Always be Careful for loss.

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Always be Careful for loss.
    Dear friend asslam u alaikum umeed hai ap sab thik hungy always be careful for loss.agar forex trading ki kamyabi ki bat karen to forex men loss ky chances ko km karna hi kamyabi ur excellent analysis key sat stop loss ur take profit key Bagair earning success mumkin nhi hai Stop loss key zariye loss say bacha ja sakta hay market movement ko observe nhi kar sakte hain to tab ham stop loss key zariye loss se mehfooz rah skty Hain
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Always be Careful for loss.

    bohat acha sawal ha ager hum ko apna ap ko loss sa bachana ha to per hum ko lot of hard work karnaa hoga q ka ager hum hard work kartaa ha to per hum ko bohat achi earning hoge or hum ko lot of profit hoge laken ager hum hard work nhi kartaa ha to per hum ko achi profit nhi hoge..............
    • #3 Collapse

      Re: Always be Careful for loss.

      Dear friends AP ki bat see itafak karta hun forex men big success yhi hai key ham loss key chances ki reduce Karen agar hamre ham Agee bharhna chahty Hain to hamesha careful rahen
      • #4 Collapse

        Re: Always be Careful for loss.

        Dear ais market mai ap koi bhi trade lagaty hai to aus mai ap ko profit bhi sakta hai aor ho sakta hai k aus mai ap ko loss ho magar ap ko jab bhi loss ho to aus mai ap ko tension ni leni chaye kun k ais market mai jab ap loss karty hai to ap ko ais mai ye pata hota hai k ais market mai loss bhi hota rehta hai magar ap loss ki waja se bari lot laga k zayda loss kary to yue ap ki apni ghalti hai ais liay agar ap ne ais market mai trade karni hai to soch samjh k trade kary.
        • #5 Collapse

          Re: Always be Careful for loss.

          Ji haan dear aapne bilkul theek kaha hai Hamesha Apne loss ko kam karne ki koshish karen dear friend Apne loss ko kam karna chahte hain to money management Ke mutabik Chale money management se aapka account bhi save hota hai profit bhi achha nikal aata hai aur loss bhi kaam Hota Hai...
          • #6 Collapse

            Re: Always be Careful for loss.

            Ji haan bhai jaan aap ne bilkul theek Kaha Hamein loss ke liye careful Hona chahie Agar Hum loss ke liye careful Nahin Honge to Hamein Los hi hota rahega
            • #7 Collapse

              Re: Always be Careful for loss.

              loss sy bacahna byhad zarore hain pher he hum earning hasial kar saky gy forex aik online or kabe be band na hony wala business hain hum is mai apne marze sy time table bana kar kam kar sakty hain hum is mai 24 gannty mai sy kese be wakt ka time table bana kar kam kar sakty hain forex aik unique or world wide business hain
              "The mind is everything, What you think you become"
              • #8 Collapse

                Re: Always be Careful for loss.

                Assalamualaikum dear Forex number aapne bilkul theek kaha hai ki Hamein Har Waqt careful hokar trading karne chahiye aur loss se save hona chahiye Kyunki Lava se hum bahut stressful ho Jate Hain aur us Waqt Hamara mind bhi kaam nahi karta isliye main Chahe kaha na Jab Bhi try Karen Tu Soch Samajh Kar careful ke sath Karen aur loss save Rahe
                Visit My Profile
                • #9 Collapse

                  Re: Always be Careful for loss.

                  Asslam O Alikum Jii Haan Bhaai Jaan Aap Ne Bilkul Theek Hi Kahan Hai Main Sirf Itna Kehna Chahun Ga Ke Sir Hamen Sharun Sharun main yani trading Se pehly Hamen as main analysis lazmi Karna Chahiye Jitna Ziyada analysis Hoga Utna Ziyada ham as main earning Kar Sakty Hain market analysis Kam Karen ge Tou Phr ham as main earning Bhi Kam Karen ge agar as main earning Ziyada Karna Hai Tou analysis Karo market KO Ziyada Se Ziyada Phr Aap as main Ziyada earning Kar Sakty
                  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                  • #10 Collapse

                    Re: Always be Careful for loss.

                    forex aik online business hain hamy hard work or mehant sy karna chahey is main kam ky duran jab ham sy koi be galti ho jaye to hamy loss ho jata lakin hamy zada tense nahi hona chahey balkly hamy apni galtio ko improve kar ky is main kam karna chahey pher hi ham loss sy bach sakty hain or acha profit hasil kar ky apni zarorto ko pora kar sakty hain

                    اب آن لائن

                    Working...
                    X