Early Loss As A beginner

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Early Loss As A beginner
    Asslam o alekum all mera aap logo se aik sawal hai as a beginner trader agar account ka profit -5 or -10+ loss main ja rha hai to us beginner ko us minus wale amount ko recover and plus mein laane mein ke liye konsi approach and strategy ko use karna chaye kia usko barhi lots pe trades karni chaye to recover that amount ya short trades se slowly usko achive kare kindly apne views share karen.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Early Loss As A beginner

    my dear senior member Alia kisi bhi trade mein loss hota hai lekin agar experience ke sath aur position ko dekh kar trade open ki je tu kabhi bhi Laut nahin hota start mein loss mein trade chali jati Hai lekin baad mein hua profit mein jati hai aur accha profit deti hai agar experience ke sath chat open hogi tu kabhi bhi loss nahi degi aur lalach ko ignore karke trade Karen
    • #3 Collapse

      Re: Early Loss As A beginner

      bhai jan ager trade loss men chali bhi jati hy to begginer hy ya senior too usko chye k wo patience rhky ager uska lot account aor money mangement k mutabiq hy to.ager us k aacouny k mutabiq nh hy to uska account wash ho jany ka khra hy to is liye usko chye k wo trade close ker dy.
      • #4 Collapse

        Re: Early Loss As A beginner

        Dear humen chaheye KY apni mehnat ko pehle see zayada increase kr dyn apni learning par fully focus kren market ko ache tareeky se analyze krna shuru kr dyn aur lot size hmesha small he rakhen aur sabar se Kamm Lyn ap easily apny losses ko recover kr Lyn ge aurr apni trading ko losses se bcha saken ge is liye apni trading ko successful ap khud bna sakty hain aur ache kamyabi hasil kr sakty hain.
        • #5 Collapse

          Re: Early Loss As A beginner

          Dear brother ap ki bat bilkul theek hey forex trading men new traders jo beginners hotay hen unn ko shuru men aksar loss ho jata hey iss ki waja yeh hoti hey k unn k pass acha knowledge aur experience nhi hota aur woh tukkay pe trade laga detey hen jiss ki waja se kisi kisi ko profit bhi mil jata hey lekin ziyada tar new traders ko shuru men loss zaroor hota hey aur phir jesay esay experience increase hota jata hey loss ko profit men badal a ja sakta hey
          • #6 Collapse

            Re: Early Loss As A beginner

            bohat acha sawal ha ager hum ko forex sa achi earning hasil karni ha to per hum ko lot of hard work karnaa hoga laken ager hum ko start ma loss hotaa ha to per hum ko chaheya ka hum apna loss sa kuch na kuch learn karnaa start kardaa to per hum ko achi earning hoge............
            • #7 Collapse

              Re: Early Loss As A beginner

              Gee haan forex mein humain shru mein join kertay waqt zayada loss hota hai aur agar hum uss waqt hi apnay loss ki wajah dhond lain aur uss loss per qaboo pa lain tou hum forex mein kamyab ho saktay hain aur humain future mein loss nahin ho ga
              • #8 Collapse

                Re: Early Loss As A beginner

                dear friend main ap se mutafiq hun ap ne bilkul sahe kaha hae forex aik esa business hae jis main loss bhe hota hae or profit bhe hota hae is main jo member jitne mehnat karta hae use us ke mehnat ke mutabiq he eaening hote hae t forex main jin members ko shuru main he loss ho jata hae un members ko vahiye ke wo apne loss ko recover karne ke liye lot size kam use karen or small small trades open karen
                • #9 Collapse

                  Re: Early Loss As A beginner

                  dear brother agar ap ko loss ho raha he to ap chat ko sahe analyze nahe kar rahe hote or waha apna entry or exit point trade lagane se pele chart pe draw kar ke wha apna trade ko samj leya karo tab ap ko loss nahe hoga or ap ache result mil jaya karen ge is leye thora sa samj kar waha kam karo ge to kamyabi mile ge or ap acha mehsos karo ge trade laga ke
                  • #10 Collapse

                    Re: Early Loss As A beginner

                    g han dear forex members sahi swal kia apny k begniers ko srarting m loss ho sakta hy q k wo well experienced ni hota hy usski tradind k bary mein complet information ni hoti hy isi liy usss ko her wakt carefull rehna chahiy ussko analyse bhi krna chahiy our lot ko bhi apny account k mutabik use krna chahiy our ussy laluch or juld bazi her gizz ni krni chahiy.
                    • #11 Collapse

                      Re: Early Loss As A beginner

                      Ek Waqt mein jyada trade nahi Lagani chahiye balki ek hi trade lagayein aur Usi Ki Taraf focus rakhen Taake aapko profit ho aur aap ko nuksan Na Ho Shuru Shuru Mein Hum Jyada galtiyan Karte Hain Jis ki vajah se Hamein Jada nuksan hota hai is wajah se hamein chahiye ki hum Shuru Shuru Mein Jab Hamne Apna Kaam Shuru Kiya Hai To Hum rate Lagane se pahle Kisi Se Mashwara karne Kisi expert Se puchne To Yar humare liye Jyada achha hoga
                      • #12 Collapse

                        Re: Early Loss As A beginner

                        Shuru Shuru Mein Jab Hum kaam karte hain to Hamein Jada nuksan hota hai Kyunki use Waqt Humne Hote Hain Hamein Apne Kaam Ki Itni samajh nahi hoti Itna experience Hamare Paas Nahin Hota To Hum Jyada galtiyan karte hain Khair Agar Hum in galtiyo Se sikhe To Hum baad mein jyada profit Hasil Karke Apne loss ko recover kar sakte hain is wajah se hamein chahiye Ke Hum Apni galtiyo se sikhe apni galtiyo se sikhe he Ham Kamyab Ho Payenge is wajah se Hamein chahi ke hm apni galtiyon ko note kia karein
                        • #13 Collapse

                          Re: Early Loss As A beginner

                          yes new traders ko shoro mien nuqsan hota h aur jab ham as mien learn kerte hin tu ham as mien kamaee ker sakte hien as lyee ham ko as mien kamaee kerna hota h aur ham ko as mien acha ban ker kaam karna hota h agar ham as mien seekh jate hien tu ham as mien kamaee ker sakte hien as lyee as mien ham jetna seekh sakte hien ham as mien etna kamaee ker sakte hien as lyee hamain her bar as mien kaam karna hota h aur kamaee karna hota h as lyee learning karn b had zarori h.
                          • #14 Collapse

                            Re: Early Loss As A beginner

                            Forex kay start mein tou sub hi ko loss hota hai lakin agar her aik banda iss ko start mein hi serious lae ker iss kay analysis kerta rahay tou waqt kay sath sath loss ka hona kam hota jaye ga aur aik din aisa zaroor aye ga jub humain loss nahin ho ga aur hum aik kamyab aur expert trader hoon gay
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: Early Loss As A beginner

                              DEAR main ap ki bat se ihmat hon aor ham as main agar lalach kare gee tu ho sakta hai kee bohat jald hamra account wsh ho jay q k lalach bory bala hai greed is a curse ham agar koi bi busniess kare khas tur par forex main ham greed na kare q k gorex trading main wo hi kamyab hai jo as main jald bazi lalach nahi karta aor jo sabar mihnat se as main kam kare aor hamen as main har wakat aik dosare ka madad karna chahiy q k jo madada karta hai us ka bi koi madad karta hai as liy hamen as main dosaron ko as kee bare ,main experience share kare tu hi ham as main kamyab ho sake gee aor hamen chahiy hai kee ham as main ache se kam karte rahe kai bi har na mane tu hi ham as main kamyab ho sake gee aor hamen as main loss se darna chahiy agar ham as main loss se dare gee tu ham as main kabi bi kamyab nahi ho sake gee as liy hamen as main greed nahi karna chahiy ham sab ko greed se bchna chahiy tu hi ham as main kamyab ho sake gee aor hamen as main ache se bi kam karna ho gaa

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X