Market ko blame na karay

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Market ko blame na karay
    Dear friends assalamualaikum aksar trader jab loss Kar daitay Hain to wo market ko blame karna shuro Kar daitay Hain aisay logo ko Mai batana chahunga ke market Mai loss ham hamesha apni ghaltyo ke waja say kartay hai hamai un mistakes ko door karna chaye na ke market ko blame karai.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Market ko blame na karay

    Yes sir aap ne bilkul theek keha he agar market per ilzam tarashi kerni he to phir profit wali trade per bhi market per ilzam tarashi kerni chahiye k mujhe profit huwa he is me bhi market ne dakhal andazi ki hogi profit ka credit hum khud lete he or loss ka credit hum market ko de dete he.
    • #3 Collapse

      Re: Market ko blame na karay

      Market my sahi pana akam kry Kern na kry to kuch naia hasil hona market my sab kam achy sy kry us my faida hoga lern naia kri gy to PHR kuch naia miky ga Kern kry acah profit hoga lern naia kri gy to kuch bhhi naia mil shy ga Kern krna bhot zaroei hy Kern jr k hi kam kry apana
      https://www.facebook.com/profile.php...7089435:1f341:
      • #4 Collapse

        Re: Market ko blame na karay

        G ap ne thk kaha ha dear ghalti hamari apni hoti ha aur hm market ko blame kr rahy hoty haen k market na hamaen dhoka diya ha aisa ni ho sakta q k market ne jis taraf move krna hota ha wo usi taraf move krti ha ab ye hm pe depend krta ha k hm usy kaisy analyze krty haen aur us ki movement ka faida utha ty haen.
        • #5 Collapse

          Re: Market ko blame na karay

          Jihad year aapne bilkul theek kaha hai Marki ko blame nahi karna chahi Hamari Hote ki mistake se hi loss hota hai aur mostly profit bhi ho jata hai is Waqt market ko blame karne ka khyl ni ataa dear friend forex market Mein aapka experience kaam aata hai experience Banaye to proper earning kar sakte hain...
          • #6 Collapse

            Re: Market ko blame na karay

            yes jab hum ko loss hota hai tu hum market ko balme kerty hien or greed is the enemy of every trader as ly hum ko greed say dor hoan hota h or hum ko as mien jab kaam kerna hai to hum ko pahle pahl as main market ko dakhna hota h or ham jab bi lagy k hum as main acha profit hasil kar chuky hien tu hum ko mazeed as mien trade open nahin karna chahy or trade ko close ker k ham ko apna withdraw lagana hota hai or ham ko as main jab bi thora profit ho jaye to hum ko as ko zaror accept kerna hota hai q k ye choti amount bi hamary ly but hai as ly as ko accept karna bhut he acha hota h aor as main over trading nahin karna hota hai.
            • #7 Collapse

              Re: Market ko blame na karay

              ji haan sir aapne bilkul theek kaha hai agar Hum Pakistan forex market Mein trading karte hain aur Hamara account was ho jata hai to isme Hamari Galti Hoti Hai market ki koi galat hi nahin Hote Kyunki trade Humne Lagai thi tu account bhi Hamara hua hai isliye main market ko analyses Karke trading Karni chahi Phir Hame achha profit mil sakta hai thanks
              • #8 Collapse

                Re: Market ko blame na karay

                dear friend ap ne thek kahe he hame market ko balam nahe karna cahye ku ke agar hum trade galat lagaen ge to hame loss he ho ga na or ham market ko balam karen ge to kis ka nukhsan karen ke or kis ke sehat per asar pare ga ku ke marekt ap ko hara sakte he bar bar agar ap ani galtiyo ko thek nahe karo ge or apna nukhsan karte raho ge ku ke yaha har koi ye kar ke dekh choka he
                • #9 Collapse

                  Re: Market ko blame na karay

                  Gee mai ap ki baat sey agree krta ho k trader ko forex market ko blame nahi krna chahey. Jo trader market ko blame krtey hai wo es business mai professional trader nahi ban sakty hai. Es business mai professional trade khud ko improve krtey hai wo es mai profit earn krey.
                  • #10 Collapse

                    Re: Market ko blame na karay

                    Jee han dear friends mein ko ki bat ko bilkul agrer krta hun kay humay chyia kay hum kabi be forex business mein busines ko blam na krain ku kay business koi be ho loss humay humari mistakes say hota hay is lyia humay apni mistakes ko reamove krna chyia business koi be bura ya chota bra nhi hota hay be humay experience hona chyia planing knowledge hona chyia run krna ka.
                    • #11 Collapse

                      Re: Market ko blame na karay

                      ham ko market ko blame ni karna hota hay aur is business say har category k log faida hasil kar sakty han specially ghar par rehny wali khwateen aur females apny experience ke bdolat achi earning kar sakti han q k aksar females ko ghar say bahir ja kar job karny ke permission nahe milti is liay forex business un k liay buhat achi option hay aur vo ghar may he online ho kar earning kar sakti han......
                      • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                      • #12 Collapse

                        Re: Market ko blame na karay

                        hamy aik time table bana kar kam karna chahey pher he hum ache earning hasial kar saky gy forex aik international business hain hamy market ke movement ko dahk kar analysis ko use kar ky market mai enter hona chahey pher he hum market mai run kar saky gy or acha profit gain kar saky gy forex aik aam business ke tarhe nahi hain

                        اب آن لائن

                        Working...
                        X