Loss ka bhi fayda hota hai.

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Loss ka bhi fayda hota hai.
    Dosto wesy tu loss hony pr hm kafi preshan ho jaty hen jb k esa ni hona chaye q keh loss hony sy hi hmy pta chlta hai k hm ny kdr ghlti ki hai or kia ghlti ki hai is liye loss ho jay tu note kryn k apki kis ghlti ki wja sy ye loss howa hai jo ap agli dfa ye ghalti na kryn esy hi loss sy bcha ja skta hai ye mat sochy keh apka nuqsan ho gya hai ye sochy k q howa hai or next time ye na hi ho.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Loss ka bhi fayda hota hai.

    Loss jb hamay hota hy to us at hamay kuch dekhna chiya us ko hamya panaia gakti ko hanay na Dy us ko pkr my Jo dobara na hony Dy udr hi kharam jry dobara aoanai galti na kry kbhi bhi apni lerning sy kam kry acha apni kerning bhot zeada kry our apni earning kry
    • #3 Collapse

      Re: Loss ka bhi fayda hota hai.

      Haan jee mere dost nay bahot achhi baat share ki hay kay hamain loss say bhi faida hota hay jab hamain loss hota hay to ham market main ziyaada tawajja say kaam karty hain oar apni mistakes say seekhty hain kay hamain loss kes wajja say huwa hay oar future main mehnat karty hain oar os mistakes say bachty hain lehaaza ham loss say bhi faida lay sakty hain
      • #4 Collapse

        Re: Loss ka bhi fayda hota hai.

        Forex trading men laga taar profit hasil karna bhi acha nhi hota aur her 4 ya 5 trades profit men close karay k bahd aik trade loss men bhi close karni chahiay aur unn kabi kabi loss ka bhi faida hota hey kiun k loss se bhi bahut kuch seekhnay ka moka milta aur wesay bhi loss business ka hissa hota hey aur forex trading men loss hi kamyabi ki taraf ley kar jata hey
        • #5 Collapse

          Re: Loss ka bhi fayda hota hai.

          G dosto kase han ap sab weekend enjoy kr rahe hon gay dosto bat ho rahe ha loss ki to jnb loss hone ko ap faida to ni keh sakte ye behrhal nuqsan he hota ha forex mn lazmi ni k apki ghalti ki waja se he loss hota balke baz dafa ap ka analysis bra perfect hota ha lekin market us k against move kr jati ha han jo loss ap ki apni ghalti ko waja se hota ha us ko lazmi note krin aur koshish krin dobara wo ghalti na ho
          • #6 Collapse

            Re: Loss ka bhi fayda hota hai.

            Bhaijaan loss ka fayda Har Koi nahi le Sakta loss ka fayda hi Le sakte hain Jo acche aur samajhdar trader Hote Hain jinko dost hota hai aur woh note Karte Hain Ki Hamein ya loss Kyun Hua lekin jo new Hote Hain unko Jab loss hota Hai tuva loss Ke Piche Bhag padhte Hain aur usko pura karne ki koshish mein bachi Hui rakam bhi Jaya kar dete Hain.
            • #7 Collapse

              Re: Loss ka bhi fayda hota hai.

              g han dear brother main ap se mutafiq hun ap ne bilkul sahe kaha hae insan ke sath kuch bhe hota hae to us main hikmat hote hae us main insan ko kuch na kuch faida hota hae to ise tarah forex main jo hamen loss hota hae us main bhe hamen faida hota hae q ke loss hamen hamare mistakes ke waja se hota hae to mistakes se hamare mistakes highlight ho jate hain
              • #8 Collapse

                Re: Loss ka bhi fayda hota hai.

                dear bilkuil hamen jaldbazi se hamesha hi loss hota hai agar ham ne kamyab trading krni hai to hamen jaldbazi ko chorna parre ga ham tab hi kamyab ho paen ge Hamen kabhi bhi blind tradiing nhi krni hai hamen pehlay market ko achi taah se watch krna hai jab hamen koi trend confirm ho jay then hamen trade leni hai ta k ham successful trading kr paen aor is mei ham ko ihtyat se kam karna chghaye tab ja kar ap is mein earn kar sakte hain.......
                • #9 Collapse

                  Re: Loss ka bhi fayda hota hai.

                  اصل پيغام ارسال کردہ از: Matloob4936 پيغام ديکھيے
                  Dosto wesy tu loss hony pr hm kafi preshan ho jaty hen jb k esa ni hona chaye q keh loss hony sy hi hmy pta chlta hai k hm ny kdr ghlti ki hai or kia ghlti ki hai is liye loss ho jay tu note kryn k apki kis ghlti ki wja sy ye loss howa hai jo ap agli dfa ye ghalti na kryn esy hi loss sy bcha ja skta hai ye mat sochy keh apka nuqsan ho gya hai ye sochy k q howa hai or next time ye na hi ho.
                  GDP Kisi bhi country mein bahut jyada important hota hai aur ise Se Kisi country ki production kandasa Lagaya Jata Hai GDP Gross Domestic Product Key hoti hai
                  FRD 07 TRADING JOURNAL
                  • #10 Collapse

                    Re: Loss ka bhi fayda hota hai.

                    g haan bhai jaan as main forex me stop loss ka hona bohat zarori hey as ke ek waja ye bhe hye ke markt ka koch pta nahi lagta and aksar big and big account wish kr dete haye as ley hum ko stop loss use karna chahye big hum ko take profit se zaya ke SL lagana chaye chota SL aksar hit hota hai
                    • #11 Collapse

                      Re: Loss ka bhi fayda hota hai.

                      Mery khyal sey loss ka koi fada nahi hai. Ap forex mai interested ho tou ap ko apni mistake ko control krna hai aur ko es business ko smajhna hai. Tab ap es business mai kamyabi hasil kr sakty ho. loss sey ap es business ko learn nahi kr sakty ho.
                      • #12 Collapse

                        Re: Loss ka bhi fayda hota hai.

                        G han loss syyy agrr seekhaa jaiyy tuoo boht axha experinceee bnataa hai forex markeet mainnn loss sub ko.hotaa hai loss syy koi ni bachh sktaa lykin best woheii hai jiss ki ek martbaa loss howaa jiss mistkess syy wo ouss mistkess par itnii learningg kartaa ha kyy next wo mistkess doubraa naa huo ..
                        • #13 Collapse

                          Re: Loss ka bhi fayda hota hai.

                          g han bikul sahi baat hai ap ne loss ka bhi faida hota hai kyun hum loss se learn kerte hain forex mai loss hamri apni mistakes ki waja se hota hai kyun ke hum apni choti choti mistakes ko ignore kerte hain or ye hi mistakes hume bara nuksaan deti hain lekin jab hamara loss hota hai tou hum wo mistakes dobara repeat nhi kerte or loss se learn kerte hain
                          • #14 Collapse

                            Re: Loss ka bhi fayda hota hai.

                            g han bhai jan ap ny sahi bat ki hai loss hmain tab he hota hai jub humain forex main knowledge ki kami hoti hai or hum tab he acha kam kar skty hain jub hum apni trading ka knowledge gain kar lety hain loss se hum apni leraning par focus karen or apny loss ko kam se kam rakhennjub hum apni trading ko loss k bad zyda seroius lety hain tab he ap k loss se apko faida hta hai
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: Loss ka bhi fayda hota hai.

                              اصل پيغام ارسال کردہ از: Matloob4936 پيغام ديکھيے
                              Dosto wesy tu loss hony pr hm kafi preshan ho jaty hen jb k esa ni hona chaye q keh loss hony sy hi hmy pta chlta hai k hm ny kdr ghlti ki hai or kia ghlti ki hai is liye loss ho jay tu note kryn k apki kis ghlti ki wja sy ye loss howa hai jo ap agli dfa ye ghalti na kryn esy hi loss sy bcha ja skta hai ye mat sochy keh apka nuqsan ho gya hai ye sochy k q howa hai or next time ye na hi ho.
                              Assalamu Alaikum ya Baat to bilkul galat hai ki Log Kehte Hain Hamein loss se fayda hota hai lost se koi fayda nahi hota sirf Itna hota hai ki agar Hum use loski reason ko Talash kar le aur use correct Karle Tu Ya Hamare liye ek lesson ban jata hai isliye Jab Dil Ho to delay reason ko Talash Kare kis wajah se loss Hua Hai Pahle uski correction Karen aur FIR next trade ke bare mein soche

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X