G dear friends asslam alkum dear friends mai ye khaina chata hun kay jo new members ataye hain na firex mai mujhaye lagta hai wo thora arsa kam kar kay old mebers se bhi zayda earning kar sktaye hain asal mai us ki kiya waja hai wo bhi mai ap ko btata hun kiyu kay jo abhi janeration a rhi hai na un kay pass knowldge bhut zayda hota hai sath bhi wo mobile pay kam bhi kartaye rhataye hain aur us kay elawa un ka tajarba bhi zayda hota hai tu wo bhut jaldi kiso bhi cheez ko pick kar laitaye hai
تبصرہ
Расширенный режим Обычный режим