Hope ko loss nahi karna chaye

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Hope ko loss nahi karna chaye
    Trading agar planing se ki jaye to es ka faida ye ho saky ga key traders apny hope ko loss nahi kar saken gey, traders hope tab hi loss kar sakty hey jab without planing key trading kar key un ko loss hony lagta hay, aur agar planing key sath trading ki jaye to traders ko ye dar nahi hota key wo loss ko recover nahi kar saken gey es ley esy traders asani se hope ko loss nahi hony dety.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Hope ko loss nahi karna chaye

    yes ham ko hope karna hta hay aor forex trade may kamyabi hasil karny aur trade may expert hony k liay buhat time lgana parta hay q k is business may koi shortcut way nahe hay aur na he cheating kar sakty han is may kamyabi hasil karny k liay mehnat karna parti hay aur jitni zyada mehnat krian gay utna jald aap aik successful trader ban kar profit hasil kar sakty han.
    • #3 Collapse

      Re: Hope ko loss nahi karna chaye

      Ji aapne theek kaha hope ko loss nahi karna chahi umeed par hi Duniya Kayam hai agar Hamari Umeed hi khatam ho jayegi to hum kuch nahi kar sakte Hamein Apne andar achi Umeed Paida Karni chahiye jitni acchi Hum ummid Laga kar kaam Karenge utna hi achha Humko result milega Forex Ek bahut accha online business hai Hamein is main mehnat Lagan aur Umeed ke sath kaam karna chahie ISI Mein Hamari kamyabi hai
      • #4 Collapse

        Re: Hope ko loss nahi karna chaye

        Hope ko loss nahi karna chahie Hamare andar ummid honi chahie Agar Hame nuksan Ho Jaye to Hame na Umeed Nahi Hona chahie balke Hamein hosle aur Himmat ke sath Apna Kaam Gari Rakhna chahiye Agar Hum Hath Pe Hath Rakh Ke Baith Ke Tu is se kuch bhi Haseen Nahi Hona chahie mehnat To Humne Karni hi padegi tab hi Hum is business Mein Kamyab Ho Payenge is wajah se apne aap ko mahanati Banaye
        • #5 Collapse

          Re: Hope ko loss nahi karna chaye

          Forex me sirf wohi log kamyab hote hain jo log apni hope ko nahi chorte hain is liye is me agar ap ko kamyab hona ha to ap ko is me apni hope loss nai karni chaiye ta ke ap forex me kamyab hon aur mehnat se apna loss bhi recover kar saken.
          • #6 Collapse

            Re: Hope ko loss nahi karna chaye

            hope bhi bhot achi cheez isi hope ko mady nazer rhkty huwe ham apny ander patience rhk sakty hain ager ham apny ander patience rhkty hain to ho sakta hi k ham apny ander jan npatince paida ker sakty hain to ham aik loss sy bach sakty hain k yhe umeed he hoti hy jis k bina per ham trading ker k apny apko hold ker sakty hain jab hamry ander holding ka jazba paida hota hy to ho sakta hy ham apni koi bhi trade loss men close na hony den.
            • #7 Collapse

              Re: Hope ko loss nahi karna chaye

              اصل پيغام ارسال کردہ از: aamir370 پيغام ديکھيے
              Trading agar planing se ki jaye to es ka faida ye ho saky ga key traders apny hope ko loss nahi kar saken gey, traders hope tab hi loss kar sakty hey jab without planing key trading kar key un ko loss hony lagta hay, aur agar planing key sath trading ki jaye to traders ko ye dar nahi hota key wo loss ko recover nahi kar saken gey es ley esy traders asani se hope ko loss nahi hony dety.
              Salaam Alaikum Forex trading business Koi mamuli business nahi hai yeh ek Bada Hi Fi business hai agar isne Hamein loss ho jata hai to Hame Pareshan aur tension mein nahin aana chahie balke apni mistake ko check karna chahiye aur Hamesha positive hope rakhni chahiye
              • #8 Collapse

                Re: Hope ko loss nahi karna chaye

                g haan sir apni trade ko sirf hamain loss sy bachana hota hai aur profit ki taraf ky jana hota hai aur yehi hamari forex main kamyabi hoti hai ky ham kitny expert hain is kam main ky chalti market main loss ho raha hota hai lekin ham enter ho ker apni investment ko liss sy bacha ker kuch profit bhi hasil ker lete hain
                • #9 Collapse

                  Re: Hope ko loss nahi karna chaye

                  g han bhai jan ap ny boht achi bat ki hai or main apki bat se seahmt krta hun forex trading main kamyb hony ki umeed har trador ko honi chahye jub wo apni ummed ko pora karny k liye mahnt karty hain tu un ki umeed aik din zaror un ko kamyb bnati hai or ayse he ap kamyb hoty hain jub ap apni trading main kamyb hony ki niyat se mahnt karty hain or mahnt kbhi bhiz ya nahi hoti hai
                  • #10 Collapse

                    Re: Hope ko loss nahi karna chaye

                    g han ye bat bilkul sahi hai k hum sub ko chahiye k hum hope ko kabi zaya na hone dain ku k hope par hi to sari duniya qaim hai so agar hum forex me successful banana chahte hain to hume forex me hope se hi kam lena ho ga ta k hum forex me kuch hasil kar sake or kuch ban sake so agar ap forex me kamyabi hasil karna chahte hain to ap ko chahiye k ap apne hops ko safe kar k rakhe ta k wo zaya na ho sake or ap apni life me kamyab ho sake.
                    • #11 Collapse

                      Re: Hope ko loss nahi karna chaye

                      forex mai jab hum kam karty howe koi mistake kar dety hain to hamy loss ho jy ga hamy loss ky bad thence nahi hona chahey hamy saber karna chahey or next time apne mistakes ko avoid kar ky mahnet sy kam karna chahey forex aik legal business hain hum gar mai bath kar is mai kam kar sakty hain or is mai hamara koi be boss nahi hain
                      • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                      • #12 Collapse

                        Re: Hope ko loss nahi karna chaye

                        forex aik online business hain hum is mai kam kar pasia kama sakty hain forex mai jab hum kam karty howe koi mistake kar dety hain to hamy loss ho jy ga is mai maket ka balm nahi hota forex east wast mai bohat taze sy famous hony wala businss hain hum is mai jitna kam kary gy hamy utna he bonus mily ga forex aik real busienss hain

                        اب آن لائن

                        Working...
                        X