Social media. Time waste

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #31 Collapse

    Re: Social media. Time waste

    yes dear app nay achi bat ki hai aj kal bohat sary trader social media par fazool time waste karty hain aur wahn par bohut sary forex trader asy bhi hoty hain ju apni advertisement karty hain khas kar hamain unn say bach k rehna chaheay kyon k wo hamry mind set ko bilkul change kar daity hain apni stratgey ko dekha dekha kar jiss say hamra mind set khrab hota hai iss lea hamain khud k analysis karny chaheay aur khud ki trade karni chaheay.
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #32 Collapse

      Re: Social media. Time waste

      G han sir humain chaiye k hum iss mian jab be kam karye toh iss main acha sy kam kariye dill laga kar kam kariye humain facebook instagram wagra social networks kah kam sy kam use karna chaiye humain iss main focus zada karna chaiye agr hum iss main acha knowledge bana lata hain toh hum iss main trading ko apni success be da sagta hain jis k bana pr hum iss main acha profit earn kar sagta hain
      • #33 Collapse

        Re: Social media. Time waste

        اصل پيغام ارسال کردہ از: Musa Khan پيغام ديکھيے
        Assalam-oa-laikom brothers and sisters
        Umeed hai aap sab theek hogy.
        Social media jesy facebook and instagram sab time waste karty hai. Aur bohot sy log yahan time waste karty hai. Lakin forex aik aisa trading business hai jo aap ko bohot faida deta hai. Knowledge bhii aur profit bhii.
        Thank you !
        W/salam. bhai jan yahn to hmara time west nai hota hai. Bl k hmen faida hi faida hai. Agr hm apne time ki qadr kren or free/extra time is forum or Forex business ko dain to boht hi faida mily ga. is lye hmen apne value of time ko smjhna chaye k ye zaya ho raha hai ya kisi useful activity me lag raha hai.etc
        • #34 Collapse

          Re: Social media. Time waste

          Aj kal ki new generation social media par apna boht hi zada waqt zaya karti ha aur apna time ko importance billul be nai dati ha un logo ko apna waqt ki qadar karni chayia aur is ko acha kamo ma istamil karna chayia aur is generation ko chayia ka wo log forex ko join Kar laiya aur is ko waqt daya is par wo apna waqt daya kar is sa achi earning kar sakhta ha forex par kam kar ka wo log apna time ko bilkul be waste nai karta ha bilka is ko importance data ha
          • #35 Collapse

            Re: Social media. Time waste

            ji haan bilkul hamein chahiye kya Hum Jitna time social media vagaira waste karte hain Apna time Hum Forex trading co day is Hamein ya fayda Hoga ke hum Din BA Din isme kuch na kuch Sikh Le Jaenge learning Jiske andar Hoti Hai wah bahut Aage Jata Hai experience Mara batayega isliye hamein chahiye ki hum bhi Itna ho sake Forex trading time Devaki social media Ko Itna time na de
            • #36 Collapse

              Re: Social media. Time waste

              Waliakum salaam dear apki baat bilkul taak hay Facebook per time waste kernay say tu behter hay kay hum Pak forex per aa ker forex trading kay mutalliq kuch seek layn aor apnay khelaat thread aor post ki shakal ma share kertay rahayn tu humay acha khasa bonus mil sakta hay jis say hum trading ker kay apnay liye profit gain ker saktay han jo kay hamaray expenses ko kaafi hadd tak kam ker saktay han.
              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
              • #37 Collapse

                Re: Social media. Time waste

                Thek kaha ap ne hame is baat ko samjhna chahiye ke social media hamara bohat keemty waqt zya karta ha jis ko ham kahi au use kar ke earning bhi kar sakty ha social media par ham apna waqt zaya karty ha aur hame koi paisy bhi nahi milte is se acha ha ke ham forex par work kare aur wo waqt jo ham social media ko dete ha wo ham forex ko de aur earning bhi kare hame apna waqt zaya nahi karna chahiye kiu ke guzara waqt dubara nahi ata

                اب آن لائن

                Working...
                X