gold ya phr currency

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    gold ya phr currency
    assalm o alikum umeed krta hn k bhi ap sb log khriat sy hon gy meeera ap sb logon sy aik swal hy k new traders ko jb pahli bar bonus milta hy to wo kis py trade krn gold py ya phr currency py aap sb meery seeniors hn agr ap ny acha jwab dia to is ka fida mjh ko bhi ho ga rr dosry new logon ko bhi jo forex py ae hn
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: gold ya phr currency

    Dear agar ap ko ais market mai kaam karny ka pata hai k ais mai ap ne kaisy kaam karna hai to ap ko ais mai gold par trade karni chaye kun k ais mai profit kafi zayda hota hai agar ap ne gold par trade karni hai to ap ko ais mai resistance aor support par kaam karna chyae ais se ap ko ye faida hota hai k agar ye aik level ko break karta hai aus ko dobara retest zaror karta hai aor ap ko moka deta hai k ap entry le saky.
    • #3 Collapse

      Re: gold ya phr currency

      dear trader gold aur currency dono taik he lakin acha business gold pa hota he aur currency k ba nesbat gold m munafa b zaida hota he.
      • #4 Collapse

        Re: gold ya phr currency

        Dear gold pe trading thori risky hoti ha es liye experienced traders hi gold pe trading krean tu behter ha new trader k liye mushkil paish aa sakti ha q k loss ziada ho jata ha aur new trader starting mein loss krty haen es liye unhoon ne seekhna hota ha aur seekhny k liye unhaen time aur balance dono chaye hota ha es liye currancy pair thk rahy ga.
        • #5 Collapse

          Re: gold ya phr currency

          dear friend hamen gold ki nesbat cransy par trading karni chahye gab hum gold par trading karty hain to as ki movemet ka kuch pata nahi chalta as say hamen bohot loss bhi ho sakta hy
          • #6 Collapse

            Re: gold ya phr currency

            Bhai main khud nu trader Hoon aur mujhe lagta hai ki gold ki wajah se hamein currency per trade karni chahiye kyunki jo bhi new member hote hain unko currency potate karne se accha experience Hassan karna chahie currency ki movement bhi slow hoti hai aur is main abhi shuru hoti hai lekin gold ki movement bahut jyada fast hoti hai jisse loss bhi ho sakta hai aur kam bonus par waise bhi currency mein trade karni chahiye
            • #7 Collapse

              Re: gold ya phr currency

              walaikum assalam Alhamdulillah ji haan bilkul khairiyat se hai tu pyare dost jab musescore first time bonus milta hai tu unko koshish karna chahie ko apne bola usko sahi se achchi tarah ka Mela Gaye Na Kar knowledge aur experience na hone ki vajah se apna bonus Jaya kar de tu dost aap ne pucha currency yar gold tu Jahan Tak mujhe Paisa lagta hai aapko gold per trade karni chahiye magar cell by donnan market ke saheb ke mutabik knowledge hasil karne ke bad tab aap ko achi earning dekhne mein milegi
              • #8 Collapse

                Re: gold ya phr currency

                Assalamu Alaikum ji haan bhai jaan aap ne bilkul theek he kaha hai main sirf Itna Kehna Chahunga ke trading ke Waqt Hamein chahi ke Ham is main lalach Na Karen aur trading ke Waqt Hamein gold par Jab Hum trading Karte Hain To hamein chahiye ki hum isme achi Tarah market ko dekh kar aur achi Tarah Samajh Kar FIR trading Karen Agar Hum isme achi Tarah Soch Samajh Kar trading Karenge to Fir Hum isme bahut jyada profit Kama sakte hain aur is main Kamyab bhi ho sakte hain
                • #9 Collapse

                  Re: gold ya phr currency

                  Dear brother aap ne boht acha sawal kia hai gold aur currency mein boht difference hai gold ki movement fast hai aur yeh new traders k liye boht risky hai kionkeh jb yeh move krta hai tu boht travel krta hai jis mein new traders k sath seniors k account bhi wash ho jaty hein is mein big lot use krna dangerous hai new traders ko itna experience nai hota aur small capital hota hai unko risk nai lena chahiye jb keh currency mein safe trading kr sakty hein lot capital k mutabik use kr sakty hein aur is mein traders k account wash nai hoty currency mein secure trading kr sakty hein kionkeh iski movement slow hoti hai aur currency market itni ziada move nai krti jis se account wash ho jaye.
                  • #10 Collapse

                    Re: gold ya phr currency

                    G dear aj kal ager daikha jaye tu gold bhut danger pair chal rha hai kiyu kay phalye tu gold ki moment aik he jagha pair ghum rhi the per abhi kabhi uper kabhi neechaye jata rhata hai tu better hai kay humain gold ko chor kay kisi bhi curency pay trade ko open karna chaye kiyu kay us mai humain curency ki moment ki kuch samjh tu ataye hai na
                    • #11 Collapse

                      Re: gold ya phr currency

                      agar hum forex mai expert hain to hamy gold mai kam karna chahey forex aik online or kabe be band na hony wala businss hain hum is mai part time be kam kar sakty hain hum is mai full time be kam kar sakty hain hum is mai full time be kam kar sakty hain hum is mai bager pasaio ky account bana kar be kam kar sakty hain
                      • #12 Collapse

                        Re: gold ya phr currency

                        Junior members ko Mera Yahi Mashwara hai ki woh Forex par gold ki trading na Karen Kyunki yah bahut hi risky hoti hai aur sirf senior hi gold par trading Karen aur Junior Hain woh jyadatar currency pair trading Karen Kyunki gold Mein loss Jyada aa sakta hai tu gold par trading karte hue apke Paas experience Hona chahie to experience trader he is per trade Karen.
                        • #13 Collapse

                          Re: gold ya phr currency

                          gold mai kam karny sy hamy acha bonus milta hian forex aik bohat bara business hain hum is mai 24 ganty mai sy kese be wakt ka time table bana kar kam kar sakty hain hum gar mai bath kar is mai kam kar sakty hain forex trading students or house wife's ky liye bihat ache job hain hm is mai apny boss kud ap he hoty hain
                          • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                          • #14 Collapse

                            Re: gold ya phr currency

                            Me yeh mashwra dun ga k new traders ko jb bonus receive ho to wo gold pay trade kbi na krain gold pay trade kafi risky ho jati ha agr wo currencie pay trading krain to un k leay thek rahy ga. Currencies pay trading gold ki nisbat easy bhi ha aur low risk bhi so hmain chaheay k bonus miltay he currencies pay trading krain na k gold pay.
                            Kinza789 Trading Journal

                            اب آن لائن

                            Working...
                            X