Patience!

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Patience!
    Dear All Forex Me Sabar Karna Bhi Bohat Imp Hay. Jahan Trader Sabar Nai Karte Jald Bazi Karte Hain Wahan Loss Hy Hota Hy Aur Un Success Full Rehnte Hain. Zarrorri Nai Ke Profit Jisey Ho Woi Band Aacha Trader Hy Balke Jis Ke Pass Trading Skills Hain Aur Capable Hy Jo Banda Wo Aik Acha Trader Hy Aur Jo Acha Trader Hy Woi Success Full And Profitable Hy.
    # Wants Successful Trader & Also Wants Empower Other.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Patience!

    اصل پيغام ارسال کردہ از: MOHAMMAD FAROOQUE پيغام ديکھيے
    Dear All Forex Me Sabar Karna Bhi Bohat Imp Hay. Jahan Trader Sabar Nai Karte Jald Bazi Karte Hain Wahan Loss Hy Hota Hy Aur Un Success Full Rehnte Hain. Zarrorri Nai Ke Profit Jisey Ho Woi Band Aacha Trader Hy Balke Jis Ke Pass Trading Skills Hain Aur Capable Hy Jo Banda Wo Aik Acha Trader Hy Aur Jo Acha Trader Hy Woi Success Full And Profitable Hy.
    Assalamu Alaikum is Forum par aapke paas patients Ka Hona bahut jaroori hai aap is Main jaldbazi Se Kam Nahin Le Banke patience ke sath is par kaam Karen 2u ki naap is se bahut jyada earning Hasil kar sakte hain Shukriya
    • #3 Collapse

      Re: Patience!

      G Han bilkul sahi kaha hai ap ne humen sabar se kaam lyna chaheye kyun KY hmara sabar he humen Har situation ko face krny KY kabil bnata Hai is liye jab bhi trading kren to sabar se kaam Lyn kabhi bhi Pareshan Na hun aur na he na umeed hun balky koshish kren apni mehnat ko aur zayada barhaen ta ky kamyabi hasil ki ja sake.
      • #4 Collapse

        Re: Patience!

        G han bahut achi bat shatre ki hai ap ne forex main kamyabi hasil karne k liye sabar bahut zarori hai kyon k forex main chahiye ap ko loss ho ya profit ap ne sabar karna hai our himmat kabhi bhi nahi harni hai ap ne mehnat karni hai our kamyabi ko hasil karna hai
        • #5 Collapse

          Re: Patience!

          dear friend patience har chez me zaroi hota he is leye hame yaha sabar se or mind ke sat kam karna cheye take hame yaha loss na hoo or ap ko samj aje ke yaha trading karte se pehle wo sare kam kar leye jae jo bake log bad me karte hen take hame loss kam se kam ho or hum ache income kama saken or apne trading jare rakh saken ku ke agar ap patience se kam len ge to ap ko fida he fida hoga.
          • #6 Collapse

            Re: Patience!

            G han sbr syy kam karnaa chiyee jldbzii ni karnii chiyee markeet main jldbzi kartyy hai kaihri na kaiheii kistkess ho jati hai our forex markeet main choti sei mistkess syyy loss ho jataa hai phr loss ko recover karnaa mushkll ho jataa hai behtr yahei hai kyy sbr syy kam le best entry kaa waitt krenn our cool mind syy trading krenn loss syy jitnaa ho skyy bachyy..
            • #7 Collapse

              Re: Patience!

              Yeh business 1 stock exchange market ka business hai office mein trading karte hain aap ismein trading mulhtaleef pairs par karte hain aap isme trading oil pe bhi kar sakte hain gaspe bhi kar sakte hain petrol par bhi kar sakte hain gold par bhi kar sakte hain aur different countries ki currency par bhi kar sakte hain ya ab aapki apni marzi hai ki aap jis par bhi karna chahte hain Mera aapko Mashwara yahi hai ki aap currency trading Karen Kyunki currency per trading karna thoda Aasan Hota Hai new members Ko To Yahi karna chahi
              • #8 Collapse

                Re: Patience!

                ASLAMOALIKUM DEAR FRIENDS! umeed hai keh ap sab kharyat say honge friends hamein loss hota rehta hai hamein iss surat main sabar ka muzahira kerna chy our hamein zyda say zyda mehnat kerni chy sabar ka phal bhut metha hota hai our hal haal main ALLAH PAK ka shukar ada kerna chy.....
                • #9 Collapse

                  Re: Patience!

                  ji Hamen Sabar hi se kaam Lena chahi Sabar bahut hi zaroori hai Sabar Hamein karna chahi Kyunki Sabar Ka Phal Meetha Hota Hai agar Hum Subah ke saath aur aaram se Apna Kaam Karenge to hamare liye achha hai jaldbazi se Hamein Bachana chahi jaldbazi Mein Hum Apna nuksan kara Baithe Hain is business ke bare mai mai aap ko batati Jhonke Ja Ek stock exchange market ka business hai isme aapne trading Karni Hoti Hai different pair se aapko chahi ke aap trading demo account Se Pahle seeken
                  • #10 Collapse

                    Re: Patience!

                    Patience bohat zaroori hota ha kisi bhi business me aur forex me bhi patience ki bohat ahmiyat ha forex me ap ke pas sabar hona bohat zaroori ha forex me kabhi kabhi ap ko profit milta hi nahi us waqt ap ke pas sabar hona bohat zaroori ha us waqt jab ap ko profit nahi ho raha hota us waqt ap ko patience ki bohat zaroorat party ha tab wohi kamiyab hota ha jo sabar kare aur mehnat ko jary rakhe
                    • #11 Collapse

                      Re: Patience!

                      g han hum sub k andar patience yani k sabar ka hona bohat zaruri hota hai ku k jub tak hum sabar se kam nahi lete tub tak hume forex me kamyabi hasil nahi hoti or agar hume zayada loss hota hai to us ki waja bi yahi hoti hai k hum sabar ki jaga jalad bazi se kam lete hain so hum sub ko chahiye k hum jalad bazi ki jaga sabar se kam liya kare ta k hum forex me kamyabi hasil kar sake or loss se bach sake or profit hasil kar sake or apni life ko better bana sake.
                      • #12 Collapse

                        Re: Patience!

                        g han bilkul sahi patience her kaam ma boht zarori ha forex bi asi trading ha jis ma sabr bot zarori ha forex ma ap jitni mehnat kere ge utna hi earn kere ge or agr ap ko loss ho bi jai to sabr se kaam len tension mut len kisi bi kaam ma jeldbazi achi nhi hoti bulke hr kaam ma sabr se kaam len or mehnat ko jari rekhen
                        • #13 Collapse

                          Re: Patience!

                          yes sir mien ap say agree karta hoon k hamain as mien aa ker paitnce karna hota hai or hamain as mien aa ker her bar Sir forex mien aa ker hamain jab bee trade karna hota hai tu hamain a smien aa ker greed nahi nahi karna hota hai q k her trader yeh janta hai k greed hamain loss he deta hai or jab hum as mien greed kerty hien tu hum as mien earning hasil ni ker sakty hien as lye hamain as mien greed ko ignore karna hota hai or hamain as mien agar thora profit bee ho jata hai tu hamain as ko accept karna hota hai or hamain as mien aa ker khud k lye aik acha future hasil karna hota hai qk hamara future hamary hath mien or her her bar hamain as mien greed loss kerwata hai.
                          • #14 Collapse

                            Re: Patience!

                            G haan bhai jaan ap ne thek kaha hai aor trader kamyab hota hai jo pehly apni trade ko demo account par check karta hy phir hi real account par trade open karta hy jald bazi mn trade opne ki gai account ko wash kar sakti hy pehly demo account par check kren phir hi real account par open kren
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: Patience!

                              G ham logo ko chahye ka ham log is ma patience rakha aur is ma ham logo ko. Loss hota ha to ham logo ko is sa gabarana nahi chahye balka ham logo ko is ma loss hona ki waja Pata karni chahye ta ka ham log yahi mistake dobara na Kara aur is ma ham log tab hi acha trader ban sakhta han jab ham log is ka bara ma learning Kara gay aur apni skills ko improve Kara gay aur is tara hi ham log is ma kamayab ho sakhta han aur achi earning Kar sakhta han

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X