Loss anay par jald bazi na karain

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Loss anay par jald bazi na karain
    Dear friends, forex trading main loss ana ek normal bat hy but kuch traders loss anay par mayos ho jatay hain aur ek hi trade say loss recover karnay ki koshish krtay hain aur un ki trade loss main janay par loss double ho jata hay esleay loss anay par jald bazi nai karni chaheay aur relax ho kar loss recover karna chaheay.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Loss anay par jald bazi na karain

    main ne Aise trader Dekhe Hain jinko $100 loss hua aur uske bad unhone trade Lagaye aur unko 70 dollar Tak profit hua lekin Hua is Chakkar Mein Rahe ki is trade se Humne $100 he he lost pura karna hai aur woh Apna $70 profit bhi Jaya kar Baithe aur second trade bhi loss major Gayi. Isliye loss ko recover Karne Ki Koshish Na Karen bolke Ahista Ahista Prophet Hasle Karen.
    • #3 Collapse

      Re: Loss anay par jald bazi na karain

      Trading k doran agar humain loss ho jata hay tou humain usay accept karna Chaiay mayous nai hona chaiay aur sabar se Kam Lena cahaiy kiu k profit at loss har business ka hisa hay aur humain apne lossko sabar k sath recover karna chaiay kiu k aksar members ye mistake nkarte Hain k apne loss ko aik hi trade main recover Karne ki kosish karte Hain aur is wajha se mazid loss uthate hain
      • #4 Collapse

        Re: Loss anay par jald bazi na karain

        Bohat sey log mistakes kartay hain aik he trade se sochtay hain loss cover hojay ga aur loss ko cover karnay ki gharz se jaldi kartay hain foran loss cover ho loss hamesha recovery aram sey hota hay loss cover full planning achi trades se hota hay time lagta hay so humay eska care karni chahye jald baazi na karain.
        :1f60e: IBRAHIM BILAL TRADING JOURNAL :1f60e:

        PLEASE VISIT HERE
        • #5 Collapse

          Re: Loss anay par jald bazi na karain

          G bilkul ap ny bahot achi bat ki hy loss ana tu lamzi hota hy par kuc members loss any par preshan ho jaty hn aur sochty loss ziyada hota ja raha hy aur jald nazi mn tarde bhi close kar dety hn aur phir 2osri trades open kar lety hn jald bazi mn takeh loss ko recover kiya ja saky liken loss any par jald bazi bilkul nh honi cahiya
          • #6 Collapse

            Re: Loss anay par jald bazi na karain

            yes bro hume lose hone par jaldbazi se kam nai krna chaiye agr hume lose hota ha tu phr hume is main apni mistake ko fallow krna chaiye mistake ko fallow krein gey tu next time k liye hume kafi acha experince and knowledge hasil ho sakta ha
            • #7 Collapse

              Re: Loss anay par jald bazi na karain

              Losses ana par ham ko is mein jald bazi nahi karna chahye Lot ko ham simple tareef ye kren ge lot aik hujam hota hai jiss pe ham trade le rhe hote hain Ham market men kissi bhi pair pe trade lete hote apnr balance se ziada ki jo trade le rhe hote hain wo issi lot ki waja se le rhe hote hain aur ham lot ko aik hujam keh sakte hain air hamen issi ki calculations kr k trade leni hpti hai
              • #8 Collapse

                Re: Loss anay par jald bazi na karain

                g ha sir ap ny biklul theek kha me ap ki bat par agree hu hum ko jab loss ho raha ho to hum ko jald bazi nhi karni balky soch samjh kar kam karna chahy jald bazi me hamsha nuqsan hi hota ha agr ap loss hony ko hendal nhimkar paa rahy to ap apny senior say rabta kary wo ap ko koi na koi hal zaroro baty ga loss say bachny kay ley par jald bazin nhi karni chahy hum ko
                • #9 Collapse

                  Re: Loss anay par jald bazi na karain

                  Ji haan aap ne thik haan Agar Hamein loss Ho Jaaye to Hamein jaldbazi nahi hona chahiye Hamen emotional Nahi Hona chahie is main Hamara nuksan Hai Hamein loss Ho bhi Jaaye Tod Thande dimag se kaam Lena chahi aur apne loss ko recover karna chahie Hum jab tak Apne loss ko recover nahi karenge Hum profit Hasil nahi kar sakte isliye Hamein emotional Nahi Hona chahie balke Apne loss se sekhana chahi
                  • #10 Collapse

                    Re: Loss anay par jald bazi na karain

                    forex trading main jo tadors loss k bad loss ko recover karny main jald bazi karty hain wo kbhi bhi kamyb nahi hoty hain tu apko bhi es zaberdast bsuiness main aghr achi eraning karni hai tu loss ko recver karny k liye apko soch smjh kar trading karni chahye jald bazi main jub ap loss ko recover karengy tu apka kbhi bhi lsos recover nahi hoga or na e ap kamyb trading kar skty hain
                    • #11 Collapse

                      Re: Loss anay par jald bazi na karain

                      bohat acha sawal ha ager hum ko forex sa achi earning hasil karni ha to per hum ko chaheya ka hum apna emotion pa control raknaa start kardaa or ha ager hum koo loss hotaa ha to per hum ko tension nhi lanee chaheya bulkaa hum ko per or be hard work karnaa hoga takaa hum ko achi profit hoge...........
                      • #12 Collapse

                        Re: Loss anay par jald bazi na karain

                        G han bahut achi bat share ki hai ap ne forex main hamein loss hone par jaldi nahi karni chahiye our is loss ki wajah se forex main aksar log himmat har jate han hamein himmat nahi harni chahiye balke mehnat our lagan k sath work karna chahiye our is k sath forex k business main aram sakoon our fresh mind k sath work karna parta hai jis ki wajah se ap kamyab ho sakte han
                        • #13 Collapse

                          Re: Loss anay par jald bazi na karain

                          اصل پيغام ارسال کردہ از: udnan پيغام ديکھيے
                          Dear friends, forex trading main loss ana ek normal bat hy but kuch traders loss anay par mayos ho jatay hain aur ek hi trade say loss recover karnay ki koshish krtay hain aur un ki trade loss main janay par loss double ho jata hay esleay loss anay par jald bazi nai karni chaheay aur relax ho kar loss recover karna chaheay.
                          Assalamu alaikum bhai jaan aapne bilkul theek hai Jab amylose ho jata hai to Hame relax Rahana chahiye jaldbazi Nahin Karni chahiye balke Re analyse Karke market ki position ko check karna chahi ho sakta hai ki market thodi der ke liye different site par gayi ho aur baad mein aap ki trade wali cycle Chali Jaaye
                          • #14 Collapse

                            Re: Loss anay par jald bazi na karain

                            Assalamualaikum dear friends aapki baat bilkul theek hai Forex trading ke Business mein hai trider ko Jab loss hota hai hi usko mayus Nahin hona chahiye loss hone ke bad Dobara loss ko jaldbazi Mein recover karne ki koshish Karte Hain Hamara loss recover ho jaega Is Tarah jaldbazi karne se aur Ziada loss ho jata hai Jis wajah se account V wash ho jata hai isliye Hamein jaldbazi Nahin Karni chahi Agar loss ho Jaaye Tu Sabar kar na chahi aur dobara triding acchi Tarah Soch Samajh Kar market ko analyses Karke kam lot ki tried lagayein Is Tarah aap ko bahut Zyada fayda Hoga aur aap loss se bache jaenge aur Aastha Aastha aap ka loss bhi recover hoyega
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: Loss anay par jald bazi na karain

                              jab ham forex mien kaam karte hien tu ham as mien ye jan lete hien k ye hi sab sy acha h aur ham ko as mien hi kaam karna hota h agar ham as mien kaam karte hien tu ham as mien kamaee ker sakte hien as lyee hamain as mien bhoot hi behtreen kaam karna hota h aur ham ko as mien behtreen kaam kar k as mien behtreen kamaee karna hota h aur apni zindgi ko asan banana hota h.

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X