*I get fear like death when I trade in forex*
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #31 Collapse

    mery dost esa ni hona chahye kiu k ye koi zindagi ya moat ka khel to nahi k ap itna darr jaty ho is me darny wali kai bat hai himatk karo
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #32 Collapse

      forex trading is a world wide online business it has loss and profit too it is highly risky business to aisa hoota hay to trading choor doo werna kisse din real main na marr jana.
      • #33 Collapse

        trading kirte hove ap ko itna ziada fear ko mahsos kirne ki zrorat ni as min ap ko apne tjrbe ko hasil kitrne ki try kirni chiae ar apne ap min confidence pada kirne ki try karian forex ak easy business hi ager ap as ko proper way se karian
        • #34 Collapse

          bilkul, forex trading mein aisa possible ha k apka fear apky upar itna zyada hawi ho jaye k ap ko ye lagny lge k ap ka sb kuch hi khatam ho gya ha kyu k forex trading mein apko loss bohat zyada yani apka balance zero hi hota ha.
          • #35 Collapse

            Nahi sir esa business nahi hay but heart kay mareez ko nahi join karna chahayie, because yeh aik risky business hay, es main loss ka every time risk hota hay, but agar good analysis kay baad trade open ki jay to risk ko control kia ja sakta hay.
            • #36 Collapse

              well mera jitna khyal hiantoh forex business jo hain wo khabi b band nahi hogi ye hamesha yani ye businesss chalta rahy ga jab k hum zindaa rahay gey mera yahi maana hai kyun k ye asa businesss hain jo k currency k sath chalta hain ..
              • #37 Collapse

                g bhai forex trading mien apko chahiye ke ap kabhi bhi fear mein nahi ayen is mien agar ap proepr money management ke sath trading karenge to phir ap is mein kamiyab honge.
                • #38 Collapse

                  dear aisa koi fear nahi hot ahai ye aik risky kaam hai is mein loss k fear reht ahai ye aik good kaam hai is ko kahin bhi kia ja kst ahai ye aik online kaam hai is ko bahut sy loog krrahy hain
                  • #39 Collapse

                    Jo log real trading key doran loss ka khof rakhtey hain, unhain chaheye keh demo account main ziada sey ziada practice krain. Practice sey un ki trading perfect ho sakti hy aur un ka confidence bhi barh sakta hy. Practice key bad jab woh real account main without fear of loss kam kar saktey hain. Loss ka muqabla karney key leye loss ka khof door krna zarori hota hy.
                    • #40 Collapse

                      is main kam karny say hamain hard work karni ho gi ta k loss kam ho skay aur experience hasil kar k hi hum sucess ho saky gay aur achi trade kar k market main profit hasil kar skay gay aur earning ho gi
                      "The mind is everything, What you think you become"
                      • #41 Collapse

                        Forex main trading key doran loss ka khof nahi hona chaheye aur agar aap aisa feel kartey hain to demo account main ziada sey ziada practice krain aur trading key doran ziada risk na lain. Practice sey trading perfect ho sakti hy aur loss ka fear bhi reduce ho sakta hy. Ziada risk lenay sey loss increase ho sakta hy, is leye practice zarori hy.
                        • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                        • #42 Collapse

                          Easi condition friend tab hoti hai jab app lot size bare laga k bethy hoty hian pher he app us main loss k zeada chances hoty hain our account wash bhe ho jata hai to money ko manage kerna her tarder k leay zarori hai

                          اب آن لائن

                          Working...
                          X