loss se preshan na ho

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    loss se preshan na ho
    Mere Aziz dosto profit k sath sath loss bi ata h lekin ap ne preshan bilkul bi nai hona balkeh ap ne mehnat kr k profit kmana h
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: loss se preshan na ho

    G han main ap ki baat say agree karta hun ap ko chiye kay loss say pershan mat hon kyun kay loss forex trading ka hisa hai ager ap ko loss nahi hoga to ap ko is bussiness ki ehmiyat ka kesy pata chalye ha or loss ki waja say he trader apni mistakes ko recover karty hain so loss ki waja say kabhi bhi pershan nahi hona chiye balky ap ko loss face karna ana chiye
    • #3 Collapse

      Re: loss se preshan na ho

      G han dear ager daikha jaye tu lose bhi business ka hisa hai na es waja se humain hanesha kosesh karni chaye kay lose recover karain aur kabhi bhi lose mai parshan na hun kiyu kay ager parshan ho jataye hain tu humain aur bhi zayda lose ho jata hai aur pher profit ni hota hai
      • #4 Collapse

        Re: loss se preshan na ho

        loss forex trading ka hisa hai balke agr hum ya kahe ke loss business ka hisa hai tu theek hai q ke forex trading aik business hai is me b loss ho jata hai forex trading me hume loss se bachane ke liye mukhtalif tariqe hai rules hai unko follow karna hota hai.
        • #5 Collapse

          Re: loss se preshan na ho

          Forex mein loss tou hota hai lakin loss ko lae ker perashan nahin hona chahyea balkay humain loss honay ki wajah ko deekhna chahyea aur koshish kerni chahyea kay humain dobara loss na ho ta kay hum forex mein kamyabian hasil ker sakain
          • #6 Collapse

            Re: loss se preshan na ho

            Ji aapne theek Kaha Hamein loss se pareshan nahi hona chahiye Agar Hamein loss Ho bhi Jata Hai To Hamein Himmat nahi Harni chahie Hamein Apne kaam ko Ja Re Rakhna chahi Agar Hum Himmat Haar Jaenge to hum kuch nahin kar Payenge Insaan apni galtiyo se sakta hai hame dekhna chahi ki kahan hum ne galti ki aur FIR use Galti ko recover karna chahie Jab Tak Hum Apne loss ko recover Nahin Karenge aap profit Hasil nahi kar sakte
            • #7 Collapse

              Re: loss se preshan na ho

              Baai Jaan losess har karobaar may hotha hay our loss ka hona kabhi kabhi acha be hotha hay kionka asay he hum seekhthay hay our hamaray knowledge may izafa be hotha hay is liay hamay apnay lossses say pareshan nahee hona chahiay balke Jin ghaltion say hamay loss hotha hay osay note karna chahiay tha k osay repeat na karay.
              • #8 Collapse

                Re: loss se preshan na ho

                dear member har business ke tarah forex main bhe loss forex business ka hissa hae jo ke har senior ho ya junior ho sab ko hota hae lakin kamaz kam forex members ko loss se pareshan nhe hona cahiye q ke forex kabhe na band hone wala business hae or is main agar hamen loss hobhe jata hae to wo use recover kar sakta hae
                • #9 Collapse

                  Re: loss se preshan na ho

                  G Han bilkul theek kaha Hai ap ne aisa he Hai losses aur profit to Har business ka hissa hoty hain in se learn krny wala he kamyab hota Hai is liye Agar kabhi loss Ho bi Jae to pareshan na hun balky apny losses se seekhen aur Un se knowledge Hasil kr KY apny losses ko recover krny ki koshish kren kyun KY jab hum apny losses see seekhna shuru kr dyn ge to hmare liye apni trading see losses ko Kam krna asaan ho Jae ga aur hum apni trading ko kamyab bna saken ge.
                  • #10 Collapse

                    Re: loss se preshan na ho

                    g han loss se kabi preshan nhi hona chahye forex ma bi ap ko agr loss ho jai to sabr se kaam len preshan na ho kyun ke yehi loss ek din profit ma badal jai ga agr ap mehnat se kaam keren ge mayoos nhi ho ge or pehle wali gelti dobara nhi keren ge loss ko le ker tension nhi len ge bulke mehnat jari rekhen ge or boht jeld apne loss ko recover ker len ge or ek successful trader bun jai ge
                    • #11 Collapse

                      Re: loss se preshan na ho

                      los sy hmay kbhi bhi preshan a nai hona chiay si my hamay chiay k hama loss sy shai kam kry apana hama jb panay los ssy bchy gy our ham apana j kama acha kry gy to us mi wajs y ham kafi zead ahama kamaayb ho jaye gy los sys hamay hot zeada selhna chiaya oru hamya acha apanaa kam krna chiay is my hamaya loss y preshana naia hoana chiaya aya hoata r ehta ahy y asba ko hoat hy
                      • #12 Collapse

                        Re: loss se preshan na ho

                        g han bhai jan ap thk kah rahy hn mn ap ki is bat sy itfak krta hn k hm ko baz dfa pta nhe hota hy r hm koi chhoti si ghalti kr daaity hn jis sy hm ko loss ajata hy hm ko is mn preshan hony ki koi zrorat nhe hy hm ko cahhiy k hm dobara ziada mhnt sy kam krn is bar yakenan kamyab hon gy
                        • #13 Collapse

                          Re: loss se preshan na ho

                          G han forex markeet main loss sub ko hotaa hai loss syy koi ni bachh sktaa best trader wohei hotaa hai jo apny loss syy mayooss nii hotaa balkyy apny loss syy hony wali mistkesa ko dehktaa learning kartaa ouss kyy bad planing bana kar apny loss ko recoverr karnyy ki kosishh kartaa hai..
                          • #14 Collapse

                            Re: loss se preshan na ho

                            Pakistan Forex trading esa business hai Jisme loss hota hai lekin aapne loss se Pareshan Nahi Hona Jab aap ko loss hota hai aur aap apni pareshani par Kabu Pa Lenge to aap ek din Pakistan Forex trading se profit hasil kr sakian ge
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: loss se preshan na ho

                              g han bhai jaa aap ki baat bilkul thk hai ham ko loss hone per pareshanj nahi hona chaye kuo k loss to forex kaek part hai ye to sab ko hota hai ham ko ager loss ho jae to ham ko chaye k ham agly baar ziada mahnat karen aur agly baar profit len.

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X