Forex mein luck bhi kaam ker sakti hai

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Forex mein luck bhi kaam ker sakti hai
    Bahut sae log yeh smjhtay hain ke forex main jo log kamyab hain wo luck ke wajh se kamyab hain jub ke aesa hargiz nahe hai us ke peechey unn ki mehnat aur experiance hai jo logoun ko nazar nahe ata lekn wo hota hai experiance aur mehnat ke bagair kamyabi mil he nahe sakty
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Forex mein luck bhi kaam ker sakti hai

    Total luck pe depend kar lena barri bewkufi hoti hay luck pe depend nahi karna chahiye personal mehnat pe sab kuch milta hay forex koi game nahe jisy luck pe khaila jay ye forex business hay best skills best experience aap ka need hota hay tabhi aapki performance bohat he achi ho sakti hay.
    :1f60e: IBRAHIM BILAL TRADING JOURNAL :1f60e:

    PLEASE VISIT HERE
    • #3 Collapse

      Re: Forex mein luck bhi kaam ker sakti hai

      G han forex trading men kabi kabi luck bhi sath dey jati hey aur log acha profit hasil kar letey hen lekin her dafa luck bhi sath nhi deti iss liay kabi bhi luck pe depend nah karen balkay acha knowledge aur experience hasil karen aur phir mehnat karen aur khud pe depend karen aur apnay experience aur mehnat pe depend karen tu zaroor acha profit hasil kar saktay hen
      • #4 Collapse

        Re: Forex mein luck bhi kaam ker sakti hai

        Dear freindd luckk bi tabi kam kartaa hai jbb ap kyy pass markeet kyy baryy main knowladge ho gaa mehnt ki ho geii mehnt ka silaa zaroor miltaa jb ap ko pataaa hei naa forex tradingg hai kiaa markeet main kaisyy kamm karnaa oudrr luckk ni chltaaa markeet main luck baiss par kam na karoo forex markeet ko smjhoo experincee banaoo..
        • #5 Collapse

          Re: Forex mein luck bhi kaam ker sakti hai

          Bilkul ASA hai keh hamara luck kabhe kbhe sath Deta aur kabhe hume mehnnat karne chahye
          • #6 Collapse

            Re: Forex mein luck bhi kaam ker sakti hai

            G han brother ap thek kah rahay hain, forex trading main kamyabi sirf mehnat aur learning par depend karti hay aur koi bi trader luck ki waja say profit earn nai kar sakta but sometimes tukka kam kar jata hay aur kisi trade say profit aa jata hy.
            • #7 Collapse

              Re: Forex mein luck bhi kaam ker sakti hai

              g bhai jan apki bat thk hy k forex men kbhi kbhi luch chaljati laikin luch bhi tan kam kerti hy jam janb ham apny ka ko achy treeqy sy kren gy.ager hamen kam kerna na ata ho bal k ham khud is men mhnat ker k try kren to us mhnat ka bhi koi faida nhnhy.luck azmany kaly hamen chye k ham forex ka knowledge bhi rhkty hon.
              • #8 Collapse

                Re: Forex mein luck bhi kaam ker sakti hai

                me luck base trading per yaqeen nahi karta kabi kabi luck apka sath de gi lakin long term kabi b nahi sath de gi long term sirf apki mahnat apka sath de gi hume mahnat karni chahiye or forex trading ko learn kare or proper analysis base trading me hi faida hai.
                • #9 Collapse

                  Re: Forex mein luck bhi kaam ker sakti hai

                  Ji Hame Har EK chij Apne Naseeb Hi Se milti hai kuch Logon Ko koshish Karke Woh cheez milti hai kuch Logon Ko Itni koshish nahi karni padti fir bhi mil jati hai ja tu Apna Apna Naseeb Hai Kisi Ko Jyada Deta Hai Kisi Ko kam Deta Hai Allah Ki Marzi Hai Hamein Allah Tala Ne Hath Paon Diye Hain Damad Diya Hai Hamein koshish karte rehna chahi koshish karne ke bad Hamein Allah pe Chod de na chahi ya business Vakya he Itna mushkil nahi hai Jitna Hum logo Ne ise Bana liya hai agar Hum isme mehnat karentu is profit Hasil kar sakte hain
                  • #10 Collapse

                    Re: Forex mein luck bhi kaam ker sakti hai

                    assalamo alikum dear forex member and welcome to all brother and sister apka sawaal bilkul thk hy apny bilku;l thk kaha hy kabhi hamari luck bhi chal sakti but hamin zeada bharoosa apni luck per nahi kerna chiy balk zeada apny bussniss per focus krna chaiy iss sy hamin faiada bhi hoga or hamara bussniss bhi incresae ho ga iss li luck per bharoosa na krin dear member..
                    • #11 Collapse

                      Re: Forex mein luck bhi kaam ker sakti hai

                      lalach hamra kbhi bhi hamry kam naia ata hy hamaya laalch sy kam naia krna chaiay ahamaya chiaya k ham lalhc na kia kry ham apana kam wasy kia kry our ham apana kam sahi kia kry agr ham apana kam shai naia kry gy to ham bhot lsos bhi kry gy mhnata hamay bhot krni choayya ya kam lalach ka naia hy
                      • #12 Collapse

                        Re: Forex mein luck bhi kaam ker sakti hai

                        bhai jan forex me sirf ap ki mehnat hi rang lati hai or agar ap luck ki bat kare to luck sirf ek dhooka hota hai asal me sari bat hard working yani k khoob dher sari mehnat par a jati hai k ap kitni mehnat kar rahe hain so agar ap zayada se zayada mehnat kar rahe hain to yahi ap ka luck hai or agar ap zayada mehnat karo gey to ap ko IN SHA ALLAH forex me zarur kamyabi hasil ho gi or ap bohat achi earning bi kar sako gey lakin us k liye hard working bohat zaruri hai.
                        • #13 Collapse

                          Re: Forex mein luck bhi kaam ker sakti hai

                          اصل پيغام ارسال کردہ از: Sobi2978 پيغام ديکھيے
                          Bahut sae log yeh smjhtay hain ke forex main jo log kamyab hain wo luck ke wajh se kamyab hain jub ke aesa hargiz nahe hai us ke peechey unn ki mehnat aur experiance hai jo logoun ko nazar nahe ata lekn wo hota hai experiance aur mehnat ke bagair kamyabi mil he nahe sakty
                          Assalamu alaikum bhai jaan aap ne thik kaha hai ke Agar Hum Forex trading main kaam kar rahe hain tu sirf aur sirf 1% hi chance Hote Hain Ki Hamari luck Hamare saath De Baki 99% Hamein apni knowledge or experience Se Hi kaam karna padta hai
                          • #14 Collapse

                            Re: Forex mein luck bhi kaam ker sakti hai

                            bohat acha sawal ha ager hum ko forex sa achi earning hasil karni ha to per hum ko lot of learning karni hoge forex trading ka baraa ma laken ager hum hard work nhi kartaa ha to per hum ko achi profit nhi hotee ha es leya hum ko chaheya ka hum forex pa luck ko depend na karaa q ka per hum ko loss he hoga............
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: Forex mein luck bhi kaam ker sakti hai

                              G baai is may koi shak nahee hay ke forex trading may kabhi kabhi new members Jo be buhut ziada profit ho jatha hay our osay ziada experiance be nahee hotha our yahe members lucky hothay hay asay log agar experiance hasil karay tho ye business osay buhut ziada faida Dy sakhtha hay lekin har dafa luck par depend nahee karna chahiay.

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X