Patience kis had tak aham hai.

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Patience kis had tak aham hai.
    Dear forex members agr aap forex main kamyaab hina chahtay hain to aik cheez dhian main rakhain patience ye aik aisi wahid cheez hai jis se aap thori learning k saath bhi market main survive kar saktay ho. Kam lit size k sath Patience rakh k aap kych dino main profit zaroor nikal saktay ho.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Patience kis had tak aham hai.

    Gee dear ap na theak kha ha k forex ma agr hum zyadaworkinv ni kar sktu to hum ko chaheY k hum patience ko bohat zyada ahmiyyat dy ta k hum markeet ko smjh sky r apnay acount sa loss honay sa bach sky.
    • #3 Collapse

      Re: Patience kis had tak aham hai.

      G jnab ham ko forex trade may soch smgh kar aur apny mind say kaam laina chaiya aur kabhi bhe jald bazi nahe karni chaiya q k jaldi karny say aksar nuksan uthana parta hay is k ilawa kabhi bhe emotional nahe hona chaiya aur fresh mind k sath trade karni chaiya agr aap jaldi karty han ya emotional hoty han to loss ho sakta hay.
      • #4 Collapse

        Re: Patience kis had tak aham hai.

        g han bhai jan ap ny aik acha swal kia hy mn is py kuch kahna chahta hn k sabar krna wasy bht bri nemat hy hmary liy q k agr hm aisa krty hn to hm hr nuksan sy bach jaty hn is liy mn kahna chahta hn k forex jo hmary liy aik karobar hy is mn hm sabar krn gy to loss sy 99% bach jaen gy
        • #5 Collapse

          Re: Patience kis had tak aham hai.

          G Han bilkul ap nay bohut achi baat ki hai agar ap forex main kamyab hona chahtay Han to is Kay liye zrori hai Kay trade open karnay say pehlay apnay mind ko fresh rakhain or hamaisha sabar say kaam lain q Kay jaldbaazi say aksar loss uthana parta hai is liye koshis krain hmaisha sabar or mehnat say kaam krain
          • #6 Collapse

            Re: Patience kis had tak aham hai.

            Ji haan bhai jaan aapne bilkul theek Kaha patience Har had Tak Hum Hai Kyunki Agar Hum kaam Karenge to usme patient bahut lazmi hai
            • #7 Collapse

              Re: Patience kis had tak aham hai.

              G haan sir ap ne thek hi kaha hai as main ham ne demo use kya tu ham as main jald kamyab ho sakte hsain aor hamen chahiy ke ham as main jab bi trade kare tu hamen as main demo ka use kar kee bad main hamen as ain trade lagana chahiy hai q k hame thora experience mil jay gaa aor hamen chahiy hai kee ham as main kam bi karte rahe aor as main exprience bi hasil karne ki kushsh karte riihna chahiy hai q k as main ye hi aik khass zrya experience hi hai as main hamen chahiy hai kee ham as main mihnat kar kee har kam ko kare q k hamen as main har chez mihnat se milta hai mihnat nahi kare gee demo main tu hamen experince bi nahi mile gaa as liy hamen as maain demo ka use karte rihna chahiy hai tu hi ham as main kamya ho sake gee aor ham ko as main mihnat se bi har kam ko karnaa ho gaa ta kee ham as main kamyabi jaldi se hasil kar leen as main aor demo par jis ne practice kya wo kabhi bi nakam nahi ho gaa
              • #8 Collapse

                Re: Patience kis had tak aham hai.

                hum patience py 80% believe kar sakty hain forex aik online or kabe be band na hony wala business hain hamy ache learning hasial kar ky market mai enter hona chahey pher he h jhum market mai runing hasial kar saky gy or profit gain kar ky apne zarorto ko pura kar saky gy forex all world mai bohat taze sy famous ho raha hain
                • #9 Collapse

                  Re: Patience kis had tak aham hai.

                  Patience bhot zaruri hai or hamy patience he sy bhot kuch learn karny ka mokah melta hai ham jb loss ma chaly jaty hai to sabar sy he ham us stage sy nikal sakty hai agr ham ma patience ni hai to ham kamyab ni ho sakty or knowldge b gain ni kar sakty
                  • #10 Collapse

                    Re: Patience kis had tak aham hai.

                    Sabar ka phal hamesha meetha hta hy.. Allah sbar karny walon k sath hy to mehnat krain r sbar krain uska ajar apko Zarur mily ga
                    • #11 Collapse

                      Re: Patience kis had tak aham hai.

                      forex ke karobar mein patience bohat had tak eham he is se hum trade lagaty hoy jaldi se kam nae lana chahy forex aik zehni tention se azad karny wala karobar he forex aik learning or earning deny wala karoba rhe is mein hum achy waqt ka wait ke trde ko laga ke us ke best time ko dekhana chahy forex aik legal karobar he jis mein hun kamyabi hasil karty hein
                      • #12 Collapse

                        Re: Patience kis had tak aham hai.

                        Je eski kio had ni hai
                        • #13 Collapse

                          Re: Patience kis had tak aham hai.

                          Forex aik behtareen platform hai aur is main hm jitni zyada mehnat karain gay hmaien utna hi zyada bonus milly ga agar hm forex ko zyada time dain gay aur mehnat say forex main kam karain gay to hi hm is main achi earning kar sakty hain is liyay agar apni income ko increase karna cahty hain to zyada say zyada posting karain
                          • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                          • #14 Collapse

                            Re: Patience kis had tak aham hai.

                            ASLAMOALIKUM DEAR FRIENDS! bhut he mayari sawal hai friends hamein sabar kerna chy ager hamara loss ho jay to hamein sabar ka muzahira kerna chy sabar insan ko mazboot bna deta hai hamein sabar kerna chy ALLAH PAK sabar kerny walon ko bhut pasand kerta hai....................

                            اب آن لائن

                            Working...
                            X