Loss kasay recover ho sakhtha hay.
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #16 Collapse

    Re: Loss kasay recover ho sakhtha hay.

    aslam o alikum my dear friends kesy ho umeed ha ap sab theek hi ho gay me aik bat say boht parshan hu kya koi dost meri parshani dor kar sakta ha koi senior mojhy yr bata sakta ha kay loss ko kesy recover kia ja skta ha sab dost apny apny khylat ka izaahar kary or hum ko is bat say aagya kary shukira
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #17 Collapse

      Re: Loss kasay recover ho sakhtha hay.

      Loss recover karnay ka koye khas aur alag tariqa nahe hai app loss ko just normal trading ke zarye recover kar saktai Hain app ko bas sahe time sahe entry ka wait karna chaye ghalat trading belkul b nahe karni chaye
      • #18 Collapse

        Re: Loss kasay recover ho sakhtha hay.

        New traders ko zyada loss Hote Hain towoh Apne loss ko recover karne ke liye zyda se zyada Forex trading ki information le Agar uska koi Saathi hai jo Forex trading ke bare mein behtar maloomat Rakhta Hai To usse maloomat Hasil Kare Aur phir uske baad mein planing k sath trading Kare Tu Inshallah ap Apne loss ko cover kar sakta hai
        • #19 Collapse

          Re: Loss kasay recover ho sakhtha hay.

          g han forex mai loss business ka part hai lekin loss ko recover kerna bhi impossible nhi hai balke ham mehnat se impossible ko bhi possible ker sakte hain ham mehnat ker ke loss ko recover ker sakte hain lekin ager ham loss hone per disappoint hon ge tou hamen or loss ka samna kerna pare is liye hame himat se kaam lena chahye or apni mistakes ko ignore nhi kerna cahye then hum loss se bach sakte hain
          • #20 Collapse

            Re: Loss kasay recover ho sakhtha hay.

            اصل پيغام ارسال کردہ از: Haiderafzal پيغام ديکھيے
            Dear fellow's aaj saaray members apnay Apnay khyalaath ka izhaar karay ke agar hamay loss ho jaaye tho wo kasay recover hoga maray khyal may loss Wala trade open rahay our os k opposite trade laganay say recover ho sakhtha hay.
            Humei chahiye ke Hamesha trading karte hue aur Pompa posting karte hue achi posts Karen aur post ki quality ko Jarur Dekhen Kitni acchi Hamari post ki quality Hogi Hum utna hi jyada bonus Bana Sakenge post ki quantity ke saath saath posts ki quality ko bhi Jarur dekhna chah he is se Hamara bonus increase
            FRD 07 TRADING JOURNAL
            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
            • #21 Collapse

              Re: Loss kasay recover ho sakhtha hay.

              Forex mein agar aap ka exxperiance acha hai tou aap kay lye forex mein loss ko recover kerna koi mushkil kaam nahin hai aur aap ko forex mein loss recover kernay kay lye koi na koi strategy bhi banani chahyea jis sae aap ko faida bhi ho ga

              اب آن لائن

              Working...
              X