Overtrading ko control karne say hi loss ko khatam kar sakte hain

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Overtrading ko control karne say hi loss ko khatam kar sakte hain
    Dear forex member jab bhi trading karte hain tu please overtrading ko control Karen aur agar overtrading control Ho gayi to fir forex Mai bahut jyada profit ho sakta hai aur loss ko bhi bahut jyada control kar sakte hain aur profit double ho sakta hai kyunki jab loss nahin hoga to profit hoga double profit hoga
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Overtrading ko control karne say hi loss ko khatam kar sakte hain

    G Han bilkul sahi kaha hai ap ne aisa he Hai Agar humen kamyab trading krni Hai to phir humen chaheye KY over trading ko avoid kren kyun KY over trading se humen nuqsaan ka samna krna parta Hai aur over trading se khud ko door rakh kr he hum ache kamyabi hasil kr saken ge aur apni trading men profitable earning kr saken ge aur new traders ky liye bhi ye best way Hai ache earning ki.
    • #3 Collapse

      Re: Overtrading ko control karne say hi loss ko khatam kar sakte hain

      G ha dear ye to bahot zarori hai k agar hum ais market mai over trading stop kary gay to hum ko ais mai apny account k hisab se trade karni chaye kun k ais market mai agar hum ais market mai over trade kary gay to hum ko ais mai loss hi ho ga kun k ais market mai agar ap ne risk lia to ap ko ais mai loss bahot zayda ho jaye ga kun k ais mai agar ap loss karty ho to ais mai hum ko thori trading kar k thora profit lena chaye.
      • #4 Collapse

        Re: Overtrading ko control karne say hi loss ko khatam kar sakte hain

        bilkul ham logo ko over trading ko hamesha control karna chayia aur agr ham log ik waqt ma kafi zada trades open kar laghta ha aur agr hamry trades sara loss ma chala ga to hamay boht bara loss ho sakhta ha aur sath sath account be wash ho sakhta ha aur ham logo ko ik waqt ma ik trade laghana chayia aur us ko close karna ka bad hi ham logo ko koi aur trade open karna chayia
        • #5 Collapse

          Re: Overtrading ko control karne say hi loss ko khatam kar sakte hain

          Of course losses ke ik main reason over trading b a ik time m boht zaida trade open krna Koi achi stregety ni a Ap ik ya do strong trade kary aur agr zaida profit bnana chaty hain to lot size zaida kr ly over trading m loss ke bari waja lalch aur confusion a Ap may b ik currency ko ik time buy kr rhy hoo aur second m sell kr rhy hoo is liey control trading kary
          • #6 Collapse

            Re: Overtrading ko control karne say hi loss ko khatam kar sakte hain

            g han over trading karne se loss hi hota hai hume agr loss se bachna hi tu hume over trading se apne apko rokana ho ga trade kare lakin limited trade kare or achi trade kare jub hum limited trades kare tu hum profit me rahe gy achi trades ke sath kabi b jaldi me zaida trades na lagaye.
            • #7 Collapse

              Re: Overtrading ko control karne say hi loss ko khatam kar sakte hain

              Dear friend asslam u alaikum dear sir ap ki bat sahi hai Overtrading ko control karne say hi loss ko khatam kar sakte hain to dear agar hame forex trading Loss ko kam say kam karna hai tu over- trading chorna ho ga kuin key over trading se loss key chances increase ho jaty hain aur traders kay liye trading aur b risky hu jati hai loss recover huna mushkil hujata hai
              • #8 Collapse

                Re: Overtrading ko control karne say hi loss ko khatam kar sakte hain

                Aap logo ko chahiye Kya overtrading Na Kare Jo Log Yahan Par kaam karte hain woh type ki trading karte hain wo log Kabhi Yahan Par Kamyab Nahin ho sakte hain Kamyab sirf wahi log Hote Hain Jo Yahan Par school ke sath Aaram ke sath analysis kal se kaam karte hain acchi trading ke sath aap log acche wala analyses on long time ke liye planning wala kaam kar sakte hain aur aapko Yahan Par focus Apne kaam par ka nahi hota hai aaram se
                • #9 Collapse

                  Re: Overtrading ko control karne say hi loss ko khatam kar sakte hain

                  Sir forex mien aa ker hamain jab bee trade karna hota hai tu hamain a smien aa ker greed nahi nahi karna hota hai q k her trader yeh janta hai k greed hamain loss he deta hai or jab hum as mien greed kerty hien tu hum as mien earning hasil ni ker sakty hien as lye hamain as mien greed ko ignore karna hota hai or hamain as mien agar thora profit bee ho jata hai tu hamain as ko accept karna hota hai or hamain as mien aa ker khud k lye aik acha future hasil karna hota hai qk hamara future hamary hath mien or her her bar hamain as mien greed loss kerwata hai.
                  • #10 Collapse

                    Re: Overtrading ko control karne say hi loss ko khatam kar sakte hain

                    forex aik online business hain hum is mai agar tukky laga kar kam kary gy to hamy loss ho jy ga hamy over trading nahi karna chahey q ky hamy loss ho jy ga is mai market ka balm nahi hota forex aik asa business hain jo hamy learning be deta hain or hamy earning be deta hain hum gar mai bath kar is mai kam kar sakty hain
                    • #11 Collapse

                      Re: Overtrading ko control karne say hi loss ko khatam kar sakte hain

                      g han bhai jan ap bilkul thk kah rahy hn mn ap ki is bat ko manta hn k trading agr hm lot size ziadda rakhty hn to zahir si bat hy k loss k chance ziada hoty hn is liy hm ko aik limit fix kr daini cahhiy r is mn he rah kr hm ko trading krni cahhiy ziada better yee hy k hm ko apna trading ka time period km rakhna cahhiy q k hm ko constant profit ki zrorat hy na k loss ki
                      • #12 Collapse

                        Re: Overtrading ko control karne say hi loss ko khatam kar sakte hain

                        Jab ham over trading kartay Hain to app sab nai aik cheez note k hoge ke app kabi be pofi Mai nahe rehtay aik constant pofit nahe Kama saktay agar ham ISS factor ko control Kar Lai aur ISS pe qabo paa Lai to ham buhut profit Kama saktay Hain.
                        • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                        • #13 Collapse

                          Re: Overtrading ko control karne say hi loss ko khatam kar sakte hain

                          Dear forex user ap na theak kha ha k forex ma ap apna loss tab he cover kar skty hain ja ap apny aap ko forex trading ma over trading sa roky gy to Q k ap k analysiss just kuch trading k lia hoty hain r jo aik analysiss par over trading yani bohat zyada tarding karty hain wo loss he karty hain es lia hum ko over trading sa apny aap ko roky.

                          اب آن لائن

                          Working...
                          X