Reasons of loss

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Reasons of loss
    Dear friends, bahut saray members pochtay rehtay hain kah loss q hota hay so main btana chahta hon kah loss us trader ko hota hay jis k pas forex trading ka knowledge aur experience nai hota ya phr jo trader mistake karta hy usay loss hota hy.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Reasons of loss

    Bhai jan humko chahye k hum is mein loss ka reason ye hain k hum is mein greed nahi karn chahye aur humko is mein sabar se kam karfte rahna chahye pher ja kar hum is mein profit hasil kars kate haina ur is mein humko zada mehnat se kam karte rahna chahye aur is mein humko zada greed nahi karna chahye
    • #3 Collapse

      Re: Reasons of loss

      G han bahut achi bat share ki hai ap ne forex main loss ki bahut si wajohat is main pehli wajah hai k beghair experience our knowledge k forex main work karna jis se ap ko loss hota hai our is k bad dosri badi wajah jo k forex k aksar members main hai wo hai lalach. lalach ki wajah se business main hum kabhi bhi kamyab nahi ho sakte han our jald bazi bhi loss ka sabab banti hai
      • #4 Collapse

        Re: Reasons of loss

        Ye baat open hay kay agar less knowledge less experience hoga yahi wajah main maani jati hay loss ki so koshish karain aap loss sey bachain wo walay methods use karain jin mei profit beshak kam ho magar account safety first ho tabhi aap ki trades best hongi aur aap acha profit gain karnay kay kabil hogay.
        :1f60e: IBRAHIM BILAL TRADING JOURNAL :1f60e:

        PLEASE VISIT HERE
        • #5 Collapse

          Re: Reasons of loss

          dear member hume is main is waja se lose hota ha k hum is main lalach krte hein ur apni mistake ko fallow nai krte hein hume is main daily menat krni chaiye demo account main kam krna chaiye ur apni mistake ko ignore nai krna hota ha
          • #6 Collapse

            Re: Reasons of loss

            g han dear brother main ap se agree karta hun ap ne bahut ache bat share ke hae forex main loss bhe hota hae or profit bhe hota hae lakin loss hamare apne mistakes ke waja se hota hae forex main jab hum zayada lot size use karte hain ya phir lalch ke waja se bhe hamen loss ho jata hae is liye hamen loss ho jata hae
            • #7 Collapse

              Re: Reasons of loss

              G Han ap ki bat bilkul theek hay aur main ap ki is bat se agree karti hun k humain apni trades main loss hunare kam knowledge ki wajha se hota hay jab Tak humare pass proper knowledge nai ho humain trading nai karni chaiay hunare kam knowledge ki wajha se hum.log Apna loss karte Hain aur kabhi bhi kisi kisam ki jald bazi se Kam nai lain trade lgane main
              • #8 Collapse

                Re: Reasons of loss

                bohat acha sawal ha ager hum ko forex trading sa lot of earning karni ha to per hum ko lot of hard work karnaa hoga q ka ager hum lot of hard work kartaa ha to per hum ko bohat acih profit hotee ha or ha loss ka sath sa baraa season ya ha ka hum greedy hotaa ha or hum apna emotion ko control nhi kar sakta ha...........
                • #9 Collapse

                  Re: Reasons of loss

                  Dear is mein loss k reasons ye k ham is mein risk lete hain aor ham is mein lalach karte hain aoer ham ko ismein zyada profit hasil karne ki koshsh nahi karna chaiye is mein agar ham ko is mein apna loss nahi karwana hai to ai to ham ko is mein lalch nahi larna chahye good tarder kabhi lalcha nhai kar ta hain aur ham ko bhi is mein lalch nahi karna chaoiye qk lalch kar e ka nahtija yahi hota hain hamra account wash hota hain jo is mein lalch kar ta hain wo is mein kabhi bhi kamyb naho ho sakta hain aur is mein lalch hare liy tha nahi hai aur ap is main earna kar skat ehian
                  • #10 Collapse

                    Re: Reasons of loss

                    Nuksan ki wajah yahi hai ki Jab Hum Apne kaam ko sahi tarah se nahi sakte aur usko karna Shuru kar dete hain aur Is Tarah Se Phir Hamein nuksan hota hai hamein chahiye ke hum Apne kaam ko pahle seeken pahle trading ko achi Tarah Se sikhe demo account mein uski practice Karen basic chij se sikhe rules Kosi Ke Par Uske bad is business Mein Hum trade lagayein aur Agar investment karni hai to tab bhi in cheezon ko pahle seeken ismein experience Hasil Kare FIR uske baad aap investment Karen agar aap Yeh sab kuch sikhe Karenge
                    • #11 Collapse

                      Re: Reasons of loss

                      Forex trading mai loss kiye aik wajohat ke base per ho sakti hai . iss liye loss ke reasons kafi saray ho sakty hain . lakin ager generally baat Karin tu phir trader ko iss waja say loss hota hai ke woh trading ko serious ho kar nai karty hain aur trading kafi casual ho kar karty hain jab kay trading kafi demand business hai .
                      • #12 Collapse

                        Re: Reasons of loss

                        lols ski bhot sari waja sho sgti hy is liya hamay los sy bach k hamay rehna chiaya our koi bhi galti nai krni chiaya jiss sy hamay loss hota hy risk bhot kam ham k lyna chiaya ham jit na ham zead riks lyty hy us ka hamay utnahi zead aloss hogaour tention hamay aleda sy hogi is liya iss sab ka koi faid anai hy
                        • #13 Collapse

                          Re: Reasons of loss

                          Bohat sary forex mambers ya kahty hain k hmary loss k kya reson ha mari nazar ma un k loss ki waja wo khud hoty hain jo markeet analysiss ko smajh ni paty r bs apni marzi ki trade lga daty hain es sa wo loss ho jaty hain es lia hum ko chaheay k hum trade lgany sa pagly markeet ko smjh kar study kar k he loss sa bach skty hain.
                          • #14 Collapse

                            Re: Reasons of loss

                            is business ko time de Agar Hum is business ko time Denge to Hamein nuksaan nahi hoga nuksan Hamein Issi vajah se hota hai ki Jab Hum is business Mein interest nahi lete is business ko kam time Dete Hain Agar Ham is business ko thoda time Denge To Ham experience Hasi nahi kar Payenge Agar Hamare Paas experience nahi hoga to Fir Ham is business mein jyada profit aise nahi kar Payenge
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: Reasons of loss

                              forex trading bussiness main bohat sa logon ka ya sawl ha ka hama lose kun hota iski main wja hi ya ha ka log es sa bilkul nawakif hota han or es ka bara main kuch nhi janta or koi khasd views nahi da pata es liya zarori ha ka wo sab sa phla khud ko es kabil bnay ka ya kam sar anjam da saka asa sirf usi surat main hi mumkin ha jab wo mahnat or shok sa kam kra ga or consantrate kra ga azgar ap es bussiness ka trends ko pura karo ga to fida ho ga

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X