Risk hamari lalach ko behata ha

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Risk hamari lalach ko behata ha
    Dear traders jb hm kisi trade pe ziada risk le laity haen tu agr hamaen us mein profit ho jata ha tu hm khush tu zrur hotg haen laikn sath sath ye profit hamaen lalachi bhi bana daita ha hm ahsta ahsta mazeed risky ho jaty haen esi trha Jon Jon hamara profit berhta jata ha hamaen yaqeen hony lagta ha k kuch ni hota risk lainy se aur aik din aisa bhi atta ha jb hm ziada risk le laity haen aur apna Sara profit bhi aur account balance bhi ganwa daity haen. Aur phr hamaen soch atti ha k kash mein lalach na krta es liye agr ghalti se aik dafa ziada profit ho jaye tu lalach mein ni perhna chaye.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Risk hamari lalach ko behata ha

    ji haan par aapne bilkul theek kaha hai aur main aapki baat ko Mangta Hoon Agar Hum Pakistan Forex trading karte hain aur hum profit mil raha hai to hum lalach Karte Hain Ki Hamein is Se Bhi Jyada profit Milegi aur wahi profit bhi Hamara nuksan Mein Jata Hai To Hame lalach bilkul bhi nahin karna chahiye Humein Jitna profit Ho Raha Hai Hamein Apne trade close kar dene chahi thanks
    • #3 Collapse

      Re: Risk hamari lalach ko behata ha

      Yes brother aap ne bilkul theek kaha jb hum kisi trade mein ziada risk lety hein agr loss ho jaye tb bhi nuqsan hai agr profit ho jaye tu hamein ziada greed hoti hai jo aur loss ka sabab banti hai risk jitna ziada hoga unta hamara account dangerous zone mein hoga.
      • #4 Collapse

        Re: Risk hamari lalach ko behata ha

        Dear friends treading mein humay chyia kay hum jab be treading ka lyia ata hein tu humay chyia kay hum kay hum kabi be laluch na krain Greedy humay loss dati hau jab kay risk jo hau ous say be humay loss ho jata hay tu friends humay chyia kay hum analysis krain ous say risk km nhi ho ga.
        • #5 Collapse

          Re: Risk hamari lalach ko behata ha

          G han sir bilkul thek kaha ap ny hum jab iss main zada risk lata hain toh humera dill main laalach se pahdaa hona lagti ha jis sy hum iss main loss k elwaa or kuch v hasil nahi kar sagta humain chaiye k hum iss main mehnaat kariye lakin laalach na akriye or na he iss main risky trade lagye jis sy hum mushkal main par jaye or apna loss karwaye humain chaiye k hum iss main market ko dak kar trading akriye thky hum iss main achi earning kar sakiye iss main
          • #6 Collapse

            Re: Risk hamari lalach ko behata ha

            JASA ka sab hi janta ha ka forex par profit ki koi be limit nai ha boht sara trade is par greed ma aya jata ha zada profit earn karna ka liya aur is greed ki waja sa hi wo forex par zada sa zda risky lanya shuru kar data ha jis ki waja sa un logo ko zada ma boht hi bara loss ho jata ha aur is ki waja sa un logo ka account be wash ho sakhta ha aur ham logo ko kam sa kam risk lanya ki koshish karni chayia
            • #7 Collapse

              Re: Risk hamari lalach ko behata ha

              Gee ap ki baat sey agree krta ho. likan ap ko pata hai k jo professional trader hai tou wo greedy ko proper learning sey control krtey hai. Wo es business mai phely learning aur demo par pratice krtey hai tk wo greedy aur emotion ko control krey. Es tarah professional trader greedy ko control krtey hai.
              • #8 Collapse

                Re: Risk hamari lalach ko behata ha

                DEAR FRIEND ap ki bat sahi hai asforex trading main hamen har wakat dil se kam kare rihna chahiy hai tu hi ham as main kamyab ho sate hain aor forex tradimg main jo mihnat karta hai wo ho as main kamyab hota hai as liy hamen as main mihnat karte rihna chahiy aor hamen chahiy hai kee ham as main acha ban kar kam kare aor hamen as main aesa karna chahiy as main hamen aik acha member ban kar hi hamen as min kamyab ho sake ge aor ham jab tak as main kam karte hain hamen us wakat tak hamen as main mihnat karna ho gaa aor hamen as forex main harr nahi manna chahiy as main hamen ache se kam karte rihna chahiy tu hi ham as main se earning kar sake gee aor hamen dil laga kar kam karte rihna chahiy tu hi ham as main kamyab ho sake gee aor hamen ache se bi kam karna chahiy as main best tareqee se bi kam karte rihna chahiy tu hi ham as main kamyab ho sake gee earning karne main forex main jo km karttahai us ko as main dil laga kar kam klarna chahiy tu hi ham as main se aik acha profit hasil karne main kamyab ho sake gee
                • #9 Collapse

                  Re: Risk hamari lalach ko behata ha

                  Jee bilkul dost risk ke time hamein jab bhi kuch bonus mil raha hota hai hi to hamare traders ko chahiye ke woh woh apni benefit John ko Mila hai hi used amount ko save kar le aur vitra karle kyunki Agar woh jyada lalach Karne Ki koshish karenge to fir loss ho sakta hai aur akshara ka 8 laalach mein loss hi milta hai isliye loss se bachne Ki koshish karni chahiye aur jyada se jyada achha kaam karne ki koshish karna chahiye taake earning achchi ho sake
                  • #10 Collapse

                    Re: Risk hamari lalach ko behata ha

                    dear yes risk hamre loss ji behata hain oar ham ko is mei lalch nanhi karna chhaye wo apna account wash kar wate hain uar ham ko is mein allchi insan nahi banna chaiye is mein ham ko kam profit ho to hi ham ko is mein tarde close karna chaiye aur ham ko chaioye k ham is mein bilkul bhi lalch nahi kare qk lalch buri bala hai ham ko is mein lalch se dor rahna chaiye is mein lalchi insan kabhi is mein kamyb nahi ho sakte hain qk lalchi lalch kar ta hain aur loss pan kamal dekhta hain is mein liy ham ko is mein lalcaor ham ko is mein lalch nahi karna chaiye jo is mein lalch kar te hain hi ghalti se bahi nahi karna chaiye tab ja kar ap is mein kamyb hjo sakte hain aur is mei profit hasil kar sakte hain.
                    • #11 Collapse

                      Re: Risk hamari lalach ko behata ha

                      g haan bhai jaan forex trading Mein without analysis trading karne se loss ho sakta hai isliye Hame chahiye ke proper market ka analysis karne ke baad chatting start kare nlcs Ke Liye technical and fundamental aspects ko jana na bahut zaroori hai trading ke liye aapke paas complete planning hona chahiye management ke sath Forex trading start Kare proper stop loss or profit negative a trend trading karna zaroori hai
                      • #12 Collapse

                        Re: Risk hamari lalach ko behata ha

                        agar hum risk lena chatey hain to hamy lalach ko qabo mai rahkna chahey pher he hum kamyabe hasial kar saky gy forex aik online or kabe be band na hony wala business hain hum is mai part time be kam kar sakty hain hum is mai full time be kam kar sakty hain hum is mai bager pasiao ky account bana kar be kam kar sakty hain
                        • #13 Collapse

                          Re: Risk hamari lalach ko behata ha

                          g han sir hamen hamesha analysis ki base per hi trading kerni chayi is kay elawa trend ko bhi madde nazar rakhna chayi aor stop loss hamesha resistance and support level kay mutabiq hi lagana chayi kiun kay market in levels kay darmiyaan hi ghomti rehti hay ager hum kam pips ka stop loss lagayn gay tu bhot jaldi hit hu jaye ga aor hamei chaiyhai kee ham as ache se bhi kam kare
                          PAK ARMY ZINDA ABAD
                          • #14 Collapse

                            Re: Risk hamari lalach ko behata ha

                            G han bahut achi bat share ki hai ap ne forex main hamein ziyada profit hasil karne k liye ziyada risk nahi lena chahiye our hum ziyada profit k chakar main lalach karte han our hamein business main loss hota hai is liye forex main hamein loss se bachne k liye lalach nahi karni chahiye jis se forex main hum kamyab ho sakte han
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: Risk hamari lalach ko behata ha

                              اصل پيغام ارسال کردہ از: Anas3456 پيغام ديکھيے
                              Dear traders jb hm kisi trade pe ziada risk le laity haen tu agr hamaen us mein profit ho jata ha tu hm khush tu zrur hotg haen laikn sath sath ye profit hamaen lalachi bhi bana daita ha hm ahsta ahsta mazeed risky ho jaty haen esi trha Jon Jon hamara profit berhta jata ha hamaen yaqeen hony lagta ha k kuch ni hota risk lainy se aur aik din aisa bhi atta ha jb hm ziada risk le laity haen aur apna Sara profit bhi aur account balance bhi ganwa daity haen. Aur phr hamaen soch atti ha k kash mein lalach na krta es liye agr ghalti se aik dafa ziada profit ho jaye tu lalach mein ni perhna chaye.
                              Jab traders Jyada profit bananeki drive Karte Hain To wajada risk Lete Hain plated Jyada profit banane ke lalach karte hain aur Harish ke Jyada le kar apni trading Ko Bhi Jyada risky kar dete Hain traders ko Hamesha reasonable risk Lena chahiye
                              FRD 07 TRADING JOURNAL

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X