Market ki favour main zid lagaye opposite market ke sath zid na karan

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Market ki favour main zid lagaye opposite market ke sath zid na karan
    bhaijaan market ki favour main tho aap trading main zidd kar sakte hain lekin opposite side main market ke sath with na Karen is big Laura account was ho sakta hai trend main jitni chahe aap market ke sath with laga sakte hain aur aap ko bahut accha profit bhi mil sakta hai
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Market ki favour main zid lagaye opposite market ke sath zid na karan

    Market Main Kaamyaab Trader WoH Hii Hotaa Hai Jo Har opportunity Se FaaiDa uthaata Hai or Usay Market Min yeh Bhi Nahi MaSLa HoTa K ab MaRket up Trend Main Hai Yaa DoWn TreNd Main Hai WoH Aaasaani se Koi Bhi Trade Lagaa KaR ProFit HaasiL KaR leTaa Hai Lekin Agar KuCh Trades Min Loss ho jaaey To doesn't matter isLiYe HumEn koShiSh KaRni chaahiye k Market ko Samjh kaR or analiZe kaR k hii oRder OpEn KaRen....
    • #3 Collapse

      Re: Market ki favour main zid lagaye opposite market ke sath zid na karan

      G Han aisa he Hai humen hmesha market ky trend KY according he trade lgani chaheye kyun KY jab bhi hum markeet ky trend KY against trading kren ge to humen nuqsaan ky ilawa kuch hasil nahi ho GA is liye jab bhi trading kren to koshish kren ky markeet ki movement ko follow kren us ky against zid lgane ki galti kabhi bhi na kren.
      • #4 Collapse

        Re: Market ki favour main zid lagaye opposite market ke sath zid na karan

        g bhai ager ham markete ko smjh ker trading kren gy to markete ki moving ko dhaiken tab hamen markete ki favour men trade kerni chye.ager ham mrakte i favour men trading kren gy to zroor ham kamyab ho sakty hain ager ham markete k muqabal ker k oppsite direction men trade len gy vto ho sakta hy k ham loss ker bhaithen isliye hmen markete ki favourr men analysis kerna chye.
        • #5 Collapse

          Re: Market ki favour main zid lagaye opposite market ke sath zid na karan

          hmay market k satha chalalna ana chiaya hamay market k ulat nai akjnan achiay ahamays i my bhot zeda apani hmay paractis krni chiya jb hamis my paractis kry gy t ot hmaya us ki wja sy bhoty kuch is my hi mil jatye ga our hamis my bhot kuch ham hauil bhi kr ly gy ya kamm mhnat h a hy i smy mhnat hot zeda kry pr is my lalahcna kry our uat na jaye market ki
          • #6 Collapse

            Re: Market ki favour main zid lagaye opposite market ke sath zid na karan

            Dear brother is business may profit aur loss dono he expected han agr aap ko musalsal loss ho to phar bhe himat nahe harni chaiya balkah aap ko apni trade ka jaiza laina chaiya aur apny weak points aur apni mistakes ko control karna chaiya un say learn krian aur un ko repeat na hony dain is k ilawa zyada mehnat krian aur zyada learning krian aap zrur kamyab ho jaian gay aur achi earning krian gay
            • #7 Collapse

              Re: Market ki favour main zid lagaye opposite market ke sath zid na karan

              Traders kay market kay analysis ka maire khayal say main maqsad he hai hota hi ke traders ko yeh idea ho saky ke market kis direction mai move kar sakti hai. ager traders market kay sath sath trading na Karin tu yaqeeni toor per yeh loss hony ke bari waja ban jate hai. market ke zid mai trading karna achi strategy sabit nai hoti hai.
              • #8 Collapse

                Re: Market ki favour main zid lagaye opposite market ke sath zid na karan

                Forex trading ki market k sath kabhi bhi zid nahi karni chahiye or market ka jo trend chal reha ho ussi side per hi trade open kerni chahiye jab hum market k opposite trade open ker lete he to hamen wo trade loss deti he to hamen market k sath kabhi bhi panga nahi lena chahiye.
                • #9 Collapse

                  Re: Market ki favour main zid lagaye opposite market ke sath zid na karan

                  hamy market ke movement ko dahk kar mahnet sy kam karna chahey forex kabe be band na hony wala business hain hum agar market ky opposite kam kary gy to hamy loss ho jy ga is mai maket ka balm nahi ho ga forex aik international busines hain is mai dunya ky bary bary mumalk sahmil hain is mai hamara koi be boss nahi hain
                  • #10 Collapse

                    Re: Market ki favour main zid lagaye opposite market ke sath zid na karan

                    ji haan sir aapne bilkul theek kaha hai aur main aapki baat ko Mangta Hoon Agar Hum Pakistan correct Mein kaam karte hain to Hamein market se Z bilkul bhi nahin karna chahiye Hamesha hi kya mai Pakistan Forex Main Jab Bhi trading karni ho to main Soch Samajh Kar trading Karni Hogi FIR Hum Pakistan Forex Mein kamyabi trade kar sakte hain thanks
                    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                    • #11 Collapse

                      Re: Market ki favour main zid lagaye opposite market ke sath zid na karan

                      agar hum market ky opposit kam kary gy to hamy loss ho jy ga hamara account wash ho jy ga is mai market ka balm nahi hota forex aik legal business hain hum is mai out off cost account bana kar be kam kar sakty hain hum is mai agar tukky laga kar kam kary gy to hamy loss ho jy ga is mai market ka ya brokers ka balm nahi hota

                      اب آن لائن

                      Working...
                      X