 Collapse

    dear kahin countries mein to forex trading illegal hai like india india mein is ko illegal kaha jata hai lekin pakistan mein esa nai mere khayal se to forex per b ek subject hona chahiye ta k log is per kam kar k earn kar sakein
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #32 Collapse

      yes, forex is part of education. Humen forex ki education hasil karni chaye. Because first learning is better than earning. bulkay school men b forex ki education de jani chaye taa k start men he students ko forex ki information mil jaye or wo study complete karne k bad apna business start kar saken
      • #33 Collapse

        h thek kaha bhai ap ne forex ak kism ki education b hai jis se hamen bht kuch sikhne ko milta se sikhna chahy hai r hamare knowledge main b bht azafa hota hai is liye forex ko achi tara se sikhna chahye agr is main se kamyab hona chahte hain to......
        • #34 Collapse

          jee bilkul forex bhi education ka hisa hai kiyon ke forex mai bhi boht education milti hai insan ko or boht expericed milta hai jaisy ke insan ko forex mai kaam karnay ka expericed hota hai or forex ik aisa bussiness hai jahan per ik dafa kaam kar le jo to os ko dosry bussiness per kaam karna a jata hai.
          • #35 Collapse

            g bilcul jab ap trade karatay han to ap ko bohat sa knowldge gain hota ha is main to koi shak wali bat nahi ha .
            • #36 Collapse

              no no jnab,,,maina pp ki is baat say bilkul bhi nahi hu agree jnab,,is main hum ko jub bhi kaam karna pary na jnab,,,to shai hi karna cahey jnab
              • #37 Collapse

                G han forex aik education ha jab tak hum is ko hasle nai karte hain hum is ma success hasle nai kar sakte hain is lai forex ma success hasle karna k lia ap ko mahnat sa kam karna partta ha pir ja kar kamyabi milti ha,,,,,,,,,,,,,,,,,,,,,,,
                • #38 Collapse

                  yes forex is a part of education kyn k is sy humein business k baray mein achi information milti hein aik acha trader banay k gurr milty hein jo humein life me profit banay mein help deti hai
                  • #39 Collapse

                    bilkul ye ak boht achi taleem he forex ki. Forex ke knowledge se hum earning krte hien. mene Forex ko seekhne ke liye boht mehnat ki he. ur abhi ur mehnat krna baaki he. kyoun ke hum is taleem ko jitna seekhien ge wo utni hi faida mand ho g hamare future ke liye. ur hamien is taleem ko aam krna chahiye.
                    • #40 Collapse

                      forex is part of education he and forex trading meri life par bahot acha ban kar samnay aya hay aur meri life bahot achi change ho gai hay mein ab bahot acha earn bhi kar leta hon kiyon kay mein nay forex ko bhot seekha hay aur ab bhi sekh raha hon kiyon kay ager ap forex ko nahi sekhty tu ap phir earning nahi kar skty .
                      • #41 Collapse

                        mien loss money hoti hy lekin ap ko recover krna hoga and hamay apni galtiyon say faidaa hota hay isi liye mein suggest karta hon kay demo account par practice kar kay aap bahot kuch learn kar saktay hay yeh aik bahot acha business hay aap future mein aik good trader ban saktay hay aur achi earning
                        • #42 Collapse

                          is main trade karny k liye hard work karni ho gi ta k loss kam ho saky aur is main hum part time main bi job kar skaty hain aur boht hi acha bonus hasil karein gay aur profit hasil kar k earning karein gay
                          "The mind is everything, What you think you become"
                          • #43 Collapse

                            Forex aik business hy aur is key apney rules aur strategies hain. Forex main perfect trading krney key leye rules aur strategies ko follow krna zarori hota hy. Is leye forex learning buhat zarori hy. Learning key baghair earning krna asan nahi hy aur big loss ho sakta hy. Learning process main sub sey important demo account main practice hy.
                            • #44 Collapse

                              nahe bhae forex pakistan main to part of education nahe hia ye aik alag experience our knowledge hai jes ko hum apnay toor pay siekhty hian our phr us ko personnelly toor pay ker k profit earn kerty hain
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #45 Collapse

                                sir baat ya ha kay ham kha bhi sakty ha or nai bhi lakin ha agar ham forex pay tarding krty ha to hamay iski education lamzi honi chahye qk tab hi ham forex ma kamiyab ho sakty ha lakin apko forex ma har nai mani chahiye or demo account ma apko ar ches ki education bhi hasil hoti ha jaha say ham tarding kr sakty haa

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X