lose ka hona har haal main lazmi hay laikin ham usay knowledge say kam kr saktay hain

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    lose ka hona har haal main lazmi hay laikin ham usay knowledge say kam kr saktay hain
    dear har traders ki yahi soch hay k usay lose ho he na laikin aisa sochna kehna aur krna na mumkin hay is liye hamko ziada say ziada apna focus apnay experience aur achay knowledge pay daina chaye jis say ham lose ki sharrah ko kam kr saktay hain aur apnay apko lose say bachatay huvay profit main change krtay huvay agay barrh saktay hain .
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: lose ka hona har haal main lazmi hay laikin ham usay knowledge say kam kr saktay

    Loss jiss business men nah ho woh business hi nhi hota aur loss zaroori hota hey kiun k iss se hum seekhtay hen aur loss ki waja se hamaray experience men izafa hota hey aur forex trading men kabi loss aur kabi profit hota rahta hey kiun k yeh business ka hissa hota hey aur forex trading men agar aj loss huwa hey tu kal profit bhi ho sakta hey iss liay koshish karen k acha knowledge aur experience k zariay loss ko kam karen aur trade lagatay waqt stop loss ko use karen ta k loss kam ho
    • #3 Collapse

      Re: lose ka hona har haal main lazmi hay laikin ham usay knowledge say kam kr saktay

      Los Kaho na Lani hai lekin use recuva karne ke liye knowledge bhi hona chahie aapki baat thik hai lekin loss ko rokne ke liye sabse best hai jalwa dinakaran emotional trading na Karen agar in par control key earlier jaaye to loss bilkul bhi nahin hoga aur profit hoga saath mein stop loss through use Karen is big loss se Ban jate Hain aur account was hone se bhi
      • #4 Collapse

        Re: lose ka hona har haal main lazmi hay laikin ham usay knowledge say kam kr saktay

        Loss ka hona lazmi bhi hai ky agar hamain bonus per trade kerty huey tamam trades main profit hi hasil ho raha hota hai tou hamara account kuch time chalny ky bahd ban ker dia jata hai isliay elawa bhi agar hamain trades main loss nehi hota tou jab aik dafa hota hai tou hamary liay recover kerna mushkil ho jata hai
        • #5 Collapse

          Re: lose ka hona har haal main lazmi hay laikin ham usay knowledge say kam kr saktay

          Assalamu Alaikum dear brother main ap se totally agree karta hun loss or profit to forex business ka hissa hae yeh aam trader ko bhe hota hae orkamyab trader ko bhe hota hae lakin loss ko kam karne wala ke asal main kamyab trader hota hae agar hamen apna loss kam karna hae to hamen cahiye ke hum trading karte waqt ;ot size kam se kam use karen or stop loss lazmi use karen
          • #6 Collapse

            Re: lose ka hona har haal main lazmi hay laikin ham usay knowledge say kam kr saktay

            G han dear lose tu es business ka hisa yani kay har business ka hisa hota hai per es mai kamyab wo he hota hai jo sabar kay sath kam karta hai aur zayda tenshion ni laita hai kiyu kay lose ko recover karna hota hai na es wajabse tu humain hamesha sabar kay sath lose mai bhi sabar kay sath kam karna chaye aur himat kay sath aona lose ko recover karna chaye
            • #7 Collapse

              Re: lose ka hona har haal main lazmi hay laikin ham usay knowledge say kam kr saktay

              Assalamualaikum dear friends bilkul theek hai Forex trading Business mein loss or profit business kaisa hai isliye Hamein ya nahi Socha Na chahi Kiya Hamein loss Nahin hoga loss Tu Har Hal me Hona Hota Hai lekin Hamein ghabrana nahi chahi balki Apne knowledge or experience a mehnat Karke loss ko kam kar sakte hain Forex trading karte waqt Hame Apna lot size kam Rakhna chahi stop loss zaroor istemal karna chahie Is Tarah Hame loss kama hoga
              • #8 Collapse

                Re: lose ka hona har haal main lazmi hay laikin ham usay knowledge say kam kr saktay

                Bahut hi acchi baat ki hai Los ka hona bhi zaroori hai kyunki loss ke bullet riding nahi ho sakti loss and profit trading ka path hai lekin losco recover karna iske liye experience aur knowledge ke sath jaldbazi ko control karke losco recover kar sakte hain agar member ka experience achha hai tu hua use bahut jaldi recover kar lega lekin jaldbaazi Kar ke aur bhi jyada loss kar sakte hain
                • #9 Collapse

                  Re: lose ka hona har haal main lazmi hay laikin ham usay knowledge say kam kr saktay

                  g han dear aisa he hai agar hum chahen to usi loss ki wajha dhond kr hum us ko kam kr sakty hain aur apni trading ko successful bna sakty hain is liye agar loss ho bhi jae trading men to hopeless nA HUN balky apny losses se learn kren.
                  • #10 Collapse

                    Re: lose ka hona har haal main lazmi hay laikin ham usay knowledge say kam kr saktay

                    Gee dear brother aap ki baat bilkul droost hay ky forex main trading kerty hoay aap ager lose ka hona har haal main lazmi hay laikin ham usay knowledge say kam kr saktay hain oor loss ko profit main badsl sakhty hain.
                    • #11 Collapse

                      Re: lose ka hona har haal main lazmi hay laikin ham usay knowledge say kam kr saktay

                      forexx trading bussiness ha jisko riska pa kiya jata ha hama pahla mhi pata hota ka isma lose and profit dono hop sakta hain es bussiness main lose na ho ya mumkin nahi ha besacuse es bussiness ki market main ups and dwons chalta raht hain lakin agar ham es bussiness main mahnat karin or eska bara main acha knowlidge hasil karin to hamra liya es bussiness ko samjhna asan ho ga or ham lose ko kafi had tak kam kar sakta hain
                      • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                      • #12 Collapse

                        Re: lose ka hona har haal main lazmi hay laikin ham usay knowledge say kam kr saktay

                        g han pak forex aik aesa business hai jis mai traders ko loss ka samna kerna parta hai lekin is main samajdar trader wo hi hota hai jo loss se pareshan nhi hota balke mazeed knowledge hasil kerta hai or strong determination se loss ko recover ker leta hai kyun ke wo achi tarah janta hai ke loss hone per emotions show kerne wala trader hamesha na kaam hota hai

                        اب آن لائن

                        Working...
                        X