Market ager taiz b move ho rahi ho tu phir b trading decision lainy mai jaldi na karin.
Kafi dafa jab market mai prices ke movement aik dam say bohot he taiz ho jate hai tu traders aik mistake yeh b karty hain ke profit hasil karny ke liye jaldi jaldi aur baghir kisi reason ke jis side per market move ho rahi ho iss taraf ke trade laga daite hain.
yeh koi achi adat nai hoti hai kion ke baghir analysis ke trading karnay mai loss ka chance b kafi ziada barh jata hai aur jis taize say market aik side per jate hai wapis b opposite side per b move kar sakti hai. iss liye Market ager taiz b move ho rahi ho tu phir b traders ko trading decision lainy mai jaldi nai karna chaiye

تبصرہ
Расширенный режим Обычный режим