trading on the news

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    trading on the news
    forex aik bohat bara business hain hum news py trading kar sakty hain hum is mai 24 ganty mai sy kese be wakt ka time table bana kar kam kar sakty hain hum is mai bager pasiao ky account bana kar be kam kar sakty hain hamy news ko rozana dahkna chahey is sy hamy kam karny mai madad milte hain forex aik aam business ke nisbat bohat acha business hain
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: trading on the news

    Dear traders assalam o alaikum forex market mn trading k boht se treeqe han har trader jo market mn kam krta ha apne kisi systems k mutabiq krta ha forex mn boht sare indicators istemal hote han trader mukhtalif indicators ko use kr k b trading krte han kuch price action pe b trading krte han isi kuch news trading krte han jo sab se mushkil ha new trader ko news trading bilkul b ni krna chahie
    • #3 Collapse

      Re: trading on the news

      news trading agr koi karna chahte hai tu pahle seekh le new traders ko tu news trading nahi karni chahiye news trading me account wash ho jate hai agr koi karna chahta hai tu is ke kuch rules hai un ko zaror follow kare or lot size b chote se chota rakhe.
      • #4 Collapse

        Re: trading on the news

        aap ki baat main dam hai ager Hum news nahi daikhain gay toh humain market condition ki sumjh nai lagay gi aur kon Si currency strong ho rahi hai aur kon si Currency Weak ho rahi hai yeh Bhi pata nahi chalay ga islye humain chahye kay News se in touch rahain tah kay hum knowledge gain kar sakain
        • #5 Collapse

          Re: trading on the news

          walikum slam dear forex member i m agreed keh news sy trding ni krni chahiy .lekin ye just juniors k liy hota hy jinhin treding mein experience ni hota hy or unko forex k bary m complt information ni hoti hein isi liy phly uss k liy ye tredind kafi mushkil hoti hy even ko k ussy loss krny k bhi chance hoty hein lekin aik well experienced treder news ko follow ker k aik good treder bnny k sath good earning bhi krta hy.
          • #6 Collapse

            Re: trading on the news

            Ji haan sir aapne bilkul right karyakram market ko achi Tarah Se analyses karna chahte hain to Hame chahiye kya Ham harwa news korutech arinjo market ko inpact Karti Hai Is Se Hum market ko achi Tarah Se analyses bhi kar Payenge aur Hamara Har trade profit Mein Jayega aur Hamein loss kam se kam hoga
            • #7 Collapse

              Re: trading on the news

              G han bhai ap ki bat thek hay, trading k doran hamain news say zarur touch rehna chaheay q kah es say ham market ki sudden movement say wakef ho jatay hain aur trade ko close kar detay hain aur news ko read karnay say trading main bi asani hoti hay q kah news say ham andaza laga saktay hain kah market ki next movement keya hogi.
              • #8 Collapse

                Re: trading on the news

                اصل پيغام ارسال کردہ از: Nasib پيغام ديکھيے
                forex aik bohat bara business hain hum news py trading kar sakty hain hum is mai 24 ganty mai sy kese be wakt ka time table bana kar kam kar sakty hain hum is mai bager pasiao ky account bana kar be kam kar sakty hain hamy news ko rozana dahkna chahey is sy hamy kam karny mai madad milte hain forex aik aam business ke nisbat bohat acha business hain
                Assalamu alaikum bhai jaan Forex trading business mein Forex news bahut jyada involvement Karti Hai Kyon Ki Ek acchi news market trend ko change kar sakti hai aur ek Buri news bhi market ke 10th ko change kar sakti hai isliye hamein chahiye ki hum sabse pahle news ko check Karen aur news Ke Aane Ke foreign Baad Hi tradeco open na Karen balke wait Karon aur Dekhen iska market par kya effect hua hai aur FIR of apni tahdco open kehte hain
                • #9 Collapse

                  Re: trading on the news

                  Dear all members asalam u alaikum dear sir ap ny sahi kaha hai forex men hamesha ahtiyat se secure trading Se hii Hum ProFit Haasil Kar Saktay Hain or Loss Se bhi bach sakta ur secure trading tab hi mumkin hai jab ham hamesha news se bhi update rhen gy
                  • #10 Collapse

                    Re: trading on the news

                    News or jb hm trading krty hy tohamaya ismy bhot zeada mala bi bnata ahy us ki smjh t I naia atai y ournres kbhi kbhi hi hamy sahi faida dyti hyvjb ham apana ja krty hy to us my hamya bhot mhnata k sath hamaya am krna chiya our easy hamaya normal reh k hamaya panai trading ko dekhna chiya
                    https://www.facebook.com/profile.php...7089435:1f341:
                    • #11 Collapse

                      Re: trading on the news

                      Dear ap ki baat theak ha k agar hum markeet analysiss ko theak trha s asmjh na paey to hum ko chaheya k hum markeet new par apni trade lgaey to phr b hum forex ma apni trade ko profit ma ly kar ja skty Hin esblia yrade on news b achi ha es lia kafi users trade on news karty hain.
                      • #12 Collapse

                        Re: trading on the news

                        forex aik bohat bara business hain hamy is mai news ko follow kar ky mahnet sy kam karna chahey pher he hum market mai run kar saky gy or acha profit gain kar saky gy forex aik aam business ke nisbat bohat acha business hain hum is mai bager pasaio ky account bana kar be kam kar sakty hain forex aik international business hain
                        • #13 Collapse

                          Re: trading on the news

                          trading k boht se treeqe han har trader jo market mn kam krta ha apne kisi systems k mutabiq krta ha forex mn boht sare indicators istemal hote han trader mukhtalif indicators ko use kr k b trading krte han kuch price action pe b trading krte han isi kuch news trading krte han jo sab se mushkil ha seekh le new traders ko tu news trading nahi karni chahiye news trading me account wash ho jate hai agr koi karna chahta hai tu is ke kuch rules hai un ko zaror follow kare or lot size b chote se chota daikhain gay toh humain market condition ki sumjh nai lagay gi aur kon Si currency strong ho rahi hai aur kon si Currency Weak ho rahi hai yeh Bhi pata nahi chalay ga islye humain chahye kay News se in touch rahain tah kay hum knowledge
                          Click On Name And Visit My Journal
                          Naseer953 Trading Journal
                          • #14 Collapse

                            Re: trading on the news

                            newspaper trading bilkul Bhi mat Karen kyunki yah high volatility hoti hai ismein market mein bahut jyada movement ki vajah se account bhi khatam ho sakte hain lekin news ke waqt bilkul bhi train nahin Karen aur ek strategy hai jisse profile liya ja sakta hai wo aaya hai k market ko hedge kar diya jayeaur jab ek taraf ki movement Puri Ho Jaye tu wahan se khol kar achcha profit hasil kar sakte
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: trading on the news

                              Asslam O Alikum Jii Haan Bhaai Jaan Aap Ne Bilkul Theek Hi Kahan Hai Main Sirf Itna Kehna Chahun Ga Ke Sir Hamen learning Karna Zaroori Hai Kyon ke agar ham Pakistan Forex forum main agar earning Karna Hai Tou Hamen as main learning Karna Zaroori ho Jata Hai agar ham Forex main learning Nhi kren ge Tou Phr ham Forex main Kabhi Bhi earning Nhi Kar paye ge agar ham as main learning Nhi Karen ge Tou as Liye Hamen Chahiye k Sab Se pehly learning Karen agar earning Karna Hai tou

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X