*Negative effects of mental pressure*
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #16 Collapse

    mental pressure kabahi bhe lana chaya Forex business ha oura agar riks kam sa kma kar ka kam karain ga tu hum is business main unlimited earning kar skate han.
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #17 Collapse

      yar hame mental pressure se kam nahi karna chhaie kun ke si se hamara mind disturb ho jata hai or is se ahme kbhi kafi loss ho sakta ahi
      • #18 Collapse

        hamen forex poting men successsfull han kue ky hamen forex men aik ache earning us waqat hoti han jab ham aik acha profit bnaty han us ky le ya hamen treading men tiem dyna ho ga or ya demo pay suna han ky treadign sekho demo best han kia plz tell me
        • #19 Collapse

          Assalmualikum....bhai forex mein kaam krny waly ko apna kaam mentally stressed sy hat kr krna chahye....jitna ziada hum is mein kaam krien gy utna ziada hum is mein earn krien gy.....is mein humein agr kbhii loss ho jye to humein apny loss k bary mein ziada nhii sochna chahye....forex aik bht hi acha bussiness hai is mein kaam kr k humein bht ziada faida ho sakta hai.....is mein humien apny mind per ziada pressure nhii lyna chahaye....
          • #20 Collapse

            Study has definitely chosen to enable commerce and use that to trade foreign currencies using the pair of documents is to be used before , these two styles , one of the most important research is , of course , but special studies.Trade krte waqt log loss ko es liye mind main rkhte hein kuyn k woh mentally apne ap ko tyar rkhte hein hr profit or loss k liye k agr un ki trade krte hi unhein loss ho jata hai...
            • #21 Collapse

              dear mare khyal se to heart k patient ko yeh business nai karna chaye and na he blood pressure waly ko kyu k is main loss bhe hota hai and is main ap ke heath par bhe asar ho sakta hai is liye be cool and trade...
              • #22 Collapse

                apnay dimag may b zayada pressurized nai karna ke zaroorat hoti ha age rminde kise our side ulja ho us waqat trade nahi kerne chayeye balkay nai soch k sath work karna chaheye mehnat.....
                 
                • #23 Collapse

                  yes bro ap ne bilkul theek kaha hai agr ap apna mind forex mn trading krte wkt cool nhi rakhengay to is ka ap ki trading per negative effect ho skta hai
                  • #24 Collapse

                    g han jab hamara dimag frsh na ho to tab bhi hamen kaafi mushkilaat ka samna karna parta hay ham sahi trah se market ka andaza nahi laga paatay iss liay aksar ham fail ho jaatay hain so hamen mentally tor par mind ko frsh rakhna chhaiuy.
                    • #25 Collapse

                      forex ky baryn men btyn taky ham acha kam kryn or main mind pr kisi bhi kisam ka pressure nahi dalna chahiye q kay asa karnay se aapko loss ho ap ka kam bhe acha ho ji or hamen......
                       
                      • #26 Collapse

                        dear g han jab ham mently tor par distrb hain ya pressure mai hain to hamen chahey k ham trade na lagayen is doran q k is say ham gahlat tarde laga betahen gay
                        • #27 Collapse

                          ji haan dear aapkaa kehnaa bhi thek hai hai kay jub hum itni mahnat karen or akhir mai hamy loss hojai to hum mently tor per bhut hi disheart ho jatay hain and is say hamaray mind per bhi bhut gehraa asar partaa hai and forex ,mai hamay chaiye kay hum itnaa naa sochen ku kay sochnay say hamara los badal nahi saktaa hai..........................
                          • #28 Collapse

                            Friends ap jab b apney trading ko start karain to ap kaymind ko fresh hona chheya kyon kay ap ka mind agar fresh nhe ho ga to ap us sayprofit able tradgn start nhe kar saktay . or agar ap mental pressure main han to ap s time maintrade na karain s leya kay is time mainkey hoeytrade sayap ko loss b ho sakta ha .
                            • #29 Collapse

                              app ne bohat he achi thread likhi ha aur is k liye mei kahna chahun ga k humen kabi b apne mind per pressure nai laina chahiye balkay humen chahiye k ham hamesha he apne mind ko relax rakhen dost to phir humen zaror kamyabi mil sake gi
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #30 Collapse

                                dear jab bi aap kay dimag par pressure hoga to aap ko market may kaam nahi karna chahiya quen kay iss say aap ko loss mil sakta hay. jab bi aap trading ko start karo to aap na maind fresh kar lo takay aap market ko samajh sako ya aik bohat hi risky business hay.

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X