Forex trading apkay mind ko taiz karti hai
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Forex trading apkay mind ko taiz karti hai
    Dear friends forex trading aik mushkil Kam to hai lekin boht interesting bhi hai or es mein market ki movement itni fast hoti hai kay apko boht kuch seekhnay ko milta he or apka mind bhi taiz ho jata hai, es liye sirf yeh na dekhen kay yeh mushkil kam hai bal kay es ko enjoy karen or khulay dil kay sath es mein kam Karen
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Forex trading apkay mind ko taiz karti hai

    G han Forex business me trading karny se mind bahot hi teez ho sakta hay es ki waja ye hay key Forex me jab ham trading karty hey to es key ley ham market ka jaiza be jety hey jes se hamy bahot si information mil jati hay aur har popular currencies key rate aur us ki market ki be information hasil ho jati hay.
    • #3 Collapse

      Re: Forex trading apkay mind ko taiz karti hai

      Gee haan forex trading sae humaray mind ki sochnay ki salahiat tezz ho jati hai humara zahen tezzi sae kaam kerna shru ker deta hai humaray IQ level mein tezzi aa jati hai iss lye aap ko forex mein mehnat sae hi kaam kerna chahyea
      • #4 Collapse

        Re: Forex trading apkay mind ko taiz karti hai

        G han dear forex trading mai humara mind bhut tezz ho jata hai kiyu kay trading karna asan kam ni hota hai es mai kafi mhnet kay sath kam karna parta hai tabhi ja kay khean hum es mai expert hotaye hain aur aik bar expert ho gaye tu pher kamyab zaroor he hotaye hain
        • #5 Collapse

          Re: Forex trading apkay mind ko taiz karti hai

          Forex trading kernay sae humain kuch naya seekhnay ko milta hai aur jub zahen kuch naya seekhta hai dekta hai tou uss ki soch mein wusat paida hoti hai jo zahen ko mazeed tezz kerti hai uss kay sochnay ki salahiat zayada ho jati hai iss lye hum keh saktay hain kay forex sae humain bahut faiday hasil hotay hain
          • #6 Collapse

            Re: Forex trading apkay mind ko taiz karti hai

            ji haan par aapne bilkul theek kaha hai Pakistan Forex Main Agar Hum trading Karte Hain To trading Kesariya Hamein bahut accha knowledge Mil Jata Hai Jo knowledge Hum duniya mein bhi istemal kar sakte hain aur aur Hamein use se fayda ho sakta hai isiliye hamein chahiye kya Mein trading karte hue Har Waqt Apne mind ko fresh kar ke trading Karni hoti hai thanks
            • #7 Collapse

              Re: Forex trading apkay mind ko taiz karti hai

              G hn bilkulbahi ap ny tekh kaha hy kiunkeh forex ek binuess hy aur har binuess mn pata chalta hy keh hm ny kes tarah loss aur kes tarah sy profit gain karna hy jub soch samjh ky binuess ko karty hn loss sy bachty hn aur profit ko gain kart hn tu hmara mind tezz ho jata hy aisy soch soch ky
              • #8 Collapse

                Re: Forex trading apkay mind ko taiz karti hai

                اصل پيغام ارسال کردہ از: Qasim123 پيغام ديکھيے
                Dear friends forex trading aik mushkil Kam to hai lekin boht interesting bhi hai or es mein market ki movement itni fast hoti hai kay apko boht kuch seekhnay ko milta he or apka mind bhi taiz ho jata hai, es liye sirf yeh na dekhen kay yeh mushkil kam hai bal kay es ko enjoy karen or khulay dil kay sath es mein kam Karen
                G han bhai je forex market hmary mind ko Active rakhti hai or hmara mind taiz hota rahta hai. yani k hm mind k tor pr healthy rahty hen. Mushkil kam ko Hazir dmaghi k sath foran solve kr skty hen. is lye hmen chahye k is market ko pori twjjah k sath learn kren or isy aik game ya hobby ki trhan enjoy b kren. is trhan apke lye ye business boht hi Easy ho jaey ga.
                • #9 Collapse

                  Re: Forex trading apkay mind ko taiz karti hai

                  FoRex MarkEt Main agr meHnat ki Jaaey oR achi Tarhaa MRket Ko Samajhaaa Jaaey to huM bhot Hii Aaasaani Se Trading Bhi kar Saktay Hain Or Forex Main Kaamyaabi Bhi HaasiL Kar Saktay Hain q k agar MeHNat karen to hum MaRket ki moVeMeNts Ko Samajh saktay Hai K Ab MaRket kiS taraf MoVè Karay Gii jiS Se Kaafi Aasani Se Analysis bhi kiYe Jaaa Saktay Hain....
                  • #10 Collapse

                    Re: Forex trading apkay mind ko taiz karti hai

                    dear bilkul aise hi hota hai kyunki forex trading aur forex for bahut hi jyada fast hai aur is main bahut jyada knowledge share Kiya Gaya hota hai aur experience bhi bahut se member is main shop ho jate Hain kyunki hua form mein threads ko read karke aur experience karke bahut acchi trading aur bahut accha Xperia sar sar karne ke bad bahut acche post karte hain aur quality ke sath bonus bhi hustle karte Hain
                    • #11 Collapse

                      Re: Forex trading apkay mind ko taiz karti hai

                      Aapne Sahi kaha hai ki forex business aapke mind ko Tej Karta Hai hamein chahiye ke hum is business Mein acchi Tarah Se performance dikhayen achha kaam Karen aur Jyada Se Jyada fayda Hasil Kare aap ho the best Hai khud aap Soch AK aapke liye kya zaroori hai agar aap ko bilkul bhi samajh Na Aaye situation Aisi tough aaj aaye to phir aap ko chahiye ki aap Kisi Se Nazar Se mashware Alina Kisi serious a Mashwara Lena aap ke liye Jyada behter hoga tak k ap ko profit ho aur nuqsaan na ho
                      • #12 Collapse

                        Re: Forex trading apkay mind ko taiz karti hai

                        Aslam o alikoum dear aap nay teak kaha hai jab bhi aap trading krty hain too aap ka mind us trade main hota hai kay aya trading main ksy movement ke jaiy aik trader market ko view krta hai kay aj market ke movement fast hai too wo wait krta hai aur market ka analaysis kr kay trading krta hai
                        • #13 Collapse

                          Re: Forex trading apkay mind ko taiz karti hai

                          Dear fellow main ap se mutafiq hun ap ne ache bat share ke hae forex trading bahut dilchasb hae is main bahut suspense hota hae or khas kar gold main trade open karte howe to suspense bahut barh jata hae q ke gold ke movement bahut tez hote hae to isi tarah forex trading aik trader ke mind ko bhe tez kar dete hae
                          • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                          • #14 Collapse

                            Re: Forex trading apkay mind ko taiz karti hai

                            Forex trading se aap apnay mind ko positive way main use kartay hain aur knowledge gain kartay jatay hain jis se humaray pas malomaat ka aik dhair jama ho jata hai islye mere khayal se forex trading se sirf paisay nahi kamaye jatay hain iss se humari general knoweldge main bhi khoob izafa hota hai

                            اب آن لائن

                            Working...
                            X