4 sa ziada thread dany sa kia hota ha

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    4 sa ziada thread dany sa kia hota ha
    Dear friend main app sa pochna cahta hu ka agr forex main daliy .4 sa ziada thread dho tho.kia hota ha
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: 4 sa ziada thread dany sa kia hota ha

    Dear brother forum pe 4 se ziyada threads karnay se sub ka nuksan hota hey kiun k review men jab 4 se ziyada threads delete ho jati hen tu iss k sath logon ki reply posts bhi delete ho jati hen aur 4 se ziyada threads karnay se 1440.minutes ka option aa jata hey aur bar bar 4 se ziyada threads daily karnay se forum account banned bhi ho sakta hey
    • #3 Collapse

      Re: 4 sa ziada thread dany sa kia hota ha

      There member of navodaya symbol sawal pucha k 4 se zyada threads karne se kya hota hai to main aapko is sawal ka response bi simple doonga agar aap 4 se jyada threads karenge to aapko system Bata dega kya aap 4 se jyada thread nahin kar sakte hain vavi daily routine mutabik aur aap 4 se jyada 3rd bhi nahin kar sakenge thank you
      • #4 Collapse

        Re: 4 sa ziada thread dany sa kia hota ha

        4 sa zada tred krna sa hmmy nuksaan hota ha iss lia hmmya chahya ka hm 4 sa zayad trading na krya hmya bohat akhteat barten ki zerorta hoti ha firex tredi g m iss lia hmmya chahay ka hmmm biaht zada mehant krya mehant ma he azamata ha firax malalch hmmay boahta leshay la ka jaa sakta ha 4 sa zad atread krn sa hmmy nuksaan ya hota ha ka hmary review be delete hok jatay han or hmm iss ma kamyaab hlna door ki baat ha ik acah trader be ni ban pataya han
        • #5 Collapse

          Re: 4 sa ziada thread dany sa kia hota ha

          ziyada threads krna bhi nuqsan deti hain q k jo threads hm krty hain unki jaga utni hi dlt kr di jati hain jis k sath sath logo ki posts bhi chli jati hain jo bhot buri bat hy isi ly km threads krein lekin achi kr lein ap 4 threads kr k 4 aur logo ka nuqsan na krein aur account bnd bhi ho skta hy
          • #6 Collapse

            Re: 4 sa ziada thread dany sa kia hota ha

            Dear ap ko ye pata hai k ais forum par ap aik din mai sirf 4 threads kar sakty hai aor aus k sath sath ap ne agar ais mai zayda threads kiay to wo ap k delete kar diay jaty hai aor agar ap ais mai achy threads ni kary gay to ap ko ye pata hona chaye k agar ap k thread fazool ho gay to ap k threads delete kar diay jaye gay ais liay ap ko chaye k ap ais mai achi threads kary to ap ko ais mai bonus bhi acha mily ga aor ap k thread delete bhi ni ho gay.
            • #7 Collapse

              Re: 4 sa ziada thread dany sa kia hota ha

              Gee my dear friend aap ki baat bilkul theek hay ky forex main trading kerty hoay aap mehnaat kerain taky too aap ko iss ky sath 4 sa ziada thread dany sa kia hota hay thread ager aap ko thanks mailty ha Jo ky bouns ki soorat main Malta hay jiss ki waja say ham aaj iss thara kamyab Hain.
              • #8 Collapse

                Re: 4 sa ziada thread dany sa kia hota ha

                Forex mein ap daily 4 threads kar saktay hain es se ziada ki gunjaish nahi he es liye 4 threads bhi Kar len to boht hain or bonus pe es ka boht asar parta hai kuch log sirf posts reply pe zor daty hain or thread nahi kartay to es ka unko loss hai
                • #9 Collapse

                  Re: 4 sa ziada thread dany sa kia hota ha

                  Bhai main ja nahin janta ke char se jyada 3rd karne se kya hoga kyunki main new member Hoon aur mujhe jyada experience nahin hai ki third kitne create Karne hain aur kaise create Karne hain lekin in 3rd quality wale create Karen jisse achha profit bhi ho aur thanks bhi Mile sajul Sharad karne se delete ho jate HainJo min ki achi post bhi delete ho jati hai isiliye come thread aur quality wale thread Karen
                  • #10 Collapse

                    Re: 4 sa ziada thread dany sa kia hota ha

                    G han bahut achi bat share ki hai ap ne forex main threads ki limit hoti hai our is limit k mutabiq hum 4 threads kar sakte han our agar hum 4 se ziyada threads karte han to woh forex k rules k against hai our woh threads delete bhi ho sakti han our sath main jo in threads ko reply den gen un ki posts bhi delete ho jayen gi
                    • #11 Collapse

                      Re: 4 sa ziada thread dany sa kia hota ha

                      ASLAMOALIKUM DEAR FRIENDS! umeed hai keh ap sab kharyat say honge friends hamein daily ki 4 thread he bnani chy is say zyda nai warna apny sath sath dosroon ka bhi nuqsan hota hai..........
                      • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                      • #12 Collapse

                        Re: 4 sa ziada thread dany sa kia hota ha

                        ji haan bhai jaan aap ka Sawal bahut accha hai aur mujhe bahut pasand Aya Jyada trade Dene Se Hamare account ko bacha hone ka Khatra ho sakta aur vah Hamara account band bhi kar sakte hain isliye hamein chahiye kya main isme 4 Se Jyada trade wrong Karen Agaram 4 Se Jyada Karenge to yalal aaj kal aayega

                        اب آن لائن

                        Working...
                        X