ghaltyoon say seekha jay.
No announcement yet.
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    ghaltyoon say seekha jay.
    ASLAMOALIKUM DEAR FRIENDS! umeed hai keh ap sab kharyat say honge friends hamara loss hota rehta hai hamein loss ki surat main bilkul bhi nai ghbrana chy balke hamein apni ghaltyoon say seekhna chy k konc ghalti ki waja say hamara nuqsan howa us ghalti ko ahesta ahesta door kya jay our yeh loss to iss business ha hissa hai.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: ghaltyoon say seekha jay.

    Mistakes tu her insan se ho jati hen lekin acha insan woh hey jo apni mistakes se seekhta hey aur issi tarah forex trading men bhi ghalti ho jati hey aur jo log ghalti ko mind men rakhtay hen unn ko bar bar loss nhi hota aur jo log ghalti se sabak nhi seekhtay aur mistakes ko avoid kartay hen woh bar bar loss uthatay hen aur akhir kaar nakam ho kar forex trading ko chor jatay hen
    • #3 Collapse

      Re: ghaltyoon say seekha jay.

      G han bilkul hamain apni he galtiyon say sekhna chahiye hamain chahiye k hum apni ki gai galtiyon ko ignore karnay ki bjaiy un say sekhain q kay kuch galtiyan aisi hoti han pak forex main jin ko ignore karnay say hamain bohut baray loss ka samna karna parta hai hmain un ko theak karna chahiye or learn karna chahiye
      • #4 Collapse

        Re: ghaltyoon say seekha jay.

        Pakistan forex forum knowledge bahut jyada deta hai aapne bahut hi acchi baat kahi hai aur knowledge wali hai ki galtiyo se sikhna chahiye jo bhi mistake ko control karne ke mistake mein kya loss hua hai aur kis reason palasu hai kitna loss hua hai agar in sab ko control karke acchi training ki je tu bahut accha profit bhi Haider Kiya ja sakta hai
        • #5 Collapse

          Re: ghaltyoon say seekha jay.

          Jab ham aik mistake kerty hain tou hamain loss hota hai lekin is mistake ko hamain analysis kerna chahiay ky aesi mistake ko waja Kia thi aur future trading main aesi mistakes ko agar ham remove ker lety hain tou yeh bhi hamari bari kamyabi hoti hai ky ham mistakes ko repeat nehi kerty ky dobara loss ho jaey
          • #6 Collapse

            Re: ghaltyoon say seekha jay.

            G han dear ager hum forex mai kam kartaye hain tu ghaltiyan tu hun gaye kiyu kay koi bhi kam kiya jaye tu ghaltiyan zaroor hun gaye ager kam karain gaye ni tu ghltiyan kaisaye hun gaye tu humain hanesha aoni ghaltiyun ko cover karna chaye yani kay us se seekhna chaye na t akay next time aisi ghalti hargiz na ho
            • #7 Collapse

              Re: ghaltyoon say seekha jay.

              Assalamu Alaikum dear friend main ap se mutafiq hun ap ne bilkul sahe kaha hae forex main mistakes ka hona to common bat hae yeh to aik kamyab trader se bhe ho jate hae magar hamen apne in mistakes ko ese he chor nhe dena cahiye balke hamen cahiye ke hum apni galatiyon se kuch seekhen q ke aik kamyab trader apni mistakes se learn karta hae
              • #8 Collapse

                Re: ghaltyoon say seekha jay.

                G han bahut achi bat share ki hai ap forex main jo ap mistake karte han to is mistake ki wajah se ap loss kar jate han to is liye forex main hamein pareshaan nahi hona chahiye balke himmat k sath work karna chahiye our apne loss ko dekh kar apne hosle ko increase karen our ziyada mehnat karen jis se forex main ap kamyab ho sakte han our achi earning hasil kar sakte han
                • #9 Collapse

                  Re: ghaltyoon say seekha jay.

                  forex trading mein mistake ko ignore nahi karna chahie jitni bhi mistake hoti Hai unse learning karni chahiye aur sab cancel karna chahi ke kisse mistake mein kitna loss hua aur kis wajah se hua use loss ko recover karne ki aur use mistake ko dur karne ki koshish karni chahiye tabhi forex trading mein kamyabi mumkin hai
                  • #10 Collapse

                    Re: ghaltyoon say seekha jay.

                    g han bilkul sahi kaha hai ap ne aisa he hai humen apni galtiyon se seekhna chaheye kyun ky hmari galtiyan hmari ache teachers hain jo humen learn kr ky kamyab hone ka tareeka sekhati hain is liye agar kabhi trading men galti ho jae to us se zaroor seekhen.
                    • #11 Collapse

                      Re: ghaltyoon say seekha jay.

                      Yas my dear friend aa ki baat bilkul droost hay ky forex main trading kerty hoay aap say ghalti hoti hay too hamain aap ko aapni ghaltyoon say seekha jay ager aap achi trading kerna chahty hain too aap zaroor aap ghailti ko dobara nai dorrain gay too hi kamyab hoan gay.
                      • #12 Collapse

                        Re: ghaltyoon say seekha jay.

                        Ji haan bhai jaan aap ne bilkul theek Kaha Hamein Galti usse kuch sikhna chahi Agar Hum mistake se kuch nahin sikhenge to hum mistakes repeat karte rahenge
                        • #13 Collapse

                          Re: ghaltyoon say seekha jay.

                          G han forex trading boht bara busnisess hain is main mistke honhri jati hai best trader woheii hainjo mistke ek martbaa ho ous par itni learning practice ki jaiyyy kyy nextt wo mistke naa huo apnii galtiou syy seekh seekh kar hei exprrt traderr bana jaaa sktaa haikabi bi apni galti ko ignore mat kren....
                          • #14 Collapse

                            Re: ghaltyoon say seekha jay.

                            assalamu alaikum bhai jaan aapne bilkul sahi kaha hai lekin main aapko apna batana Chahta Hoon Ki Humse Jo Galti karte hain tu hamesha hi kya Mujhko improve Karen aur Usi ke Humne kaun si mistake ki hai aur Humne kahan Apna account wash karvaya hai isliye hamein chahiye kya Hum Apne galtiyo Ko improve Karen aur repeat na Karen
                            Visit My Profile
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: ghaltyoon say seekha jay.

                              Bhai jan humko ghaltiyan se hi sekhna chahye pher ja kar hum is mein profit haasil kar skate haina ur humko is mein apne ghaltiyan se sekhna chahye pher ja kar hum is mein profit hasil kar skate hain aur humko is mein sabar se kam krte rahna chahye pher ja kar hum is mein profit hasil kar skate hain

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X