Apni ghalti ko dobara na kary

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Apni ghalti ko dobara na kary
    Dear forum members mery hyal ma jo ghalti hum hoti ha jis ki waja sa humain loss hota ha agar hum us ghalti ko control kar lety ha to next time pa jab hum trade open karengy to humain yaqeenan us ma faida hoga es leye humain ghalti ko control karna hoga agar hum na profit hasil kerna ha to thanks
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Apni ghalti ko dobara na kary

    G brother is business may aap agar apne ghaltion ko repeat karthay hay tho aap no kabhi be faida nahee ho sakhtha kionka aap ko agar is business may kamyaabi chahiay tho apne mistakes say seekhna hoga our osay repeat karnay say bachana hoga thab kahe jaakar aap ko kamyaabi milthi hay.
    • #3 Collapse

      Re: Apni ghalti ko dobara na kary

      forex trading bussiness ka ya asaool ha ka jab bhie forex trading ka bussiness par kam karin to esma hona wali ghaltiyon ko dahyan sa dakhin or unpar ghoar karin or unka bara main achi tarha lern karin or koshish karin ka ya ghalti dobara bna karin hma chiya ka agar hmsa koi ghalti ho jay to eska bara main malomat la kar esko acha tarika sa read kar ka kahatam karna chiya taka next us sa bacha ja saka
      • #4 Collapse

        Re: Apni ghalti ko dobara na kary

        Forex main jab be humain loss hota hain us main humeri he koi na koi mistake hoti hain humain chaiye k hum iss main apni mistake ko control kariye or agr humain iss main mistake k waja sy loss hota hain toh humain gabraana nahi chaiye iss main hum ko chaiye k hum apni mistakes sy sabak sekaa iss main thky humain iss main acha knowledge mil sakiye or hum iss main kamiyaab ho sakiye iss main
        • #5 Collapse

          Re: Apni ghalti ko dobara na kary

          Yeh ghaltian hi tou hoti hain jin sy hamain bar bar loss hota hai jab aik dafa big mistake per hamara account wash ho jaey tou next time hamain is main bari ehtiat kerni chahiay ky dobara wohi mistake na ho ky dobara account wash ho jaey agar aesa hi ham kerty rehain gy tou ham kabhi kamyab nehi ho sakty forex trading main
          • #6 Collapse

            Re: Apni ghalti ko dobara na kary

            G han bahut achi bat share ki hai ap ne forex main hamein profit bhi hota hai our loss bho hota hai our agar forex main aik bar mistake ho jaye jis ki wajah se ap ko loss ho koshish karen k woh dobara mistake na ho is liye forex main hamein apni mistakes se learn karna chahiye our mazeed mehnat karen k pehle se ziyada kamyabi hasil karen
            • #7 Collapse

              Re: Apni ghalti ko dobara na kary

              G han dear ghltiyan zaroor hotaye hain trading kartaye howaye kiyu kay hum kan karain gaye tu ghaltiyan tu hun gaye na tu us jakiye humain apni ghltiyun se seekhna chaye kiyu kay ager hum apni ghaltiyon se seekhain gaye ni tu hum kafi masail ka samna katna oar sakta hai
              • #8 Collapse

                Re: Apni ghalti ko dobara na kary

                Dear brother ap bilkul theeek kah rahy hain humain mistakes bar bar ni karni chahyi agar mistakes bar bar karean gy to haumain loss hoga agar humain howa to humara businees khrab hoga forex main ghlti bilkul bhi na karaen bhai jaan thanks
                • #9 Collapse

                  Re: Apni ghalti ko dobara na kary

                  g han hume galti ko dobara nhi kerna chahye forex ma agr ap se ek bar gelti ho jati koi loss ho jata to ainda ahtiyat se kaam keren take wohi gelti dobara na ho hume apni geltiyon se sabeq seekhna chahye bar bar wohi gelti nhi kerni chahye bulke hoob mehnat keren forex ma jitni mehnat keren ge utna hi earn keren ge is liye mehnat jari rekhen take peechli gelti dobara na keren
                  • #10 Collapse

                    Re: Apni ghalti ko dobara na kary

                    G haan dost hamen apni her galti per control kerna hoga jis se hum trading me kamyabi taraf barh sakte he, jab hum log koi galti kerte he to usko dekhna chahiye or review kerna chahiye k jo loss howa he us me aisi konsi galti hui he, jab aap apne loss ko review kerte he or analysis kerte he to aapko pata chalta he k aap ne keha per galti ki phir next time us per control kerna chahiye.
                    • #11 Collapse

                      Re: Apni ghalti ko dobara na kary

                      galti jb bhi ho to phr us ko check kry ky aanamri galti hhy our ya hamri khobio hy jo galti hoti hy us ko jkbhi bhi dobaar na kry kus ko rok ly kbhi bhi dobaar ataky na ho sgy jb hamaoani galti ko hama rok ly gy t ha bhot achhy b hi ho jaye gy our ham kamayb hi ho sgy gy galti ko kbhi bhi a agy janay dy apni galti ko roky our sahi apan kam kry is my
                      • #12 Collapse

                        Re: Apni ghalti ko dobara na kary

                        g haan ap nay kaha hai ap kisi bhi failed main kaam kar layn mager ap ki success ap ko apki mehnat he karwati hai so ap ko chiye kay ziyada say ziyada mehnat kayn mehnti log kabhi nakam nahi hoty so ap ko chiye forex trading main jitni ho ap mehnat karyn taan kay ap success full trader ban sakte hain
                        • #13 Collapse

                          Re: Apni ghalti ko dobara na kary

                          Assalamu Alaikum dear friend main ap se totally agree karta hun ap ne bilkul sahe kaha hae forex main hamen loss hamare apne mistakes ke waja se hota hae to agar hamen aik bar hamare mistake ke waja se loss howa hae to hamen cahiye ke hum us mistakes ko khatam karen take wo mistakes dobara repeat na ho or hamen phir loss bhe na ho
                          • #14 Collapse

                            Re: Apni ghalti ko dobara na kary

                            Assalamu Alaikum dear Forex member aapne bilkul theek kaha hai ki Hame Apne Galti ko dubara kabhi bhi repeat nahin karna chahie Kyonki Ek Chhotisi galti ki vajah se Hamara account was ho sakta hai agar Hum Se Koi galti ho gayi hai tu hamesha hi kya Hum usko improve karne ki koshish Karon aur usko repeat Kabhi Bhi Na Karen
                            Visit My Profile
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: Apni ghalti ko dobara na kary

                              g han bhaiham ko apne ghalti ko bar bar nahi karne chaye ager ham apne mistake ko bar barkare ge to ham ko loss ho jae ga ham ko chaye k ham ape mistake ko improve karen ta k ham baar baar loss na othayen.

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X