mistakes ko ignore karny ke saza

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    mistakes ko ignore karny ke saza
    agar hum forex mai apne mistakes ko ignore kar ky kam kary gy to hamy loss ho jy ga hamara account wash ho jy ga is mai market ka ya brokers ka koi qasur nahi hota hamy mistakes ko avoid kar ky mahnet sy kam karna chahey pher he hum loss ko avoid kar saky gy or acha bonus earn kar saky gy forex kabe be band na hony wala international business hain
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: mistakes ko ignore karny ke saza

    Assalamualaikum dear friends aapki baat bilkul theek hai Agar Hum Forex trading ke Business mein acchi earning Haasil karna chahte hain To Humne apni mistake ko ignore nahi karna chahi Agar Hum Apne mistake ko note nahi karenge dubara repeat karte rahenge to Hamein iski Saza loss hota rahega Forex trading 1 international business hai aur Kabhi Na band hone wala business isliye Hamein apni mistake ho Khatam karna hoga Phir hi Hum Kamyab ho sakte hain
    • #3 Collapse

      Re: mistakes ko ignore karny ke saza

      forex main ik galti ko bar bar kar k hum kabi ni seekh saky gy. humy chiye k hum apni pehli galtio sy seekh k agy chly. is sy hamra acount b nil nai hu ga or humy hamri mehnat ka sila b zaroor mily ga. humy jb b kam karna hu to 2 boto pay zaroor amal krna chiye. ik to seniors ki tips or dosri apni galtio sy seekh k chly.
      • #4 Collapse

        Re: mistakes ko ignore karny ke saza

        Forex trading business mein hum ko jo loss hota hy wo hum koi galti kartay han tu is galti ki waja se loss hota hy hum ko apni mistake ko cover karna cahaiye agr hum apni mistake ko cover nhi kartay tu is se buht ziada loss ho sakta hy is liye mistake ko cover karna zaroori hy
        • #5 Collapse

          Re: mistakes ko ignore karny ke saza

          sir mujhe lagta hai ki hum ko mistake nahin karna chahiye kyunki jitni jyada mistake karenge hua humko laugh hi deti hai jab Bhi Ham trading karte Hain to hamein Jo profit milta hai wah hum trade close kar den zyada lalach nahin karni chahiye agar lalaj karenge to humko loss ho sakta hai kyunki trading online hai aur zigzag movement karti hai koshish karon ke stop loss ke sath trade Karen
          • #6 Collapse

            Re: mistakes ko ignore karny ke saza

            Koi bhi mistske ham forex market main trading ky doran kerty hain tou hamain loss hota hai lekin agar ham same mistake ko repeat hony sy bacha lety hain tou hamain same mistake sy tou kam sy kam loss nehi hota lekin agar ham bar bar aik hi jesi mistake kerty rehty hain tou hamain bar bar loss hota rehta hai
            • #7 Collapse

              Re: mistakes ko ignore karny ke saza

              Assalm-o-Alaikum dear friend agar hum forex mein kaam kartay Hain Orr hamain loss hota hai tou hamain chahiye k hum apni mistakes theek krain mistakes ko ignore karnay ki saza loss hai Orr loss ki waja sy baaz okaat hamara account wash ho jata hai lehaza hamain chahiye k hum apni mistakes theek karain taa k next time jab trade lagain tou kaamyaab hon Orr ignore bilkul bhi na karain iss trha hum loss sy buch jatay Hain
              • #8 Collapse

                Re: mistakes ko ignore karny ke saza

                Agar ham forex me apni mistakes ko ignore kare ge to hame kamiyabi kabhi bhi nahi mily ge forex me loss ke aik wajah hamare mistakes bhi ha ham trading me bohat sare mistakes kar dete ha jin ka end result loss hota ha aur agar ham in mistakes se learn nahi kare ge in ko ignore kare ge to kamiyabi bhi nahi mily ge is liye apny mistakes se learn karny ki kushish kare apny mistakes se sekhne wala kabhi nakaam nahi hota
                • #9 Collapse

                  Re: mistakes ko ignore karny ke saza

                  Forex trading mein choti bari mistakes nai hoti balkeh kabhi kabhi choti mistake se bhi big loss ho jata hai baaz dafa account wash ho jaty hein jo traders apni mistakes ko ignore kr dety hein woh her bar loss krty hein aur jo traders jb aik mistake mein loss ho jaye tu us se seekhty hein usko trading ko improve krny mein use krty hein tah k phr unko kisi mistake se loss na ho.
                  • #10 Collapse

                    Re: mistakes ko ignore karny ke saza

                    Bhai jan aap ki baat bilkul thk hai hamen apne mistakes ko ignore karna chaye joo hamare mistakes hain hamen en ko ignore ker lena chaye jin mistakes se ham ko loss ho to en ko zaroor karen ta k ham ko profit ho sake
                    • #11 Collapse

                      Re: mistakes ko ignore karny ke saza

                      Nahi mai ap sey agree nahi krta ho. Forex mai mistake ko ignore na krey. Ak trader ko chahey k wo mistake sey learn krey. Mistake sey ap strategy ko strong ban sakta hai. Professional trader apni mistake sey learn krta hai. Future mai wo professional trader ki tarah trade krey.,
                      • #12 Collapse

                        Re: mistakes ko ignore karny ke saza

                        Dear friends agar forex mn ap mn ap ka koi bht bara loss hoa r is mn kai mistakes thi to aap na ko dekh kar ignore kar dia r un par learn ni kia to is mn aap ka noqsan ha agar phr trading karta hoea wo mistakes dobara samna aya to ap is ko control ni kar payn ga r phr sa loss ho ga
                        • #13 Collapse

                          Re: mistakes ko ignore karny ke saza

                          ji haan sarapa Ne bilkul theek kaha hai agar Hum Pakistan Forex Mein kaam karte hain aur hum Apne mistake ko ignore Karte Hain To isme Hamari hi Galti Hai Hamein her mistake ko gaur se dekhna chahiye aur Hamein Aisa mistake Dobara Nahi Karna chahi ki Hamare account ko Khatra ho jaaye isiliye Hamein Soch Samajh Kar kaam karna chahiye thanks
                          • #14 Collapse

                            Re: mistakes ko ignore karny ke saza

                            Gee my dear friend aap ki baat bilkul droost hay ky forexmistakes ko ignore karny ke saza main trading kerty hoay aap mehnaat kerain too mistakes ko ignore karny ke saza zaroor malti hay ager aap aak mistake ko bar bar doorain too loss too hota hay oor account wash bhi ho jata hay.
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: mistakes ko ignore karny ke saza

                              dear friend ap ne thek kaha ke apne mistakes ko irnore karo ge to ap ko loss ke sorat me saza zaror mele ge or ap apana account wash zaror karwa behto ge is leye yaha kam agar karna he to ap ko yaha thore se mehnat kare pare ge or apne galteyo ko nahe dohrana wara ap yaha kamyab hone ka soce bhe nahe or koi or kam jake dohdo take ap ka time zaya na ho or ap dosro ke leye bhe zehmat ka bais na bano is leye apne galto ko dor karo take ap ka loss nahoo

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X