Greed is dangerous for trading

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #16 Collapse

    Re: Greed is dangerous for trading

    greed karna na sirf forex k liye bal k her kam min bahoot nuksan day hai is ki waaja se hum loss main jaty hain kyu k forex main lalach hume sahi rasty se ghalt rasty pay lay k chla jata hai aur hume loss main dal deta hai hume chahye k hum sabar se kam laain aur kbhi b lalch na karain kyu k sabar k phal meetha hota hai sabar karain gay tab he hum kamyab hun gay.
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #17 Collapse

      Re: Greed is dangerous for trading

      G brother i agree with you greed bohot dangerous hai trading ky kiye. Greedy insaan kabhi bhi profit nahi kar sakta ya wo kabhi bhi acha trader nahi ban sakta. Greedyness account wash bohot jaldi kar deta hai. Jo kisi bhi trader ko yahan zyada der tak runy nahi deta. Aur phir forex ko bura bhala kehty hai
      • #18 Collapse

        Re: Greed is dangerous for trading

        G mere dost greed karna hame kabhi fayida nahi deta greed karne se AP aik ya dafa profit hasil kar sakty ha lekin ziyada der Tak kamiyab nahi ho sakty greed karne walo ki ending bohat buri hoty ha is liye khud ko greed karne bachaye greed karna AP ke fayidamand nahi balke nuksaan de hota ha
        • #19 Collapse

          Re: Greed is dangerous for trading

          obviously jub hum ne pachpan se le kar aj tak yahi parha hai k lalach buri bala hai so agar hum phir bi lalach kare to humari us parhai ka koi faida nahi hai jo hum ne pachpan se le kar aj tak parhi hai ku k jub hum lalalch karte hain to hum sub kuch zaya kar dete hain or sari mehnat bi zaya ho jati hai so agar ap mehnat ka phal hasil krna chahte hain to ap ko chahiye k ap lalach se bach kar rahe or mehnat k sath sabar se kam lain ta k ap ko mehnat ka phal mil sake.
          • #20 Collapse

            Re: Greed is dangerous for trading

            g han bikul sahi kaha ap ne lalach trading mai bohat dangerous hai ager ap trading mai sabar se kaam nhi len ge or zyada profit ki lalach karen ge tou ap ko loss ka samna kerna par sakta hai is liye zyada profit ki lalach bilkul na karen kyun ke ager ap mehnat karen ge tou ap profit zarur gain karen ge trading mai profit ki lalach na karen or hardwork ko continue rakhen
            • #21 Collapse

              Re: Greed is dangerous for trading

              اصل پيغام ارسال کردہ از: Luckytrader پيغام ديکھيے
              DEARS as main ham jab jab trading karte hain tu hamen as main loss hota hai as liy hamen chahiy hai kee ham as main greed na kare greed hat wakat hamre liy khartnaq hai as liy hamen as main greed nahi karna chahiy
              Asalam u alikum
              ji bhai jaan hameesha lalalch nhi insan ko berbAd kerti hai aur forex main yrh bohat jald aa jaati hai
              humain chahhy k hum is se bach ker raahy tab hoi aisy critical business main kamyabi hasil ker sakty
              hain thory profit main humain khush rahna chahay
              • #22 Collapse

                Re: Greed is dangerous for trading

                ji haan bilkul grid bahut hi jyada Khatarnak hai aur Hamesha se Bachana chahi Akhri had Tak Hamare Liye nuksan day hai aur Hamein loss Kitna play kar Jati Hai Jitna ho sake migrate se bachna chahiye aur apne aap ko improve karna chahie mehnat ke sath Jyada log issko use karte hain Vani nuksan ke Alawa aur kuch bhi Nahin Deti isliye grede se Jitna ho sake Bachana chahi
                • #23 Collapse

                  Re: Greed is dangerous for trading

                  Is main greed dangres hota hain mere khyal se duniya men koi bi kaam Aisa nahi hai jis men risk na ho ap koi bi business start kr Lyn us men risk zroor ho GA lekin kamyab wahe hota hai jo risk se ghbrata nahi hai balky us se muqabla krta Hai aur us ko na sirf kam krta Hai balky is k sath sath apny business ko kamyab bnane ki koshish krta Hai is liye Agar khud ko kamyab bnana Hai to risk lyna sekkhen aur Un se muqabla kr k khud ko kamyab bnana seekhen.
                  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                  • #24 Collapse

                    Re: Greed is dangerous for trading

                    forex trading ka bussiness ak risky bussiness ah es bussiness ko karta hoa hama chiya ka ham ahtyat sa kam karin choti c ghalti bhi hamara liya nukasan da ho sakti ha es bussiness main lalach nahi karna chiya lalach es bussiness ko barbad b hi kar sakta ha wasa bhui greedy is curse lalach buri bla ha ya jab kisi ka picha karti ha to usko barnbad kar dati ha plese frinds mahnat kro lalach main kuch nahi rakha

                    اب آن لائن

                    Working...
                    X