Forex vs job

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #16 Collapse

    Re: Forex vs job

    Yeh business 1 Business Hai Ek karobaar Hai Ya job nahi hai Hamesha hi ke Ham is business ke saath saath apni Koi Aur job bhi Talash Kare Kisi Ka Bhi Saath Hona bahut hi jaruri hai Kyunki is business ka koi Pata Nahi Kisi month aapko profit Ho bhi sakti hai aur kisi month aapko profit Nahin bhi ho sakti Par Ek Raja Tu wahi ke wahi Rehte Hain vah To Humne pure karne hi hote hain is wajah se is business ke sath Ek job Ka Hona bahut hi zaroori hai Ta ke nuksan Ki Surat mein aapko Koi masla Na Ho
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #17 Collapse

      Re: Forex vs job

      ji aapne bilkul sahi kaha hai ki Apne mind ko kabhi bhi market ke control Mein Na De Varke apne mind se aap kaam Karen aur Soch Samajh Ke kaam Karen aur trading karne se pahle aap main market ko analyse Karen agar aap market ko analyse Karenge to iska aap ko bahut hi jyada fayda Hoga Forex ke sath sath mein koi jawab bhi Talash Karni chahiye job Ka Hona bahut hi Jaroori hai is wajah se apni Koi job bhi aap dhundhe aur usko bhi Kare
      • #18 Collapse

        Re: Forex vs job

        As-Salaam-Alaikum dear friends aapki baat bilkul theek hai Forex trading ke Business mein hai business aur aur job Main bahut farak Hai Kyunki job hoti hai usse Hamein fix salary milti hai aur Hamein 8 hours duty Dena hoti hai aur Hamein Waqt ki pabandi Karni hoti hai aur Hamein daily routine ke sath office Jana Hota Hai aur job Mein Hamara Boss bhi Hota Hai lekin Forex trading ke Business mein Aisi koi baat nahin hai Kyunki is business Mein Hum Apni Marzi se Jitna Marji time kaam Karen Ham par Koi pbandi Nahin aur usse Hum Jitna Chahe mehnat Karke a profit hassil kar sakte hain aur iss Mein Hamara Koi Boss nahi isliye Forex trading 1 international business hai yeah job nahi hai hi isliye Hamein business Samajh Kar kaam karna chahi
        • #19 Collapse

          Re: Forex vs job

          of curse dear friend ap ny bilkul sahe kaha hy mn ap ki bat sy agree hon bilkul Job aur forex mn farq hy kiunkeh Forex ny hmary liya koi makhsos jagh ya office nh bnaya jahn hm ny jana hota hy jabkeh job mn hm ny office tak jana hota hy aur limit time tak hm ny duty deni hoti hy jabkeh Forex mn hm ny ghr bithy jub bhi dil kiya hm ny trade open karni hoti hy aur profit gain karna hota hy
          • #20 Collapse

            Re: Forex vs job

            agar forex ka vs job se kiya jay to forex upar hai ku k forex me unlimited earning hoti hai jub k job me ap ki salary hoti hai jo k bohat thori hoti hai jis se ap k ghar k halat financial tor par ache nahi ho sakte so agar ap apne ghar k halat ko financial tor par acha karna chahte hain to ap ko chahiye k ap forex join kare ku k job me ap unlimited earning nahi kar sakte jub k ap forex me unlimited earning kar sakte hain so forex job se best hai or profitable bi hai.
            • #21 Collapse

              Re: Forex vs job

              G han yehi hisab har jaga hota hai k job ka akshar time 5-8 hours ka hot hai. or hm koi holiday b kren to us pr hmari salary me se cutting b ho sakti hai. is k bar-aks agr hm sirf trading ko seriously time dain to hmen na sirf km mehnat krni parti hai bl k boht acha profit b bna sakty hen jo k hmari job salary se b ziada ho sakta hai.
              • #22 Collapse

                Re: Forex vs job

                g han dear brother main ap s emutafiq hun ap ne bilkul sahe kaha hae forex ail bahut acha busines shae is main hamen bahot faida hae forex kisi bhe job se behtar hae q ke kisi bhe job se hum jitne earning kartea hain wo forex main hum aik din main kama sakte hian
                • #23 Collapse

                  Re: Forex vs job

                  G bilkul theek keh rahy hain forex business part time job se bahoot behtar hai kyu k jitni mehnat b hum part time job pay Kar lain humari salary increase nahi hoti hai agr hum forex main zada mehnat karain gay to hum zada achi earning karain gay aur hum gar Beth k aram se Kam Kar sakty hain aur earning humari mehnat pay depend karti hai.
                  • #24 Collapse

                    Re: Forex vs job

                    Dear is may koi shak nahe k forex trade aik profitable business hay lakin is may vohi kamyab hota hay jis k pas zyada knowledge aur experience hota hay aur jo trade may expert hota hay aisy tumam log jinhon nay trade ko newly join kia hota hay un ko chaiya k vo senior traders k comments read krian aur demo account may zyada practice krian ta k vo bhe kamyabi hasil kar sakian........
                    • #25 Collapse

                      Re: Forex vs job

                      ji haan bhai jaan se business Hai Isko on business Keesara kar sakte hain aur Yash of Sutra Kahan Hai Isko Hum Kahin Bhi Baithe kar sakte hain ghar par ya Bahar Kyu Ki Yaha Ek behtreen kaun hai yeah acha kaam hai kasia
                      • #26 Collapse

                        Re: Forex vs job

                        Forex aik professional job hai. Aur is ko hum job sy tho compare nahi kar sakty but hum is ko job ky circumstances sy compare kar sakty hai. Jesy job mai office jana partha hai aur aik specific timing hoti hai. On the other side forex jis ky liye koi bhi soecific time kii zaroorat nahi. Jab bhi hamain time mily hum isay use kar sakty hai. Aur doosri bath job ki salary fixed hoti hai. Aur forex mai koi fixed salary nahi hoty. Jitni hum mehnat karty hai utni hum profit kama sakty hai
                        • #27 Collapse

                          Re: Forex vs job

                          My dear friend mera khiyal main forex job ki nisbat boht best ha kun ka hum job pr time table ko follow krta hn or forex main forex ko follow nai krta hn or isi tarah ap kabhi bi is pr work kr sakta hn lakin job main ap ko morning ya night time duty krni parti ha or isi tarah forex ka liya matric qualification chahiye lakin job ka liya ap ko degree ki zaroort parti ha or ap thora sa hard work kr ka achi earning krsakta hn or investment krka acha profit earn kr sakta hn to mera khiyal main forex best ha job sa
                          • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                          • #28 Collapse

                            Re: Forex vs job

                            forex job rail jobs a bahut best Hai kyunki jobdiva free hai aur woh Pakistan frock for mein bahut mehnat ke saath kaam kar rahi hain wah rail job se bahut jyada money hasil kar sakte hain kyunki isme jitni jyada mehnat hogi aur experience aasan hota jayega usi tarah aapka profit bhi padta jayega aur experience jyada hone se aapka trading experience a aur jyada profit hasil kar sakte hain aur job se bhi jyada double money hasil kar sakte hain

                            اب آن لائن

                            Working...
                            X