Forex trading mai apnaye ap ko kam na samjhain ???
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #16 Collapse

    Re: Forex trading mai apnaye ap ko kam na samjhain ???

    اصل پيغام ارسال کردہ از: AQ7582 پيغام ديکھيے
    G dear friends mai ye khaina chata hun kay aksar humaraye dost parshan ho jataye hain aurkhaitaye hain kay bus forex mai humain lose he hota hai kabhi profit ni jo sakta hai tu ye bat ghlat hai humain apnaye ap ko kisi se bhi kam ni samjhna chaye kiyu kay har insan kay andar ye sahliyat hotaye hai kay wo barye se barye hadaf ko nisan bana sakta hai yani kay jitna bhi mushkil kam ho ga us ko saranjam daye sakta hai har insan ko banaye ka aik maqsad hota hai aur koi bhi insan bina maqsad kay es duniya mai ni aya hai na tu kosesh pay kosesh kartaye rhain kamyabi zaroor milaye gaye
    bahut saare traders Se Jab trading Karte Hain To unko loss hota hai aur wo FIR loss sad Dard Hain traders ko Aisa nahin karna chahi Unhe Soch Samajh Kar kaam karna chahiye aur Khud par confidence Rakhna chahiye
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #17 Collapse

      Re: Forex trading mai apnaye ap ko kam na samjhain ???

      G han bhai bht achi bat ki hy apny hmein khd ko confidence hona chahiy .kbi bhi khd ko looser ni smjhein mry bhaai khd ko ksi kam ni smjhin .ap mein bhi bht achi qualities hein jin ki madad sy aap bht brey succsesser bun sakty hein isi liy ap khd ko disheart ni hony dein yhi soch k treding krein k ham bhi tredind ker sakty hein our bht achi ker sakty hein.
      • #18 Collapse

        Re: Forex trading mai apnaye ap ko kam na samjhain ???

        Dear friends forex ak business ha is mn jo mehnat Kara ga wo kamyab hoo ga agar senior mehnat ni Karen to un ko bhii loss ho ga r jonior ziada mehnat karta han to wo ak achi earning yahn sa kama sakta ha
        • #19 Collapse

          Re: Forex trading mai apnaye ap ko kam na samjhain ???

          Self confidence aik behter jezba hy yeh her trader main hona chaey. Jisko apny analysis per aitimad nhen hota woh profitable trading kerny main nakam rehta hy. Han over confidence se bechain yeh trader ko lalach per ubharta hy aor trading main loss ko berhata hy.
          • #20 Collapse

            Re: Forex trading mai apnaye ap ko kam na samjhain ???

            G han sir agr hum iss main loss karwatye hain toh humain iss main kabi be himaat nahi harni chaiye humain chaiye k hum iss main zada sy zada mehnaat karye thky humain iss main acha knowledge mil sakiye thky hum apna loss ko hatam kar k iss main earning kar sakiye hum iss main tab he profit earn karta hain jab hum iss main zada sy zada mehnaat karta hain
            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
            • #21 Collapse

              Re: Forex trading mai apnaye ap ko kam na samjhain ???

              g han bhai jan ap ny sahi bat ki hai forex main main boht se mambers ayse hoty hain jo yah smjhty hain k hmain bus yaahan se loss he hota hai or wo apni rading ko chorny ka bhi faisla kar lety hain tu hmain chahye k aghr hum forex main kamyb hona chahty hain tu hum mahnt karen or loss se kbhi bhi na ghbaren ta k hmain acha profit mil skay

              اب آن لائن

              Working...
              X