Forex main bar bar fail honay ki kia main reason hai???

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Forex main bar bar fail honay ki kia main reason hai???
    mery dosto forex main humery bar bar fail honay ki main reason kia hai main app ko explain kerta hoon hum sirf sirf aik mistake kerty hain jes ki wja say hum account wash ker dety hain ager diekha jeay to koi bhe pair humery zeada against bhe nahe jta hai hum sirf bare lot ki wja say us main loss kerty hain money management nahe karien gay to nuksann boht ho ga
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Forex main bar bar fail honay ki kia main reason hai???

    My dear bro aap ne bahut achi baat Kiya hai ke Forex mein baar baar fail hone ki kya reason hai tu mere khayal mein Forex mein fail hone ki reason ek hai aur hua hai hamare paas knowledge or experience ki kami hona agar hamare paas knowledge or experience hoga aur practice hogi aur trading karne ki skills hogi tu Ham kabhi fail nahi ho sakte ho aur accha profit aur bonus Kama sakte hain
    • #3 Collapse

      Re: Forex main bar bar fail honay ki kia main reason hai???

      forex trading business mein bar bar fail hone ki waja ye hoti hy k hum ko forex trading business ka knewledge aur experience tu kam hota hi hy lakin Lalach mein ziada profit earn karne k liye ziada lot size use kartay han aur ziada lot size mein agr market kuch pip hi against move karti hy tu account wash ho jata hy hum ko greed nhi karna cahaiye aur lot size money management kar k use karna cahaiye tab hi kaamyaab ho saktay han
      • #4 Collapse

        Re: Forex main bar bar fail honay ki kia main reason hai???

        G han bahut achi bat share ki hai ap ne forex main nakani ki 2 bari wajohat hai jis main sab se pehli wajah lalach hai our forex main ziyada profit hasil karne k liye trading main ziyada lot size use karna jis ki wajah se ap ki trading loss main chali jati hai our dosri wajah beghair learning k forex main trading karna ye bhi nakani ki wajah hai
        • #5 Collapse

          Re: Forex main bar bar fail honay ki kia main reason hai???

          bohat acha sawal ha ager hum ko forex trading ma again or again loss hotaa ha to per hum ko chaheya ka hum apni mistake ko teak kardaa q ka ager hum apni mistake ko teak kartaa ha to per hum ko achi profit hoge laken ager hum bar bar wo he mistake kartaa ha to per hum ko loss he hoga..........
          • #6 Collapse

            Re: Forex main bar bar fail honay ki kia main reason hai???

            Forex main bar bar fail hony ki main waja ap ki kaam ilmi hai ager ap forex trading kay barye proper knowledge hasil kar kay trading start karyn gye to ap ko pershani nahi banye gye so ap ko chiye kay forex bar bar fail na hon balky mehnt karyn or trading main kamiyab hasil karyn
            • #7 Collapse

              Re: Forex main bar bar fail honay ki kia main reason hai???

              G han dear forex mai bar bar fail honaue ki sub se bari waja ye hai kay hum lose ko nazar andaz kartaye hain hala kay humain chaye kay lose se kuch seekhain yani kay ghlat trade open karnaye ki waja se humain lose howa hai tu humain chaye kay hum dubara ghlat trade ko open na karain kiyu kay phlaye bhi ye he waja the na lose ki ager un cheezin pay control kar lain tu hum forex mai kamyab ho saktaye hain
              • #8 Collapse

                Re: Forex main bar bar fail honay ki kia main reason hai???

                Dear ap ne aik acha sawal Kiya hai, forex trading mein bar bar fail honay ki Bari waja jaldi mein trade close karna bhi hai kuch log sabar se kam nahi letay or jaldbazi Kar detay hain to es se bachna chahiye or dosri waja apka low experience hota hai, agar apko acha experience nahi hai to ap trading mein bar bar fail hotay rahen gay es liye pehle apna experience barhayen or phir trading karen
                • #9 Collapse

                  Re: Forex main bar bar fail honay ki kia main reason hai???

                  Forex trading mein her month sirf new traders k account wash nai hoty balkeh seniors k bhi wash hoty hein dono same mistakes krty hein money management achi nai krty aur bara risk lety hein agr money management achi hogi risk kam hoga tu account kabhi wash nai hoga.
                  • #10 Collapse

                    Re: Forex main bar bar fail honay ki kia main reason hai???

                    bari waja ye hai kay hum lose ko nazar andaz kartaye hain hala kay humain chaye kay lose se kuch seekhain yani kay ghlat trade open karnaye ki waja se humain lose howa hai tu humain chaye kay hum dubara ghlat trade ko open na karain kiyu kay phlaye bhi ye he waja the na lose ki ager un cheezin pay control kar lain tu hum forex mai kaam ilmi hai ager ap forex trading kay barye proper knowledge hasil kar kay trading start karyn gye to ap ko pershani nahi banye gye so ap ko chiye kay forex bar bar fail na hon balky mehnt
                    Click On Name And Visit My Journal
                    Naseer953 Trading Journal
                    • #11 Collapse

                      Re: Forex main bar bar fail honay ki kia main reason hai???

                      G han brother ap thek kah rahay hain, forex trading main nakami ki sab say bari waja lot size ka zayada use karna hay bahut saray traders k accounts sirf esi waja say wash ho jatay hain q kah woh big lot size use kartay hain aur trade k loss main jatay hi un k accounts wash ho jatay hain.
                      • #12 Collapse

                        Re: Forex main bar bar fail honay ki kia main reason hai???

                        Forex mai fail honey ki different reasion ho sakty hai. Trader jab lalach krtey hai aur sabar nahi krtey. Wo markey mai jaldbazi sey trade open krtey hai tou wo loss krtey hai. Es waja sey bhe trader ka bar bar loss hotey hai. Aur wo earning nahi krta.
                        • #13 Collapse

                          Re: Forex main bar bar fail honay ki kia main reason hai???

                          dear jub hm soch lety hn keh hm ny bus earning karni hy aur hm earning ky chkar mn trades open karty hn baghir kesi learning ky jes ki wajh sy trades ziyada tar loss mn jati hn aur phir hm ek bar loss hony par sekhty hi nh dobara bhi hm lalach karty hn aur aisy learning bghir trades open karty hn aur har baad fail hot hn
                          • #14 Collapse

                            Re: Forex main bar bar fail honay ki kia main reason hai???

                            dear agr is main hum bar bar fail hote hein tu is ka matlab hai hum is main thek treeqy se kam nai krte hein is main success lene k liye hume rule ko fallow krna chaiye hume is main daily work krein lose ki main waja is main lalach krte hein hume emotional ko control nai krte hein
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: Forex main bar bar fail honay ki kia main reason hai???

                              forex main bar bar hum loss use wja say kerty hain koin k hum siekhnay say zeada real account main trading pay zoor dety hain our us say humean bus yahi lagta hai k humean sell our buy he kerna hai humean forx main learning our pher practice k oper tajwa dina ho gee pher he us main hum kamyaab trader ban pian gay

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X