Zeada trading karne k nuqsanat

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Zeada trading karne k nuqsanat
    Dear members Jab Hum Har Waqt Forex trading Karte Rehte Hain aur profit aane k baad bhe trade pe lage rehte hen or apna target pura hone k baad bhe trading ma lage rehte hen to ye yad rakhen k market har waqt ap k andaze k mutabiq nhn chalti.
    Ye kbi na kbi apna style apna trend apni movment zarur change karti he or ap lagataar trade karte karte profit lete lete achank es changing ka shikar ho sakte hen.es liye utni der hi market ma enter rahen jitni der tak apko apke target wala profit nhn mil jata or us k baad trading stop kr den.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Zeada trading karne k nuqsanat

    mere bhai zyada trading k noksan ye hain k agr ham markeet mein zyada trading mein chle gae to is se hamein los bhe ho skta h or agr hamein los na bhe ho to is eminhamein ye ho skta h k hamari trade is mein phanc bhe skti h jis hamein kafi din phr noksan ka samna krna pare ga is lye zyada trading nai krna chahye wrna is se hamara apna noksan ho ga
    • #3 Collapse

      Re: Zeada trading karne k nuqsanat

      G han bhai ap ki bat thek hay, jab koi trader apna target pura kar leta hay aur us k bad bi profit ki lalach main aur trade open kar leta hay usay profit ki bajaay loss bi aa sakta hay esleay target pura honay k bad aur trade nai leni chaheay.
      • #4 Collapse

        Re: Zeada trading karne k nuqsanat

        bhot zsdhaamay trading naia krni chaya hamay chaiay k hama oani trading my am sai kam kry agr hama shai kama hama naia kry gy to hama kabhi bhi hama kamayab naia ho sgy gy hamaymhnat ki bhot zea dhamaya zarorta hoti hy hmay apana kam ashaia krna chiaya our hamaya chiaya k hama bhot hi achi haam paraactis k sath hamaa apana kam kia kry agr ham acha kam kia kry gy to ham bhot acha lern bhi kia kry gy
        • #5 Collapse

          Re: Zeada trading karne k nuqsanat

          Forex mein aap ko zayada trading kerni chahyea lakin aap over trading kabhi na kerain matlab kay aik waqt mein aik hi trade per kaam kerain aik sae zayada trade kabhi na lagain iss sae market aap sae out of control ho jaye gi aur aap ko loss ho ga
          • #6 Collapse

            Re: Zeada trading karne k nuqsanat

            Ji aapne Sahi kaha hai ki Jyada trading nahi karni chahiye is se Hamein Jyada nuksan bhi ho sakta hai hamein chahiye ke hum Apna Har EK Kaam Soch Samajh Ke Karan Agar Hum Apna Har EK Kaam Soch Samajh Ke Karenge To Yar humare liye achha Hoga is wajah se apne kaam ki taraf dehan den taeaju sy apna kam karein tb hi hm is business main kamyab ho paein gy
            • #7 Collapse

              Re: Zeada trading karne k nuqsanat

              dear friend agar dekha jay tu ek hi time mn ek hi trade open karni cahiya agar ek time mn ziyada trade open kren gy aur agar hmair trade loss mn cahli jain tu bahot ziyada account ko nuqsan ho sakt ahy esi liya dekh bhal ky ek hi tarde create karni cahiya takeh account wash nh ho
              • #8 Collapse

                Re: Zeada trading karne k nuqsanat

                G han over trading ni karnii chiyeee ek time main ek trad openn karniii chiyee jb ek syy zaidaa order lagtyy hain tuo lot sizee bi barhh jataa hai agr markeey anginst main hei chalti rahii tuoo baraa loss ho sktaaa hai iss liyee ek waqat main ek order lagyy ousyy chalnyy denn markeet ki sitution ko dehknaa chiyeee ..
                • #9 Collapse

                  Re: Zeada trading karne k nuqsanat

                  g han bhai jan ap ny shai bat ki hai or main apki bat se seahmt krta hun forex trdaing main kbhi bhi zyda trading nahi karni chahye zyda trading wo karty hain jo lalach karty hain or apni trading ko risky bnaty hain tu apko chahye k aghr ap forex main kamyb hona chahty hain tu apni trading ko mange kar k trading karen zyda rtading karny se apkoz yda proft nahi milta hai loss bhi ho jta hai
                  • #10 Collapse

                    Re: Zeada trading karne k nuqsanat

                    Ji aapne theek Kaha Hamein Jyada trading karne Se Bachana chahi Jyada trading karne se Hamein loss ho sakta hai agar Hamara target pura ho gaya hai hi to Hamein trading nahi karni chahiye Hamein Jyada laalach nahin karna chahie Itna Jyada Hum lalach Karenge itna hi Hamein nuksan Hoga isliye Hamein lalach Se Bachkar kam karna chahi
                    • #11 Collapse

                      Re: Zeada trading karne k nuqsanat

                      Agar acchi aniki Hawa Ishq Hai To kam se kam learn on karo aapne Sahi kaha hai aisa hi Hona chahie hamein chahiye ke Ham jo bhi trade lagayein uski Taraf cover jode uski Taraf Tu Jo Dena bahut hi Jaroori Hai Taake Hamein profit ho aur nuksan Na Ho Jyada trading karne ke nuksan Aaj Bhi bahut hai is wajah se Thodi trade lagae par acchi Lagaye jisse aap ho fayda ho trading Main Soch Samajh Ke hi Karni Hogi tab hi Hum is business Mein Kamyab Ho Payenge market ko pahle analyse Karen per trade lagayei
                      • #12 Collapse

                        Re: Zeada trading karne k nuqsanat

                        bohat acha sawal ha ager hum ko forex sa achi earning hasil karni ha to per hum ko lot of hard work karnaa hoga or hum ko two ya per three trade open karnaa hoga q ka ager hum lot of trade open kartaa ha to per ager loss ma jataa ha to per hamara account wash ho jataa ha...........
                        • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                        • #13 Collapse

                          Re: Zeada trading karne k nuqsanat

                          Dear friend aapne bilkul theek kaha hai overtrading Nahin Karni chahiye Jyada trading Karne Ka Yahi nuksan Hota Hai ke market mein jyada loss ho sakta hai dear friend best trader wahi hai jo Ek trade open karta hai aur use niche deta hai agar market loss mein bhi ja rahi hai to Sabar se kaam Lena chahiye market move lazmi karti Hai

                          اب آن لائن

                          Working...
                          X