Har waqth trading karna be account wash honay ka sabab bantha hay.

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Har waqth trading karna be account wash honay ka sabab bantha hay.
    Dear fellow's ziada thar members asay hay jin ko har waqth trading karna he acha laghtha hay our agar osay profit ho be jaaye tho wo jaldh he dhosra trade open karnay ke koshish karthay hay asa nahee karna chahiay kionka har time aap ko profit nahee ho sakhtha balke jaldh baazi aap ka account wash karwa sakhthi hay.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Har waqth trading karna be account wash honay ka sabab bantha hay.

    Gee my dear friend aap ki baat bilkul theek hay ky forex main trading kerty hoay aap ager her waqat bhi trading kerain too aap ko market ka analysis kerny ka time bhi nai hota iss liay ham jab trading kerty hain too Har waqth trading karna be account wash honay ka sabab bantha hay.
    • #3 Collapse

      Re: Har waqth trading karna be account wash honay ka sabab bantha hay.

      G han bhai ye baat ap na buhut hi achi kahi ha k zyada trades open karny sa bi aksar acount wash ho jata ha agar hum zyada trades open nahi karty to humain tension nahi hogi our trading ma loss bi kam sa kam hoga otherwise loss zyada hoga thanks
      • #4 Collapse

        Re: Har waqth trading karna be account wash honay ka sabab bantha hay.

        dear traders forex m ap aik routine banale k m din m is time aur kam sr kam 30 posts karon ga. insan jab is se zayede post karta he tu insan tak kar ghaltian karta he . aur jis se account wash hone khatra hota he. aur agar trading m ap buht zayede loss karte he tu apka account wash ho sekta he.
        • #5 Collapse

          Re: Har waqth trading karna be account wash honay ka sabab bantha hay.

          G han sir humain iss main market k movement ko acha sy samj lana chaiye or humain iss main apna target or planning or strategy sy he iss main inter hona chaiye or humain iss main apna target k mutaabik he trade open karni chaiye thky humain profit be acha ho or aik waqat main aik trade he open kariye jab hum iss main laalach kar k or jaldbazi kar k iss main zada trade open karta hain toh some time profit ho toh jata hain lakin agr humera loss ho jaye toh hum iss main apna account thk wash karwa sagta hain iss main
          • #6 Collapse

            Re: Har waqth trading karna be account wash honay ka sabab bantha hay.

            G han dear har waqat trade ko open karna yani kay naye naye trades ko open karnaye se bhi humara account wash ho sakta hai kiyu kay humain chaye aik piar pay laga kay chor daina chaye ta kay humain bad mai faida ho sakye kiyu kay lose mai jata trade bhi humain fauda daye jata hai
            • #7 Collapse

              Re: Har waqth trading karna be account wash honay ka sabab bantha hay.

              trading every time nahin karni chahiye trading ka kuch time hona chahie daily apne planning ke mutabik jogipura faheem karna ho usko achieve kar lena chahiye aur woh kisi bhi waqt achieve Ho jaaye to fir trading ko chodkar Pakistan forex form a post ki taraf tawajjo deni chahiye aur post ki quality ko pata karke jyada post kare jisse next month. Increase ho jaye aur bhi achchi chatting karke big volume ke sath big profit hasil kar sake
              • #8 Collapse

                Re: Har waqth trading karna be account wash honay ka sabab bantha hay.

                G jnb ap m bikul seah kha h hmy her wqt trdng kray gay ti hmra account bi wash honskta h os ly hmy rest krbk trfng ta k hm kamyab ho skatu h forex m or acha profit bi hasil kr skty h
                • #9 Collapse

                  Re: Har waqth trading karna be account wash honay ka sabab bantha hay.

                  Ji han dosto boht achi bat hai yeh or bilkul sahi bhi hai, trading har waqt bhi na kartay rahen kiun kay market ki movement boht tez hoti hai or market ka kuch Pata nahi hota Kab Kiya ho Jaye es liye har waqt trading karna bhi loss ka sabab Banta hai es liye dekh kay or soch samjh kay kisi kisi time trading Karen to ap ko ziada faida ho ga
                  • #10 Collapse

                    Re: Har waqth trading karna be account wash honay ka sabab bantha hay.

                    Forex mein her waqt bhi trading na kerain balkay trading forex market kay mutabiq hi kerain aur jub aap ko market mein trade milay uss waqt trade lagain aur aik waqt mein aik hi trade open kerain aik sae zayada trades kabhi na lagain iss sae aap kay aaccount wash honay kay chances zayada hotay hain
                    • #11 Collapse

                      Re: Har waqth trading karna be account wash honay ka sabab bantha hay.

                      Hr wakt humary lya trading krna account ky lya acha nhi ho sakta but bhot sy asa log hai jany ak dafa profit mil jahy to wo dobara b esi cahker ma trading krty mgr uny ya nhi pata hota ky uny es dafa b profit mily es tara un loss hota hai to account wash ho jata hai.
                      First LEARN Then You Can Remove The "L"
                      • #12 Collapse

                        Re: Har waqth trading karna be account wash honay ka sabab bantha hay.

                        G bhai ap n theak kaha har wqt trading account Ko loss Mai lay jata hai mujhy mairy teacher n pahli baat he ye seekhai thi k aik ya do trade laina hafty Mai or us sy itna profit kamaana jitna ap daily choti choti trade sy kamaty ho. Or waqai Mai n feel Keya hai ye tareeqa best hai is sy hum buh profit generate kr skty hain
                        • #13 Collapse

                          Re: Har waqth trading karna be account wash honay ka sabab bantha hay.

                          Ji han dear friends aapane bilkul theek farmaya hai Hamen Har Waqt trading Nahin Karni chahie balki Hamen market Ko Dekhkar trading Karni chahie Jab Hamen market Madrid Mile To Ham use Waqt Karni chahie
                          • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                          • #14 Collapse

                            Re: Har waqth trading karna be account wash honay ka sabab bantha hay.

                            G billkul dear friends sahii kha ka hr time trading krna sa account wash bi ho jata ha keon ka hr time trading nhi krni chahia AP ko market ma trade mila or ak waqt ma ak hi trade lagani chahia ak sa zada trade lagayan ga tu account wash hona ka chance hota han

                            اب آن لائن

                            Working...
                            X