*Who teach you forex*

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    *Who teach you forex*
    Hi traders , Have a nice day. I learn forex trading from my uncle. Today I want to know about yours.
    Please feel free to share your comments here.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    forex ko seekhny k differnet way han or is ki learning to complete he ni hoti ap ager achy trader bann b jayn ap ko learning ko remove ni karna chahye kyo k forex market day by day aik changing lati he apne anndar,,
    • #3 Collapse

      bhai mujhay kisi nay bhi forex trading ni sikhae mian ne khud sab kuch internet pay seekha hay or main ab bhi kafi achi earning kar raha houn or trading ka knowledge bhi seekh raha houn bhi jald achi earnig karoung ga aur acha trader ban joun ga.
      • #4 Collapse

        main ny is ko learn kia hy apny bhiya sy inho ny he mujy is sy introduce karvaya hy mujy to phly is k bary main zara b information nahe the lakin ab kafe kuch sekh lia hy
        • #5 Collapse

          mere dost ne muje forex k bary me seekhaya hai wo kafi time se is per kam kar raha hai us k bad me demo per kafi time karta raha hun fer kuch sites b check karta raha hun ab masha allah kafi seekh chuka hun forex k bary me
          • #6 Collapse

            forex mujhe meray ek dos nay sikhae the jiss nay yaha pay kam karnay me meri madad mi the aur me nay yaha pay her cheez ko samjha aur sath sath he kam kya tha.
            • #7 Collapse

              YEah, dear main ney forerx trading ko khud learn kia hay internet sey information hasil ker key,, boht sey vedio lectures downlaod ker key un ko reapt ker key daikta rha or demo account per achi practice keta rha jis sey main ney is main good learning haisl ki hain or ab is main achi working ker key good earning haisl ke rrha hu nor successh hasil ker rha hun...
              • #8 Collapse

                mujhe kisi ne forex nahi parhai aur na he koso se guidline li hai. main ne demo pe sab kuch seekha hai aur ye mere bahut kaam aa raha hai
                • #9 Collapse

                  dear ma to youtube sa be videos dakh raha ho ka kasa market ko dakha jae yah sab kuy ka jab hamen acha sa forex ki samj a jae g to he achi earning kar sakhan ga is lia ajj kall forex ki learning kar raha ho
                  • #10 Collapse

                    bhai jan mene kuch trading tips apne doast se sekhi hain lekan mein samjta hoon k ap tab hi perfect trader ban sakte ho jb ap khud mehnat kro net pe research kro to ap ek perfect trader ban sakte ho
                    • #11 Collapse

                      bhai iss ki learning to comlete he nahen htoi aap ager achy trader ban bhi jayein aap k learningko reove nahen karna chiaye kyunkay forex market didn ba din change hoti hai or pracitce bhi karerin.
                      • #12 Collapse

                        dear mje tw forex k bare mai kissi ne b sekhaya nhe hai kiu k mai khud say he forex ko learn karta hu and jitna apko khud say kohsish karo gay utna he ap is kaam ko ziyada behtr way say earn kar sakte ho forex aik way hai jis mai humay koshish karni chaiey k ziyada say ziayda learning hasil karne k baad he is kaam ko start kia jaye tw best hai
                        • #13 Collapse

                          dear me ne forex k bary ap friend se guideline li thi us k bad me ne khud apny interest se sekh raha hn jdr mujy koi masla ata h me net se us ka hal trace krat hn ya apny friend se bi poch letah hn
                          • #14 Collapse

                            brother i have learnt forex trading business from online courses and mostly from this forum kyun key is forum mein asay bohut sarey posts hain jis se appko bohut ziyada faida ho saktha hai agar app is forum ko seriously lein tab app ko bohut faida hoga is se.
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              demo account hi me learning me ne ki hay or 4 years se me trading kar raha hon magar ab b demo practice me ne jari raki hoti hay practice bahot hi zarori hay

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X