G dear mujhaye lagta hai kay forex trading mai humain news aur analysis kay mutabiq chalna chaye kiyu kay es pay trading kafi depend kartaye hain es pay ager pora focus diya jaye tu hum es mai naqam ni hotaye hain aur zayda tarh kamyab hotaye hain humain chaye kay hum hamesha news ko study karain aur us kay sath en kay anaykis ko bhi chek karain ta kay hum trading mai zayda se zayda faida utha sakain
تبصرہ
Расширенный режим Обычный режим