100 dollars tak loss bhi recover ho jata hai

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    100 dollars tak loss bhi recover ho jata hai
    Dear friends forex mein loss ka hona itni bari bat nahi he loss or profit dono ho jatay hain es liye jab loss ho jaye to usay recover Karen or agar apka loss 100 dollars tak bhi hai to wo recover ho jaye ga bas ap jaldi na karen or jaldi mein trade close na Karen jab tak apka loss recover nahi ho jata
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: 100 dollars tak loss bhi recover ho jata hai

    G han forex trading men jitna loss bhi recover ho jata hey aur 100 dollars ka loss tu aasani k sath recover ho jata hey lekin apnay balance k hisab se choti choti trade laga kar loss ko recover karen kiun k agar jaldi loss recover karnay ki koshish men ghalt ya bari lot nah lagaen kiun k dobara loss ki surat men account wash bhi ho sakta hey
    • #3 Collapse

      Re: 100 dollars tak loss bhi recover ho jata hai

      bohat acha sawal ha ager hum ko lot of loss hotaa ha to per hum ko chaheya ka hum us ko recover karnaa start kardaa q ka ager hum us ko recover kartaa ha to per hum ko apni mistake ka pataa chaltaa ha or hum ko acha experience be hotaa ha es leya i think ka jitna be baraa loss ho recover ho jataa ha.........
      • #4 Collapse

        Re: 100 dollars tak loss bhi recover ho jata hai

        Forex trading mein loss aur profit dono hoty hein hum bonus se trading krty hein is liye loss ko recover krna prta hai jbkeh investment account mein loss ko recover nahi krna prta loss ko hamesha small trades se recover krein jb loss ho jaye tu us waqt trade open n krein balkeh kisi achy time trading krein 100 dollar aram se recover ho jaty hein.
        • #5 Collapse

          Re: 100 dollars tak loss bhi recover ho jata hai

          Assalm-o-Alaikum gee haan dear friend ap nay bilkul theek kaha hai ham 100 dollar Tak loss bhi easily recover kar saktay Hain laikin iss k liye mehnat ki zaroorat hoti hai hum choti choti trades k through iss loss ko recover Kar saktay Hain Orr iss k sath sath acha profit bhi haasil Kar saktay Hain lehaza hamain chahiye k hum zayada sy zayada mehnat karain Orr apna loss recover karain Orr trading mein jaldbaazi bilkul bhi na karain issi mein hamari kaamyaabi hai
          • #6 Collapse

            Re: 100 dollars tak loss bhi recover ho jata hai

            Dear bro ap ny thek kaha hai..Forex main 100 dollar ka loss bhi recover ho jata hai agar trading achy tariqy sy ki jaye..achi aur profitable trading k liye zaruri hai keh Trade leny sy pehly market ka achi tarah analysis kiya jaye. aur lot size ko account k capital k mutabiq use kiya jaye. Forex main loss jald bazi ya greed ki waja sy hota hai. agar hum Forex ko achi tarah learn kar k trading krain aur lot size ko account k capital k mutabiq use krain to phir hum Forex main kamyab ho sakty hain
            • #7 Collapse

              Re: 100 dollars tak loss bhi recover ho jata hai

              اصل پيغام ارسال کردہ از: Qasim123 پيغام ديکھيے
              Dear friends forex mein loss ka hona itni bari bat nahi he loss or profit dono ho jatay hain es liye jab loss ho jaye to usay recover Karen or agar apka loss 100 dollars tak bhi hai to wo recover ho jaye ga bas ap jaldi na karen or jaldi mein trade close na Karen jab tak apka loss recover nahi ho jata
              Jee bilkul $4 the car loss we recover ho jata hai lekin iske liye zaroori hai ki aap Jab loss recover karne ki try karen to jaldbazi na Karen aur Teji metrade na Karen is AAP for loss aur Jyada hoga
              FRD 07 TRADING JOURNAL
              • #8 Collapse

                Re: 100 dollars tak loss bhi recover ho jata hai

                bhai jan ye ap par depend hota hai k ap kitna loss recover kar sakte hain so agar ap ki learning strong hai to ap zayada se zayada loss ko bi recover kar sakte hain so ap ko chahiye k ap din raat ek kar k forex ko learn kare ta k ap zayada se zayada loss ko recover kar sake or mera khayal hai k ek acha trader wohi sabit hota hai so apne losses ko recover kar sakta ho so ap ko chahiye k ap ek acha trader ban kar dikhay or apni learning ko strong kare.
                • #9 Collapse

                  Re: 100 dollars tak loss bhi recover ho jata hai

                  Dear friend lost jitna bhi ho recover ho jata hai agar planning Banake kiya jaye Bada loss ekdum se recover Nahin Hota use planning banao kar step-by-step recover karna chahie ekdum se Agar Moscow recover Karenge to Masjid loss ho sakta hai jo bahut main account voice hone KA bi sabab bann sktaa Hai...
                  • #10 Collapse

                    Re: 100 dollars tak loss bhi recover ho jata hai

                    forex aik legal business hain hum is mai kam kar ky dollars mai bonus earn karty hain hum is mai 24 ganty mai sy kese be wakt ka time table bana kar kam kar sakty hain forex aik aam business ke nisbat bohat acha business hain hum is mai agar tukky laga kar kam kary gy to hamy los ho jy ga is mai market ka balm nahi hota
                    • #11 Collapse

                      Re: 100 dollars tak loss bhi recover ho jata hai

                      forex jasa koi or business nahi hain hum is mai kam kar ky dollars mai bonus gain kar sakty hain forex aik legal business hain hum is mai apne marze sy time table bana kar kam kar sakty hain hum gar mai bath kar is mai asnae sy kam kar sakty hain forex kabe be band na hony wala businnss hain is mai hamara koi be boss nahi hain
                      • #12 Collapse

                        Re: 100 dollars tak loss bhi recover ho jata hai

                        اصل پيغام ارسال کردہ از: Qasim123 پيغام ديکھيے
                        Dear friends forex mein loss ka hona itni bari bat nahi he loss or profit dono ho jatay hain es liye jab loss ho jaye to usay recover Karen or agar apka loss 100 dollars tak bhi hai to wo recover ho jaye ga bas ap jaldi na karen or jaldi mein trade close na Karen jab tak apka loss recover nahi ho jata
                        Assalamu alaikum bhai jaan Forex trading business Mein loss bahut jaldi ho jata hai lekin recover karne ke liye Hamein Pahale Se Hi plan karna chahie Apne pure account ka 50% heated mein open Karenge to aap Kisi bhi Kishan Kale loss ko recover kar sakte hain
                        • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                        • #13 Collapse

                          Re: 100 dollars tak loss bhi recover ho jata hai

                          jaaab tak experience nhe hoga forex merket main trading karne k liye taab tak koi b forex say apna loss recover nhe kar skta hain loss ko recover karne k liye merket ko samjhna chahiye hum jaaab loss ko recover karte hain tu big lot use karte hain jiss say or b loss kar dete hain loss is tara kabi b recover nhe hoga sab say phly apni mistake ko find out kare experience hasil kare pher trade kare gy tu apne 100 kiya 200$ ko b recover kar skte hain hum .........

                          اب آن لائن

                          Working...
                          X