Pending Order ka used
No announcement yet.
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Pending Order ka used
    dear Forex members hm market ko jub watch karty hn aur hm cahty hoty hn keh market jaisy hi uper jay ya neachy jay tu trade hmari khdu sy hi open ho jay us kliya hm pending order ka used karty hn aur aisa sirf Forex ky work mn hota hy keh hm hon ya nh hon agar hm pending order laag den tu hmari trade khdu sy hi open ho jati hy
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Pending Order ka used

    Ji Haaan PeNding Orders Se Hmaaray Kaafi masLay hal Ho Saktay Hain Or Hum Achi Earning Bhi Kar Saktay Hain Bs HumEn KoShiSh Karni Chaahiye K MARKeT k analysis Achay Se KaRen Agar MaRket Ko achi Tarhaa Samajh liyaa jaaey To Phir Hum Trade LaGaany k LiYe Bhi Or cLoSe Karnay k Liye Bhi Pending OrDers Kaaa Use KaR Saktay hain....
    • #3 Collapse

      Re: Pending Order ka used

      Pending order ka istimaal buht hi acha ha agar hum us ka use karengy to humain trade uder hi sa open karny ka moqa milega jider sa hum chahty ha our us k saat agar take profit ka use karengy to vo our zyada achi baat ha jis sa humain profit milta rahega thanks
      • #4 Collapse

        Re: Pending Order ka used

        G han dear jhan tak pending order wala option hai tu humain usaye use mai zaroor lana chaye kiyu kay us ko use mai la kay humain kafi faida ho sakta hai us mai humain trade open ni karna parti hai aur khud se he ooen ho jataye hai aur jhan tak hum soch rhaye hotaye hain whan se he pending order lagta hai
        • #5 Collapse

          Re: Pending Order ka used

          pending order lagana bohat zarori hota hai seniors members lagate b hai new members zara emotions me aa kar trade karte hai tu wo hud hi trade ko active kar kete hai lakin hume ache entry point per pahle se hi pending order laga dena chahiye yahi ache trader ki nishani hai.
          • #6 Collapse

            Re: Pending Order ka used

            Forex.mein pending orders laganay ka bahut zayada faida hota hai agar aap forex mein pending order.per trade lagatay hain tou uss mein aap ka loss kay chances 50 percent tak kam ho jatay hain aur profit kay chances 50 percent tak barh jatay hain
            • #7 Collapse

              Re: Pending Order ka used

              G dear bilkul asa he hay pending orders ka yahee kaam hotha hay Jo aap nay bathaya lekin may aap knowledge izafa kardoon me pending order laganay k liay aap k pass ithna experiance hona chahiay ke aap kise pair ke next support ya resistance ko samajh sakay per agar aap pending order lagathay hay tho wo aap ko buhut faida detha hay.
              • #8 Collapse

                Re: Pending Order ka used

                G haan dost aap ne buht achi information share ki he agar hamen market ko sahi analysis kerne me kamyab ho jate he to hamen phir pending order use kerna chahiye lekin hamen market k trend ka pata hona chahiye k market ka trend kis taraf ja sakta he to hum us tarah se phir pending order laga dia kare.
                • #9 Collapse

                  Re: Pending Order ka used

                  G han dear ap nay bahut achi bat ki hay, forex trading main hi sirf yah opportunity hoti hay kah hamaray na hotay hway hi hamari trade khud say open ho jaay aur aisa pending order say hota hay q kah ham jo price detay hain market k us par jatay hi hamari trade open ho jati hay.
                  • #10 Collapse

                    Re: Pending Order ka used

                    yes pending order use kar sakte han aor is business may profit aur loss dono he expected han agr aap ko musalsal loss ho to phar bhe himat nahe harni chaiya balkah aap ko apni trade ka jaiza laina chaiya aur apny weak points aur apni mistakes ko control karna chaiya un say learn krian aur un ko repeat na hony dain is k ilawa zyada mehnat krian aur zyada learning krian aap zrur kamyab ho jaian gay aur achi earning krian gay...
                    • #11 Collapse

                      Re: Pending Order ka used

                      Dear pending order ka use humen bohat zayada faida dyta Hai aksar aisa hota Hai ky hum analysis kr lyty hain KY is point par acha trading ka entry point ho sakta hai lekin Jab market us point par ati hai to hum se trade miss ho jati hai is liye humen chaheye KY jab hum analysis kren to us point par pending order lga dyn ta ky hmari trade miss na ho aur time par trade lgany ki waja se humen acha profit hasil ho sake.
                      • #12 Collapse

                        Re: Pending Order ka used

                        yes bro hume pending order ka used lazmi krna chiaye jab hamre paas koi target wo abi market wa nai ja rhy hai tu phr hume pending order ka used lagana chaiye hume bul limet ur sell limet ka use be krna chaiye ye demo account main hume practice kr leni chiaye
                        • #13 Collapse

                          Re: Pending Order ka used

                          اصل پيغام ارسال کردہ از: mehwishaziz پيغام ديکھيے
                          dear Forex members hm market ko jub watch karty hn aur hm cahty hoty hn keh market jaisy hi uper jay ya neachy jay tu trade hmari khdu sy hi open ho jay us kliya hm pending order ka used karty hn aur aisa sirf Forex ky work mn hota hy keh hm hon ya nh hon agar hm pending order laag den tu hmari trade khdu sy hi open ho jati hy
                          Assalamu Alaikum market Ko Jab watch Karte Hain aur hum Chahte Aye Hain Ki market Jaise hi Upar Jaaye ya Neeche Jaaye to trade Hamari Khud Se Hi open ho jaye uske liye Hamein pending order ka use karna chahie Shukriya
                          • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                          • #14 Collapse

                            Re: Pending Order ka used

                            Assalamu Alaikum dear Forex member aapne bilkul theek kaha hai aur main aap se Kafi agree Hoon Lekin main aapko apna batana Chahta Hoon Ki Pending order ka istimaal buht hi acha ha agar hum us ka use karengy to humain trade uder hi sa open karny ka moqa milega jider sa hum chahty ha our us k saat agar take profit ka use karengy to vo our zyada achi baat ha jis sa humain profit milta rahega.....
                            Visit My Profile

                            اب آن لائن

                            Working...
                            X