startegies kia hain aor in ka kiya faida hy?

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    startegies kia hain aor in ka kiya faida hy?
    dear forex members men ny aik lafz suna hy jo k bar bar discuss ho rha hy wo hy stategies ye kiya hoti hain aor inko kab aor kasy use kiya jatya hian inka koi khas maqsad kiya hy.is k illawa her trader ki apni hhoti hain ya phitr hamen khus sy bnani perti hain aor kiya ye prpofit bnany men madad deti hain.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: startegies kia hain aor in ka kiya faida hy?

    Dear ais market mai kaam karny k bahot sary tareeky hai jin k zarye ap ais market mai kaam kar sakty hai agar ap ne ais market mai dekha ho to ais mai hum ko ye pata hota hai k hum ne ais mai kab entry leni hai aor kab ais se exit hona hai ya hum ne lot kitni use karni hai ye sari baaty trading strategy mai aa rahe hoti hai ap apni tradinng strategy khud set karty hai aor aus k hisab se kaam karty hai aor aus mai se paisa banaty hai.
    • #3 Collapse

      Re: startegies kia hain aor in ka kiya faida hy?

      Strategy mtlb Kam krne ka treeqa Jo hum sochte Hain keh humein kese krna hai Kya kren to loss see Bach skte Hain aur kese Kam kren keh zyadah profit ho ga aur yeh sb ki apni apni hoti hai
      • #4 Collapse

        Re: startegies kia hain aor in ka kiya faida hy?

        dear is main hum knowledge hasil kr k ek strantegies open krte hein matlab ap agr analysis chart indicotor ko ko shamil kr k eik plan bante hein tu is ko strategies bolte hein ur phr hume is main work krna parta ha work krein gey tu phr hi hum is main acha bonas hasil kr sakte hein lekin hume apni strantegise ko phlay demo account main test krna chaiye agr profitable hai tu phr os main work krein
        • #5 Collapse

          Re: startegies kia hain aor in ka kiya faida hy?

          Strategy ka simple matlab ap ye ly sakty ho k trading krny ka plan ap ny pehly sochna hai k trading kaha karni hai kab karni hai or kitna lot size hoga etc aagar ap strategy bnao gy to ap ko loss k chances bohat kam hoty hai.
          • #6 Collapse

            Re: startegies kia hain aor in ka kiya faida hy?

            yes plan karna zarori hay aor kisi bhe kaam may apny maksad ko pura karny k liay planning karni parti hay ta k aap apni expectations ko pura kar sakian lakin agr kabhi nakami ka samna bhe karna pry to dis heart nahe hona chaiya aur apna dil chota nahe karna chaiya balkah dobara koshash karni chaiya aur pehly say zyada mehnat karni chaiya ta k aap kamyabi hasil kar sakian as lyi ham kamyab hote han.
            • #7 Collapse

              Re: startegies kia hain aor in ka kiya faida hy?

              Bhai stretegy ka seeedha seedha to matlb hai plan . lekn forex main aik khas traiqa kaar ko stretegy kaha jata hai log aik khas tariqa khas time pe use kartay huway kuch pups kamatay hain usay stregy kehtay hain.
              • #8 Collapse

                Re: startegies kia hain aor in ka kiya faida hy?

                forex aik legal business hain hum is mai agar kamyab hona chatey hain to hamy ache strategy bana kar market mai enter hona chahey pher he hum market mai run kar saky gy or acha profit gain kar saky gy forex aik aam business ke nisbat acha business hain forex mai strategy ke bohat ahmeyat hain hamy isy kabe be ignore nahi krna chaehy
                "The mind is everything, What you think you become"
                • #9 Collapse

                  Re: startegies kia hain aor in ka kiya faida hy?

                  Asslam o alikum Ji haan bhaai Jaan Aap Ne Bilkul Theek hi kahan Hai main Sirf itna kehna Chahun Ga ke agar ham Forex main Kamyab Hona Chahty Hain Tou Hamen as main Mehnaat Karna Hota Hai agar ham as main Mehnaat Nhi Karen ge to ham Phr pak Forex main Kabhi Bhi Kamyab Nhi Honge agar Forex main Mehnaat Nhi Karen ge Mehnaat lazmi Karna Chahiye agar Aap as main Kamyab Hona Chahty Hain Tou agar Kamyabi Chahiye to Aapko as main Mehnaat Karna Hoga Phr Ja Kar Aap as main Kamyab Honge agar Mehnaat Nhi Karo ge to Aap as main Kabhi Bhi Kamyab Nhi Honge...
                  • #10 Collapse

                    Re: startegies kia hain aor in ka kiya faida hy?

                    ek achi strategy apki kamyabi ki zamanat hoti hain agar ek kamyab trader hai to woh apni kamyab strategy ki wajha se agar ap bhi forex bussiness main kamyabi hasil karna chahte hain to echi srategy banain our trade lagain
                    • #11 Collapse

                      Re: startegies kia hain aor in ka kiya faida hy?

                      forex aik esa karobar ade lagany se hum tradelagany se pehly trading ka time set kar ke achi startegies se hum achia fesal ker hum achi kamyabi hasil kar sakty hein forex aik achi or behtaren forum he jis se hum trading se related laern9ing ke sath earning be kary hein forex aik achi soch ke sath acha kanowledge deta he forex aik legal karobar he
                      • #12 Collapse

                        Re: startegies kia hain aor in ka kiya faida hy?

                        Gee han main strategy ko janta ho strategy ek aisa plan hota hai jis main profitable trade k liay plan banaya jata hai kuch kya jata hai k trade kaisay profti de gai loss nai kare gi us strategy and plan k andar faislay ki jate hai kamyab trade k liay phir strategy tiyar hoty hai us strategy k rules b hote hai un par amal karna trading karna hoty hai phir check karna hota hai strategy profit daity hai ya nai
                        • #13 Collapse

                          Re: startegies kia hain aor in ka kiya faida hy?

                          Bihar park for perform trading market mein bahut different different strategies Hain Tamam strategies ke different different benefits hai aur Hamen chahie ki Ham market Mein acchi Tarah Se Karen Hamen market ki Chhati acchi Tarah Se Karni chahie Hamen market ki knowledge Hogi utna hi Hamare liye behtarin hoga fiscal market ki knowledge Se Hamare liye ya fayda hota hai ki Ham trading achchi kar lete hain Hamen trading loss Nahin Hota Kyunki Hamen awareness Hoti Hai Mukammal aur ham Laut kam Lagate Hain Sahi Pare ko choose karte hain aur Market Mein broker ko bhi achcha choose karna chahie Hamen chahie ki ham har strategy Kosi ke Hamen market Ki Har EK chij aani chahie Taki Hamen market ke bare mein Har EK chij ke bare mein pata ho aur Hamen Kahin per bhi loss Na Ho
                          • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                          • #14 Collapse

                            Re: startegies kia hain aor in ka kiya faida hy?

                            اصل پيغام ارسال کردہ از: Muhammad Umer Khan پيغام ديکھيے
                            dear forex members men ny aik lafz suna hy jo k bar bar discuss ho rha hy wo hy stategies ye kiya hoti hain aor inko kab aor kasy use kiya jatya hian inka koi khas maqsad kiya hy.is k illawa her trader ki apni hhoti hain ya phitr hamen khus sy bnani perti hain aor kiya ye prpofit bnany men madad deti hain.
                            Jab aap trading karne ke liye ek plan banate hain to usko strategy ji kahan jata hai aap apni planning ko strategy kehty hain acchi trading karne ke liye acchi strategy Ka Hona bahut jyada jaruri hai mujhe aapki success mein bahut help karti hai

                            اب آن لائن

                            Working...
                            X