Sirf aik trade open ho tou stop loss bhi faida deta hai
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Sirf aik trade open ho tou stop loss bhi faida deta hai
    Ham aksar aik hi waqat main bahot sari trades open ker lety hain ky tamam trades main different stop loss hit hony per loss bahot zyada ho sakta hai agar aik hi trade open ho tou us main stop loss bhi hit ho jaey tou calculated loss hota hai jis ko recover kerna bhi asan hota hai
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Sirf aik trade open ho tou stop loss bhi faida deta hai

    bohat acha sawla ha ager hum ak sath lot of trade open kartaa ha to per hum ko different type of stop loss or take profit ko use karna hoga laken ager hamara aksar trade stop loss ko touch kardaata ha to per hum ko loss he hoga es leya hum ko kabhi kabhi stop loss be profit dada taa ha or hamara account wash karwanaa sa bachadataa ha..........
    • #3 Collapse

      Re: Sirf aik trade open ho tou stop loss bhi faida deta hai

      sir aap ki Ruth karr rahe hain main aapki baat ko manta hoon kyunki jab Bhi ek trade open ho is se hamara risk bhi kaam hoga aur loss bhi kaam hoga agar loss hoga bhi to use recuva Kiya ja sakta hai jab Bhi trade karen to hamein risk jyada nahi Lena chahiye aur mehnat ke sath forex forum par kaam karna chahiye aur trading may experience aatar karke training karni chahiye
      • #4 Collapse

        Re: Sirf aik trade open ho tou stop loss bhi faida deta hai

        Agr hum trades ziada open kr lein aur stop loss bhi set ho phr un mein loss start ho jaye tu ziada trades ki waja se loss ziada hota hai agr hum 1 ya 2 trade open kr lein tu itna loss nahi hoga lekin in baton pe koi trader amal nai krta jb trade open krny ka waqt ata hai tu sb log ziada trades open kr lety hein kam trades se risk kam ho jata hai.
        • #5 Collapse

          Re: Sirf aik trade open ho tou stop loss bhi faida deta hai

          han gee bilkal ap ki bat thek hai agr is main eik hi tarde open ho tu hum ose asani se hadle kr sakte hein hume is main samjdari se kam krna hota ha daily is main lerning krni chaiye agr hum is main work krte hein tu hum daily eran kr sakte hein demo account hamre liye best hai
          • #6 Collapse

            Re: Sirf aik trade open ho tou stop loss bhi faida deta hai

            dear brother apki bat bilkul theak ha stop loss bhi us waqt fayeda deta ha jb ap na aik waqt mn aik he trade open ki gae ho agr ap na aik sa ziada trades lgai hoe hon to sb sa agr stop loss lgaya bhi gia ho to loss bahot ziada ho jata ha jisay recover naen kia ja skta
            • #7 Collapse

              Re: Sirf aik trade open ho tou stop loss bhi faida deta hai

              Yas my dear brother aap ki baat bilkul droost hay ky forex main trading kerty hoay ager aap aak trade open kerty hain too trading kerty hoay aap ko achi earning ker sakhty hain sirf aik trade open ho tou stop loss bhi faida deta hai jiss say aap bary loss say bhi Bach jaty Hain.
              • #8 Collapse

                Re: Sirf aik trade open ho tou stop loss bhi faida deta hai

                sirf ek trade open ho to stop loss ap ko kese fida de bat samj nahe ku ke stop loss kabhi bhe ap ko fida nahe deta or ap ko hamesa nukhsan deta he or ap ka balance zaya kar deta he ku ke stop loss bana he ap ko loss dene ke leye or apka account wash karne keleye is leye stop loss ke sat kam karna bewkofi he or nera nukhsan he
                • #9 Collapse

                  Re: Sirf aik trade open ho tou stop loss bhi faida deta hai

                  Dear ap Jo bhi trade lagaty ho agr ap wo different pair pe ni lagaty ya coarlative pair pe ni lagaty tu ap ko loss same ni hota ha ap ko faida bhi ho sakta ha q k hr pair different move krta ha tu wo ap ko different result de ga hr dosri trade se.
                  • #10 Collapse

                    Re: Sirf aik trade open ho tou stop loss bhi faida deta hai

                    Han g bilkul forex mein mein sirf aik trade open ho to stop loss ka bhi faida hota hai or Agar ziada trade laga len to uska nuqsan hota hai es liye es mein ehtiyat Karen or aik hi trade open Karen
                    • #11 Collapse

                      Re: Sirf aik trade open ho tou stop loss bhi faida deta hai

                      Dear friend men ap ki bat se totally agree karti hun forex trading men hame Sirf aik trade open ho tou stop loss bhi faida deta hai kuin key aik waqt men multiple trades na lagen trading ka experience gain karen
                      • #12 Collapse

                        Re: Sirf aik trade open ho tou stop loss bhi faida deta hai

                        Dear friend best rated wahi hai jo Ek order place karta hai aur apni heart rate mein stop loss ka istemaal Karta Hai Kyunki Jab Jyada order place kar Diye Jate Hain To lot size badh jata hai Jis Se Agar market Mein loss Ho Tu Jyada hota hai ache ke open Karen aur usne Apna size calculate kar le...
                        • #13 Collapse

                          Re: Sirf aik trade open ho tou stop loss bhi faida deta hai

                          assalam alikum ap ki bat bilkul dursat ha kach log lalach ma h kr baut sari trade open kr latha our ya samjtha ky hum ko baut zyda ho ga likan per in ka account wash ho jatha our iny nuksaan ky ilwa kach nahi miltha ...sirf ik trade open kary jab wo fyada ma show hona lagy wo foren stop loss lagy dy agar market uper ki tarf mave kr gi tu ap ko baut zyda fyda ho ga
                          • #14 Collapse

                            Re: Sirf aik trade open ho tou stop loss bhi faida deta hai

                            Yes brother ap na teek kaha ha ak waqt ma ak hi trade open hona chaheye jitni zyada trades open karengy utna hi loss bharta jayega es leye ak hi trade open karna chaheye agar vo loss ma bi chali jaye to ak trade ka los bardasht ho sakta ha thanks very much
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: Sirf aik trade open ho tou stop loss bhi faida deta hai

                              yes aik trade bhut hota h aur aap ke baat theek hay k ham ko trade may kabhi bhe greed nahe karni chaiya q k greed is curse is liay is say bachna chaiya jo log trade may greed karty han vo zyada profit hasil karny k liay apna real profit bhe zaya kar laity han is liay kabhi greed nahe karni chaiya aur jitna bhe profit mily us par sabar karna chaiya aur lalach nahi karna hota hay.....

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X