Adhi trading foran sekhiye

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Adhi trading foran sekhiye
    Dear new members ma jab nae nae trading seekhne laga tha to muje kahin se ye baat suni k agar ap trading platform yani mt4 ya mt5 open karte hen ose conect karte hen or market ko dekh kar bagher kuch kiye band kar dete hen to samj len k ap aadhe trader ban gae hen.
    Muje us waqt es ki samj nhn aelekn waqt k sath sath pata chala k ye waqae boht bari baat he.
    Ap jab mt4 open karte hen to koe trade kiye bagher reh nhn sakte.leken agar apko market ki samj nhn ae or ap ne trade nhn ki to es ka matlab k apko khud par controle ho gya he ap aadhe trader ban gae hen.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Adhi trading foran sekhiye

    Trading ko bahot jald learn kerna chahiay ky agar ham ny apna kharcha forex trading sy chalana hai tou hamain forex trading ki complete learning kerna hogi ky ham forex trading sy achi earning kerty rehain aur hamain kisi aur option ki zarurat hi na pery lekin agar forex trading hamara secondry option ho tou phir forex trading continue bhi ker leni chahiay aur sath learning bhi kerty rehna chahiay ky kuch earning bhi sath sath hoti rehy aur leaning bhi
    • #3 Collapse

      Re: Adhi trading foran sekhiye

      Asslam O Alikum Jii Haan Bhaai Jaan Aap Ne Bilkul Theek Hi Kahan Hai Main Sirf Itna Kehna Chahun Ga Ke Sir Hamen learning Karna Zaroori Hai Kyon ke agar ham Pakistan Forex forum main agar earning Karna Hai Tou Hamen as main learning Karna Zaroori ho Jata Hai agar ham Forex main learning Nhi kren ge Tou Phr ham Forex main Kabhi Bhi earning Nhi Kar paye ge agar ham as main learning Nhi Karen ge Tou as Liye Hamen Chahiye k Sab Se pehly learning Karen agar earning Karna Hai tou....
      • #4 Collapse

        Re: Adhi trading foran sekhiye

        Ji Haan Aaap Ne BhoT achi baat Ki Hai Jo FoTex Main Tawajo Nahi Detaa Woh foRex main Kamyaab Nahi HoSaktaa lekin Jo trader Chaahay Uska AccoUnt Wash HoGya Hai Or us K BaaWOjooD MRket Ko ChEck KRtaa Hai to iskaa MaTLab Hai k woh maRket ko Samajhnaa Chaahata hi Or Learn Kar k Trading KaRna Zaroori Samjhtaa hai Or WoH Hii foRec Main Kamyaab Bhi Ho Saktaa hai...
        • #5 Collapse

          Re: Adhi trading foran sekhiye

          Gee haan forex mein humain achi trading lazmi seekhni chahyea humain kabhi bhi kisi kaam mein jaldi nahin kerni chahyea aur agar hum forex mein mehnat kerain gay tou forex mein humain experiance bhi hasil ho ga aur income bhi
          • #6 Collapse

            Re: Adhi trading foran sekhiye

            Achi trading hasil krney key lye ap ko es business ko learn krna chahey. jio es business ko learn krta hai tou wo es business mai zada earning hasil krta hai. Es business mai achi earning achi learning aur planning sey ki jati hai.
            • #7 Collapse

              Re: Adhi trading foran sekhiye

              G forex trading business mein khud par control aur sabar buht zaroori hy aur agr hum khud par control kartay han aur sabar se trading kartay han tu hi kaamyaab ho saktay han aur profit earn kar saktay han
              • #8 Collapse

                Re: Adhi trading foran sekhiye

                g bhai jan hamen chye k ham tora bhot to zroor sk len tak ager ham ko signaal bhi milny lagen to hamen andaza ho sakky k jo signal diyya geea hy k aya wo thk hy k nh.ager thk ho ga to hamen ptta chal jaye ga to wo signal ham aponi trade kaily use ker sakty hain.aor ye tora bhot trading seehkna hamry liyye faida mand sabit ho sakta hy,
                • #9 Collapse

                  Re: Adhi trading foran sekhiye

                  acchi trading bilkul thik nahi chahiye kyunki jab bhi Koi trader mistake nahin karta aur careful hokar stop loss text of ke sath aur pure technical analysis karke planning bhi karta hai aur FIR wait kar ke trade open karta hai tu wah bahut accha tracking cave Koi mistake nahin karta jaldbazi bhi nahin karta aur ladke bhoyar trade open karta Hai jis par thoda profit dekh Kar apni trade cloth karleta Hai wah bahut expert aur senior aur bahut accha trader hai
                  • #10 Collapse

                    Re: Adhi trading foran sekhiye

                    G hain bahi jan apne bilkul hi sahi kha hain humko chahye k hum is mein aur humko is mein aur hunmko is mein mehnat s ekam karte rahna chahye aur humko is mein ache s ekmakrte rahna chahye aur is mein humko mehnat se kam karte rahna chhayer ua ri sien humko mehnat se kam karte rahna chhaye
                    • #11 Collapse

                      Re: Adhi trading foran sekhiye

                      g haan bhai jaan ap ne thek hi kaha hai forex say ager kuch seekhna hay to is ko pehlay study kerna boht zaori hay aur ager is say earning kerni hay tu trader ko forex trading seekhni zarori hay. que kay forex ko seekhnay kay baghair kabi bhi lagatar earning nahi ki ja sakti. kabi kabi to ho sakta hay kay by chance kuch trade profit main chali jaen lakin lagatar earning kay liye forex ko seekhna perta hay.
                      • #12 Collapse

                        Re: Adhi trading foran sekhiye

                        G hann memberss ko chiyee subb syy phlyy baisccc seekhyy jbb ap ko itnaa pata chal jaiyy gaa forex tradingg hai kaisyy kam karnaa phrr app ko waqatt kyy sathh stahh baqeii bi pata chltaa jaiyyy dear practicee ko naa choryyy must timee practicee kar kyy ap nyy trading skill ko imporovee bana liaa kamyabb hai..
                        • #13 Collapse

                          Re: Adhi trading foran sekhiye

                          Trading ko sikhana bahut hi zaroori hai is business Mein sabse Main Cheez trading hai agar aapko trading aati hai to aap is business Mein Kamyab Hain Agar aapko trading nahi aati to aap is business Mein Na kaam hai is business Mein trading hi to Hamein Karni Hoti Hai posting to aahi Jati Hai posting to ek din main bhi aapko aa Jayegi par masla hai trading ca trading Hamein sikhani padati Hai demo account pe isko time Dena padta hai is wajah se trading Ki Taraf zaida tawaju den
                          • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                          • #14 Collapse

                            Re: Adhi trading foran sekhiye

                            Gee haan forex mein kaam kerna hai aur iss sae hum nay achi income bhi leni hai tou phir humain forex mein time waste nahin kerna chahyea balkay humain chahyea kay hum forex mein mehnat sae kaam kerain aur trading ko dil sae seekhnay ki koshish lazmi kerain

                            اب آن لائن

                            Working...
                            X