Aik Waqt me Ziada Trades nai Lgani chahyen.

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #16 Collapse

    Re: Aik Waqt me Ziada Trades nai Lgani chahyen.

    Shuru Shuru Mein Jab Hum kaam karte hain to Hamein Jada nuksan hota hai Kyunki use Waqt Humne Hote Hain Hamein Apne Kaam Ki Itni samajh Nahin Hoti Itna experience Hamare Paas Nahin Hota To Hum Jyada galtiyan Karte Hain Har Agar Hum in galtiyo Se sikhe To Hum baad mein jyada profit Hasil Karke Apne loss ko recover kar sakte hain is wajah se hamein chahiye Ke Hum Apni galtiyo se sikhe apni galti se Sikh ke hi Hum Kamyab Ho Payenge
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #17 Collapse

      Re: Aik Waqt me Ziada Trades nai Lgani chahyen.

      yes ham ko aik waqt mien aik trade lagana hota h aur her bar jo b lalach kerta h us ka anjam bura hota h as lyee ham ko lalach nahi kerna hota h aur ham ko as mien khud k lyee kuch na kuch kern hota h aur ham ko as mien jab lalach kerte hien tu ham ko sirf aur sirf as mien nuqsan hota h as lyee ham ko as mien her bar sada trade kerna hota h aur ham ko her cheez ko dakh ker chalna hota h agar ham as mien lalach kerte hien tu ham as mien kamaee ker sakte hien as lyee ham ko as mien khud k lyee kaam kerna hota h as lyee as mien hamain her bar kaam kerna hota h aur ham ko behter sy behtreen kaam kerna hota h aur ham ko as mien kamaee kerna hota h as lyee be had mehnat karna hota h.
      • #18 Collapse

        Re: Aik Waqt me Ziada Trades nai Lgani chahyen.

        Dear all gum ko chaeay k jab hum traing ma koi trade lgaey to aukntime par hum konaik he trade karni chaheya es sa hum apna ap ko cool rakh kar acha decision la skty hain na j zyada trade lfa kar apna loss karwa baity so hum ko aik time ma just 1 trade he karni chaheay.
        • #19 Collapse

          Re: Aik Waqt me Ziada Trades nai Lgani chahyen.

          bhai jan ap ek time me zayada trades bi open kar sakte hain lakin ye ap par depend hota hai k kya ap ek se zayada trades ko sambhal sakte hain k nahi so agar ap new trader hain to ap ko chahiye k ap ek hi trade se kam kiya kare ta k ap ko time k sath sath forex ka experience hasil ho sake or ap ek expert trader ban sake so agar ap ek expert trader hain to ap phir apni mirzi se jitni chahte trades open kar sakte hain or us se profit bi hasil kar sakte hain.
          • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
          • #20 Collapse

            Re: Aik Waqt me Ziada Trades nai Lgani chahyen.

            G haan dear friend ap ki bat sahi hai Aik Waqt me Ziada Trades nai Lgani chahyen bilky trading hamesha apny account balance key hisab se karna chye multiple trading ur km Balance se account bhi Wash hu sakta hai

            اب آن لائن

            Working...
            X